Showing posts with label A R Rehman. Show all posts
Showing posts with label A R Rehman. Show all posts

Wednesday, August 28, 2013

Radha Kaise Na Jale

Song : Radha Kaise Na Jale
Movie : Lagaan
Music : A.R.Rehman
Lyrics : Javed Akhtar
Singers : Udit Narayan, Asha Bhosle, Vaishali & Chorus



Madhuban Mein Jo Kanhaiya Kisi Gopi Se Mile
Kabhi Muskaaye, Kabhi Chhede, Kabhi Baat Kare
Radha Kaise Na Jale, Radha Kaise Na Jale
Aag Tan Mann Mein Lage
Radha Kaise Na Jale, Radha Kaise Na Jale

Madhuban Mein Bhale Kaanha Kisi Gopi Se Mile
Mann Mein To Radha Ke Hi Prem Ke Hain Phool Khile
Kis Liye Radha Jale, Kis Liye Radha Jale
Bina Soche Samjhe
Kis Liye Radha Jale, Kis Liye Radha Jale

O, Gopiyaan Taarein Hain, Chaand Hai Radha
Phir Kyoon Hai Usko Biswaas Aadha
O, Gopiyaan Taarein Hain, Chaand Hai Radha
Phir Kyoon Hai Usko Biswaas Aadha

Kaanhaji Ka Jo Sadaa Idhar Udhar Dhyaan Rahe
Radha Bechaari Ko Phir Apne Pe Kya Maan Rahe

Gopiyaan Aani Jaani Hain, Radha To Mann Ki Rani Hai
Gopiyaan Aani Jaani Hain, Radha To Mann Ki Rani Hai
Saanjh Sakhaare, Jamna Kinaare
Radha Radha Hi Kaanha Pukaare

Oye Hoye, Oye Hoye
Baahon Ke Haar Jo Daale Koi Kaanha Ke Gale
Radha Kaise Na Jale, Radha Kaise Na Jale
Aag Tan Mann Mein Lage
Radha Kaise Na Jale, Radha Kaise Na Jale

Mann Mein Hai Radhe Ko Kaanha Jo Basaaye
To Kaanha Kaahe Ko Usse Na Bataaye
Prem Ki Apni Alag Boli, Alag Bhaasa Hai
Baat Nainon Se Ho Kaanha Ki Yahi Aasa Hai

Kaanha Ke Yeh Jo Naina Hain
Chheene Gopiyon Ke Chaina Hain
Kaanha Ke Yeh Jo Naina Hain
Chheene Gopiyon Ke Chaina Hain
Mili Najariya, Hui Baawariya
Gori Gori Si Koi Gujariya

Kaanha Ka Pyaar Kisi Gopi Ke Mann Mein Jo Pale
Kis Liye Radha Jale, Radha Jale, Radha Jale

Radha Kaise Na Jale
Kis Liye Radha Jale
Radha Kaise Na Jale

Kis Liye Radha Jale, Kis Liye Radha Jale
Radha Kaise Na Jale
Kis Liye Radha Jale, Kis Liye Radha Jale
Aah, Aah, Aah, Aah…
Radha Kaise Na Jale
Radha Kaise Na Jale
Radha Kaise Na Jale.

Tuesday, August 20, 2013

Behka Main Behka

Song : Behka Main Behka
Movie : Ghajini
Music : A R Rahman
Lyrics : Prasoon Joshi
Singers : Kartik




Behka Main Behka, Woh Behki Hawa Si Aai
Ek Hi Nazar Mein Sab, Manzil Wanzil Paaye
Hatke Alag Si Thi, Bilkul Juda Si
Na Hi Adaayein, Na Ko Aangraii
Behka Behka Main Behka Behka
Mehka Mehka Yeh Maan Hai Mehka
Behka Min Behka, Woh Behki Hawa Si Aai
Ek Hi Nazar Mein Sab, Manzil Wanzil Paaye

