Showing posts with label Anu malik. Show all posts
Showing posts with label Anu malik. Show all posts

Wednesday, April 22, 2015

Sunder Susheel

Song: Sunder Susheel
Movie: Dum Laga Ke Haisha (2015)
Singers: Malini Awasthi, Rahul Ram
Music: Anu Malik
Lyrics: Varun Grover

tana na na na na..
zana na na na na na.. ho...

Sunder susheel thodi special dhoondenge

Sunder susheel thodi special dhoondenge
Not temporary, arrey not temporary
Not temporary, permanent dhoondenge

tana na na na..
tana na na na..
zana na na na na na.. ho...

Sober sweet high income dhoondhenge
Not temporary, permanent dhoondhenge

Sunder susheel thodi special dhoondenge
Not temporary, permanent dhoondenge

Aankhein badi sonpari
Haath mein ho jaadu-chhadi
Solah aane mann ki khari khojenge hum

Bike bhi ho, car bhi ho
Acche sanskar bhi ho
Poora wafadar bhi ho, sochenge tab

Shimla, Kullu, Manali jo sang sang jaaye
Shaam ko ghar aate aate sabji laaye
Aisa hi, aisa hi, aisa hi
Aisa different dhundenge

Graduate shaaleen thoda chanchal dhoondenge
Dikhne mein naa ho jo uncle, dhoondenge

Grahkarya mein zara daksh dhoondenge
Ordinary nahi, aaye haaye ordinary nahi
Ordinary nahi deluxe dhoondenge

Motiyon se daant bhi ho
Friend waali baat bhi ho
Convent se padh ke aayi wo khojenge

Suit mein jo accha lage
Shave karke baccha lage
Aam thoda kaccha lage, wohi lenge

Geet gaake raaton mein jo sulaaye
Sarkari naukri ke sukh dilaaye
Aisa hi, aisa hi
Aisa hi sau percent dhoondenge

Saat janam ki lambi puliya
Saat rang ke galeeche
Chaar janam tu aage chalna
Teen janam tu peeche ho...

Modern traditional ka mix dhoondenge
Fuse karna aata ho, fix dhoondenge

Sanskari slim milky white dhoondenge
Aage peeche sab taraf se right dhoondenge

Sober sweet high income dhundhenge
Not temporary, permanent dhundhenge

Hansmukh namkeen wala makkhan dhundenge
Nature se na ho jo dhakkan dhoondenge

tana na na na..
tana na na na..
zana na na na na na.. ho... (x2)


Moh Moh Ke Dhage

Song: Moh Moh Ke Dhage
Movie: Dum Laga Ke Haisha (2015)
Singer: Papon | Monali Thakur
Music: Anu Malik
Lyrics: Varun Grover


Moh moh..
Moh moh ke dhaage

hmmm...
Yeh moh moh ke dhaage
Teri ungliyon se ja uljhe

Yeh moh moh ke dhaage
Teri ungliyon se ja uljhe
Koi toh toh na laage
Kis tarah girah ye suljhe
Hai rom rom iktaara
Hai rom rom iktaara
Jo baadalon mein se guzre

Yeh moh moh ke dhaage
Teri ungliyon se ja uljhe
Koi toh toh na laage
Kis tarah girah ye suljhe

Tu hoga zara paagal, tune mujhko hai chuna
Tu hoga zara paagal, tune mujhko hai chuna
Kaise tune ankahaa, tune ankahaa sab sunaa
Tu hoga zara paagal, tune mujhko hai chuna

Tu din sa hai, main raat
Aa na dono mill jaayein shaamon ki tarah

Yeh moh moh ke dhaage
Teri ungliyon se ja uljhe
Koi toh toh na laage
Kis tarah girah ye suljhe

Ki aisa beparwah mann pehle toh na tha
Ki aisa beparwah mann pehle toh na tha
Chitthiyon ko jaise mill gaya
Jaise ik naya sa pataa
Ki aisa beparwah mann pehle toh na tha