Dhadkan Dhak Dhak Dhak Dhak Dhak Hue
Dil Tha Tha Tha Tha Tha Thayee
Chal Dagmag Mag Dagmag Mag Hue
Jhoomoo Mein Jhamak Jhamajham
Rasta Takoon Takoon Takoon Takoon Takoon Mein
Pal Pal Jagoon Jagoon Jagoon Jagoon N Main
Baar Baar Badal Karwat, Usko Sochoon Mein
Behka Behka Main Behka Behka
Mehka Mehka Yeh Maan Hai Mehka
Guzare Jahan Se Woh, Raunak Udaaye
Chalke Nadi Si Woh, Mujhko Bhigoti Jaaye...
Woh Gun Gunaaye, Nagene Lutaaye
Khaata Sa Bachpan, Meethi Shararat
Thoda Resham Hai, Thodi Nazakat
Kabhi Sharmaye, Kabhi Lehraye
Usmein Saahil Hai Aur Jaane Kitni Gehraii
Behka Main Behka, Woh Behki Hawa Si Aai
Ek Hi Nazar Mein Sab, Manzil Wanzil Paaye
Hatke Alag Si Thi, Bilkul Juda Si
Na Hi Adaayein, Na Ko Aangraii

Behka Behka Main Behka Behka
Mehka Mehka Yeh Maan Hai Mehka
Uski Boli, Jaise Phoolon Ki Toli
Uska Chalna, Rituein Badalna
Jhoot Bhi Uske Sachche Lagey Achchhe Lagey
Sach Se Bhi Bade Lagey..
Rahon Mein Uski, Haath Baandhe Palke
Bichaaye Hue Sar Ko Jhukaye Huey
Khusboowon Se Chaaye Hue
Tkataki Lagaye Hue Saath Saaath Jaane Kitne
Saare Mausam Khade Rahein..
( Behka Main Behka, Woh Behki Hawa Si Aai
Ek Hi Nazar Mein Sab, Manzil Wanzil Paaye )... (2)
Hatke Alag Si Thi, Bilkul Juda Si
Na Hi Adaayein, Na Ko Aangraii
( Behka Mein Haan Behka Behka Main
Behka Mein Haan Behka Behka Behka Mein )... (3)

Kaise Mujhe Tum Mil Gayi

Song : Kaise Mujhe Tum Mil Gayi
Movie : Ghajini
Music : A R Rehman
Lyrics : Prasoon Joshi
Singers : Shreya Ghosal & Benny Dayal




Ho Oo.., Ho Oo.., Hooo.., Ho.. Ho..
Kaise Mujhe Tum Mil Gayi, Kismat Pe Aaye Naa Yakeen
Utar Aayi Jeet Mein, Jaise Chaand Utar Ta Hai
Kabhi Haule Haule Dheere Se
Gun Guni Dhoop Ki Tarah Se Tarango Mein Tum
Chhoo Ke Mujhe Guzari Ho Yuh
Dekhu Tumhe Ya Main Sunoo, Tum Ho Sukoon
Tum Ho Junoon..., Kyun Pehre Raat Aayi Tum
Kaise Mujhe Tum Mil Gayi, Hooo.., Kismat Pe Aaye Naa Yakeen, Hooo...

Main To Yeh Sochta Tha, Ke Aaj Kal Kuch Bataane Ko
Fursat Nahi Phir Bhi Tumhe Banaake Woh
Meri Nazar Main Chadh Gaya, Ruit Pe Duaa..Aur Ban Gaya

Haaaaa..., Hannnnn...,
Hooo.., Hooo..,
Badle Raaste Jharne Aur Nadi, Badli Deep Ki Tin Tin
Chhede Zindagi Dhun Koi Nahi, Badli Barkhaa Ki Rimjhim
Badlengi Rituein Ada.., Par Main Rahoongi Sada..
Usi Tarah Teri Baahon Mein Baahein Daal Ke Har Lamha Har Pal
Haaaaa..., Hannnnn...,

Zindagi Sitaar Hogayi, Rimjhim Malhaa Hogayi
Mujhe Aata Nahi Kismat Pe Apni Yakeen Kaise Mujhko Mili Tu

Saturday, August 17, 2013

Maula Maula Maula Mere Maula

Song : Maula Maula Maula Mere Maula
Movie : Delhi 6
Music : A R Rahman
Lyrics : Prasoon Joshi
Singers : Javed Ali & Kailash Kher


Arziyaan Sari Mein, Chehre Pe Likh Ke Laaya Hoon
Tumse Kya Mangu Mein, Tum Khud Hi Samjah Lo...
Ya Maula..., Maula Maula Maula Mere Maula
Maula Maula Maula Mere Maula... (2)
Maula Maula Maula Maula... (2)
Dararein Dararein Bandhein Pe Maula
Maramat Mukdar Ki Kar Do Maula, Mere Maula..
Tere Dar Pe Jhuka Hoon Meeta Hoon Bana Hoon... (2)
Marammat Mukdar Ki Kar Doo Maula... (2)

( Jo Bhi Tere Dar Aaya, Juhkne Jo Sar Aaya
Mastiyan Piye Sabko, Jhoomta Nazar Aaya )... (2)
Pyaas Le Ke Aaya Tha, Dariya Woh Bhar Laya
Noor Ki Barish Mein Beeghta Sa Tar Aaya
Noor Ki Barish Mein.. Ooo
Noor Ki Barish Mein, Beeghta Sa Tar Aaya
Maula Maula Maula Mere Maula... (2)
Maula Maula Maula Maula... (2)
Dararein Dararein Maathe Pe Maula
Maramat Mukdar Ki Kar Do Maula, Mere Maula..
( Jo Bhi Tere Dar Aaya, Jhukne Jo Sar Aaya
Mastiyan Piye Sabko, Jhoomta Nazar Aaya )... (2)

O Ek Khusbu Aati Thi... (2)
Mein Bhatakta Jata Tha, Reshmi Si Maya Thi
Aur Mein Takta Jata Tha
Jab Teri Gali Aaya, Sach Tabhi Nazar Aaya... (2)
Mujhe Mein hi Woh Khusboo Thi, Jisse Tune Milwaya
Maula Maula Maula Mere Maula
Maula Maula Maula Maula... (2)
Dararein Dararein Hai Maathe Pe Maula
Maramat Mukdar Ki Kar Do Maula, Mere Maula..

Aaa Aaaa...
Tut Ke Bikharna Mujhko Zarur Aata Hai
Hoo, Tut Ke Bikharna Mujhko Zarur Aata Hai
Varna Ibbadat Wala Ssarur Aata Hai
Sajde Mein Rehne Do, Abb Kahin Na Jaunga... (2)
Abb Jo Tumne Tukhraya To Sawar Na Paunga
Maula Maula Maula Mere Maula
Maula Maula Maula Maula... (2)
Dararein Dararein Hai Maathe Pe Maula
Maramat Mukdar Ki Kar Do Maula, Mere Maula..

Sar Utha Ke Mene To Kitni Khwahishe Ki Thi
Kitne Khwaab Dekhe The Kitni Khosishe Ki Thi
Jab Tu Rubaru Aaya...
Jab Tu Rubaru Aaya Nazarein Na Mila Paya
Sar Jhuka Ke Ek Pal Mein... Ooo
Sar Jhuka Ke Ek Pal Mein Mene Kya Nahi Paya
Maula Maula Maula Mere Maula... (2)
Maula Maula Maula Maula... (2)
Maula Maula Maula Mere Maula... (2), Mere Maula..
Maula Maula Maula Maula... (2), Mere Maula..

Mora Piya Ghar Aaya, Mora Piya Ghar Aaya... (6)
Maula Maula Maula Mere Maula... (2)
Maula Maula Maula Maula
Mere Maula Maula Maula Maula
Mere Maula Maula Maula Maula, Mere Maula..