Khaali raahein, hum aankh moonde jaayein
Pahunche kahin toh bewajah

Yeh moh moh ke dhaage
Teri ungliyon se ja uljhe
Koi toh toh na laage
Kis tarah girah ye suljhe


Dard Karara

Song: Dard Karara
Movie: Dum Laga Ke Haisha (2015)
Singers: Kumar Sanu, Sadhana Sargam
Music: Anu Malik
Lyrics: Varun Grover

Khuda se zyada tumpe aitbaar karte hain
Gunaah hai jaan ke bhi baar baar karte hain
Baar baar karte hain

Tu meri hai prem ki bhasha
Likhta hoon tujhe roz zara sa
Tu meri hai prem ki bhasha
Likhta hoon tujhe roz zara sa
Kore kore kaagaj jinpe bekas
Kore kore kaagaj jinpe bekas
Likhta hoon ye khulasa

Tumse mile dil mein utha dard karaara
Jeene laga wohi jise ishq na maara
Tumse mile dil mein utha dard karaara
Jeene laga wohi jise ishq na maara

Tu meri hai prem ki bhasha
Likhti hoon tujhe roz zara sa
Tu meri hai prem ki bhasha
Likhti hoon tujhe roz zara sa
Kore kore kaagaj jinpe bekas
Kore kore kaagaj jinpe bekas
Likhta hoon ye khulasa

Tumse mile dil mein utha dard karara
Jeene laga wohi jise ishq na maara
Tumse mile dil mein utha dard karara
Jeene laga wohi jise ishq na maara

Abhi abhi dhoop thi yahaan pe lo
Ab barsaaton ki dhaara
Jeb hain khaali, pyaar ke sikko se
Aao kar lein guzaara

Kabhi kabhi aaine se poocha hai
Kisne roop sanwaara
Kabhi lagun Mohini
Kabhi lagun Chandani 
Kabhi chamkeela sitaara

Kitna sambhal lein
Bachkar chal lein
Dil to dheeth awaara

Tumse mile dil mein utha dard karara
Jeene laga wohi jise ishq na maara
Tumse mile dil mein utha dard karara
Jeene laga wohi jise ishq na maara


TU...

Song: TU...
Movie: Dum Laga Ke Haisha (2015)
Singer: Kumar Sanu
Music: Anu Malik
Lyrics: Varun Grover
Hey hey...

Tu...
Tu...

Mere saare imtihaano ka jawaab tu
Meri saari daastanon ka hisaab tu
Mere saare imtihaano ka jawaab tu
Meri saari daastanon ka hisaab tu

Hey hey..
Saari hadon ko tod ke jab aati hai teri yaad
Neend ke katre kaat kaat ke jaagun sari raat

Tu...
Tu...

Mere saare imtihaano ka jawaab tu
Meri saari daastanon ka hisaab tu

Hey hey..
Aa ha haa... hmm hmmm..

Tu subah, tu sabaa
Marz tu, tu dawaa
Haan tu qaatil hai tu hi gawah
Tu kadam tu safar
Tu safar ki rehguzar
Haan tu raaste ka meetha kuaan
Ho jaane tamanna meri tishnagi tu
Meri tishnagi tu..

Tu...
Tu...
Mere saare imtihaano ka jawaab tu
Meri saari daastanon ka hisaab tu

Hey hey..
Saari hadon ko tod ke jab aati hai teri yaad
Neend ke katre kaat kaat ke jaagun sari raat

Tu...
Tu...
Mere saare imtihaano ka jawaab tu
Meri saari daastanon ka hisaab tu


Dum Laga Ke Haisha (Title)

Song: Dum Laga Ke Haisha (Title)
Movie: Dum Laga Ke Haisha (2015)
Singers: Kailash Kher, Jyoti Nooran, Sultana Nooran
Music: Anu Malik
Lyrics: Varun Grover

Khol aankhein baandh pheeta hauli hauli sa
Saans le aur chhoot jaa goli goli saa

Aaa aa...