Friday, August 16, 2013

O Humdum Suniyo Re

Song : O Humdum Suniyo Re
Movie: Saathiya
Music : A.R Rehman
Lyrics : Gulzar
Singers : Kaykay, Shaan, Kunal, Pravin Mani


( O Hamdam O Hamdam Suniyo Re
O Jaaniya Suniyo Re
O Jaaniya Shaam Ko Khidki Se Chorii Chorii Nange Paav Chaand Aayega )...(2)
O Suniyo Re O Jaaniya Re
O Galiyon Se Aayega
O Siiti Bajayega
O Niim Ke Pedse
O Paas Bulayega )...(2)

Aye Udi Udi

Song : Aye Udi Udi
Movie : Saathiya

Music : A.R Rehman
Lyrics : Gulzar
Singers : Adnan Sami

( Aye Udi Udi Udi Aye Khwaaboon Kii Burii
Aye Aang Rang Khelii Aye Saarii Raat Ho Gayi )…(2)
Halkii Aye Halkii Kal Raat Jo Shabnam Girii
Har Akhiyaan Vakiyaan Bhar Gayi Kal To Haath Par Dab Dab Girii
Pahalii Pahalii Baarish Kii Chhiite Pahalii Baarish Bhiige

Naagina Naagina Naagina Naataa Re Nataa Re Naagina
Uljhii Huii Thii Khul Bhii Gayi Thii Lat Voh Raat Bhar Barsii
Kabhii Manaaya Khuub Sataaya Thii Sab Yaar Kii Marzii
Aye Udi Udi …Khwaaboon Kii Burii

Chhed Dun Main Kabhii Pyaar Se To Tang Hotii Ha
i Chhod Dun Ruuthke To Bhii To Jung Hotii Hai
Chhed Dun Main Kabhii Pyaar Se To Tang Hotii Hai
Khaamkhwaah Chuum Lun To Bhii To Jung Hotii Hai
Zindagi Aankhon Kii Aayat Hai
Zindagi Aankhon Mein Rakhii Hai
Terii Amaanat Hai Zindagi Aye Zindagi Aye Zindagi
Lad Ladke Jiine Ko Ye Lamhe Tode Hain
Mar Marke Siine Mein Ye Shiishe Jode Hain
Tum Kah Do Sab Naate Bas Itna Socho To
Ambar Pe Pahale Hii Sitaare Thode Hain
Zindagi Aankhon Kii Aayat Hai
Zindagi Palkon Mein Jhapkii Hai Miithii Shikaayat Hai
Aye Zindagi Aye Zindagi Aye Zindagi

Mera Yaar Milade

Song : Mera Yaar Milade
Movie : Saathiya

Music : A.R Rehman

Lyrics : Gulzar
Singers : A.R Rehman

Banjar Hai Sab Banjar Hai
Ham Dhund Rahe Jab Firdaus Chale
Terii Khoj Talaash Mein Dekh Piya Ham Kitne Kaale Kos Chale
Banjar Hai Sab Banjar Hai
( Mainda Yaar Milaa De Saiyya
Ek Baar Milaa De Saiyya )…(2)
Main Ne Fora Fora Falaq Chanaa
Main Ne Tote Tote Taare Chune
Main Ne Fora Fora Falaq Chanaa
Main Ne Tote Tote Taare Chune
Mainda Yaar Milaa De Saiyya
Ek Baar Milaa De Saiyya
Mainda Yaar Milaa De Saiyya
Ek Baar Milaa De Saiyya
( Taaron Kii Chamak Yeh Subho Talak
Lagatii Hii Nahi Par Badaf Ko Talak )…(2)
Saiyya
( Main Ne Fora Fora Falaq Chanaa
Main Ne Tote Tote Taare Chune )…(2)
Sirf Ek Terii Aahat Ke Liye Kankar Patthar But Saare Suune
Huur Mein Rahatii Ruswaiyan
Mainda Yaar Milaa De Saiyya
Ek Baar Milaa De Saiyya...(2)

Ek Baar Milaa De Saiyya.
Banjar Hai … Kaale Kos Chale
Banjar Hai Sab Banjar Hai
Main Yaar Milaa De Saiyya
Aa Dekh Merii Pareshaanii Ko Taqdiir Ke Harfe Linkhe Hain
Pariyaon Ke Nishaan Jab Dekhe Jahaan Sau Baar Jhukaaya Sar Ko Vahaan
Yaar Milaa De Saiyya
Aa Dekh Merii Peshaanii Ko Taqdiir Ke Harfe Likhe Hain
Main Kitnii Baar Pukaarun Tujhe
Tere Naam Ke Safhe Likhe Hain
Tera Saaya Kabhii To Bolega
Main Chunta Rahaa Parchhaaiyaan
Main Yaar Milade Saiyya
Saiyya..

Chupke Se

Song : Chupke Se
Movie : Saathiya
Music : A.R Rehman

Lyrics : Gulzar
Singers : Sadhana Sargam, Murtuza, Quadir



Doston Se Jhuuthii Muuthii Duusron Ka Naam Leke Phir Merii Baatien Karna
Yaara Raat Se Din Karna
Lambi Judaai Terii Bada Mushkil Hai
Aahon Se Dil Bharna
Yaara Raat Se Din Karna
Kab Yeh Puurii Hogii Duur Yeh Duurii Hogii
Roz Safar Karna
Yaara Raat Se Din Karna
Chupke Se Chupke Se Raat Kii Chaadar Tale
Chaand Kii Bhii Aahat Na Ho
Baadal Ke Piichhe Chale
Jale Katara Katara, Gale Katara Katara
Raat Bhii Na Hii Le Aadhii Aadhii …(2)
Chupke Se Lag Jaa Gale Raat Kii Chaadar Tale
Pharvarii Kii Sardiyon Kii Dhuup Mein
Muundii Muundii Akhiyon Se Dekhna
Haath Kii Aar Se
Niimi Niimi Thand Aur Aag Mein
Haule Haule Maarva Ke Raag Mein
Miir Kii Yeh Baat Ho
Din Bhii Na Duube Raat Na Aaye Shaam Kabhii Na Dhale
Shaam Dhale To Subaah Na Aaye Raat Hii Raat Jale
Chupke Se Chupke…Ke Piichhe Chale
Doston Se Juuthii …Se Din Karna

Tujh Bina Paglii Yeh Purvai
Aake Merii Chunarii Mein Bhar Gayi
Tuu Kabhii Aise Hii Gale Mein Bhar Jaise Yeh Purvai
Aa Gale Lag Jaise Yeh Purvai
Saathiya Sun Tuu Kal Jo Mujhko Nind Na Aayi Paas Bulaa Le Na
Goad Mein Apnii Sar Rakh Le Na
Lorii Sunaa De Na
Chupke Se Lag…Ke Piichhe Chale

Thursday, August 15, 2013

Yeh joh des hai tera

Yeh jo des hai tera
swades hai tera
tujhe hai pukara
yeh woh bandhan hai
jo kabhi toot nahin sakta

Yeh jo des hai tera
swades hai tera
tujhe hai pukara
yeh woh bandhan hai
jo kabhi toot nahin sakta

mitti ki hai jo khushbhoo
tu kaise bhoolayega
tu chaahe kahin jaaye
tu laut ke aayega
nayi nayi raahon mein
dabbi dabbi aahon mein
khoye khoye dil se tere
koi yeh kahega

yeh jo des hai tera
swades hai tera
tujhe hai pukara
yeh woh bandhan hai
jo kabhi toot nahin sakta

tujhse zindagi hai yeh kahe rahi
sabh to paa liya abh hai kya kami
yunh to saare sukh hai barse
par door tu hai apne ghar se
aa laut chal tu abh deewanae
jahan koi to tujhe apna maane
awaaz de tujhe bulaane wahi des

yeh jo des hai tera
swades hai tera
tujhe hai pukara
yeh woh bandhan hai
jo kabhi toot nahin sakta

yeh pal hai wahi
jis mein hai chuupi
koi ek saadi, saari zindagi
tu na pooch raaste mein kaahe
aaye hain is tarha do raahein
tu hi to hai raah jo sujhaye
tu hi to hai abh to jo yeh bataye
chaahe to kis disha mein jaaye wahi des

yeh jo des hai tera
swades hai tera
tujhe hai pukara
yeh woh bandhan hai
jo kabhi toot nahin sakta

ad

In Association with Amazon.in