Khol aankhein baandh pheeta holi holi sa
Saans le aur chhoot jaa goli goli saa

Haan paar lagaa de paara
Ho chowk ke tu fawwara
Haan paar lagaa de paara
Chaunk ke tu funwwara

Dham dham dham bole jahaan tu rakhe kadam kadam
Dum dadum dadum, dum laga ki haisha
Dum dadum dadum, dum laga ki haisha

Dum dadum dadum .......
Dum laga ki haisha

Dum dadum dadum, dum laga ki haisha


Chala tu chal marda, uda ke tu garda
Chala tu chal marda, uda ke tu garda

Hey sarpat man se meethe meethe kann se
Rahe pitara bhara bhara

Chala tu chal marda, uda ke tu garda
Sarpat man se meethe meethe kann se
Rahe pitara bhara bhara

Phaand ja re deeware aur tar ja saare dhaare
Phaand ja re deeware, tar ja saare dhaare

Mann bhar ke ab toh ho ja tu besharam sharam

Dum dadum dadum
Dum laga ki haisha (x3)


de re na re....
ta na na uda ta na..

Jale jo duniya namak lagana
Sabko iski bhanak lagana
Aankh bacha ke nikle koi
Aankh mein uske chamak lagana

Khatam na ho janam janam tak
Pyaar ki aisi sanak lagana, haisha..
Kabhi kabhi to chalta hai saath raasta
Aa haath badhana yaara
Aur tod le ooncha taara
Aa haath badha na yaara
tod le ooncha taara

Dham dham dham bole jahaan tu rakhe kadam kadam
Dum dadum dadum, dum laga ki haisha
Dum dadum dadum, dum laga ki haisha

Dum dadum dadum...
Dum laga ki haisha

Dum dadum dadum
Dum laga ki haisha


Thursday, September 12, 2013

Jaanam Samjha Karo

Song : Jaanam Samjha Karo (Title Track)
Movie : Jaanam Samjha Karo
Music : Anand Shrivastav, Anu Malik, Milind Shrivastav
Lyrics : Majrooh Sultanpuri
Singers : Anu Malik, Hema Sardesai



Paagal Mujhe Kar Diya
Kya
Jaanam Samjha Karo
Jaanam Samjha Karo
Jaanam Samjha Karo
Jaanam Samjha Karo

Jaanam Samjha Karo
Jaanam Samjha Karo
Jaanam Samjha Karo
Jaanam Samjha Karo

Kaheneke Liye Hai Kitne Yaha
Lakin Inme Ye Baat Kaha
Kesi Baate, Aji Kese Hasi, Jara Khul Ke Bata,
Main Samji Nahi
Paagal Mujhe Kar Diya
Kya
Jaanam Samjha Karo
Jaanam Samjha Karo
Jaanam Samjha Karo

Jaanam Samjha Karo
Jaanam Samjha Karo
Jaanam Samjha Karo
Jaanam Samjha Karo
Jaanam Samjha Karo

Janeja Dekhoto Idhar
Kya Tumko Ata Hai Najar
Sach Kahena Tumhe Apni Kasam
Lagta Hu Me Kya Jutha Sanam
Bakati Hai Ye Dil Ki Pukaar
Sunti Hu Main Roj Hi Hiya

Jane Bhi De Kyu Banati Hai
Mujhko Gero Me Kyu Ginti Hai
Pahele Pal Me Tu Jisa Lage
Duje Pal Mai Apna Sa Lage
Aye Yaha Tak To Yaar
Kyaa
Jaanam Samjha Karo
Jaanam Samjha Karo
Jaanam Samjha Karo
Jaanam Samjha Karo

Tum Mujko Acche Hi Lagee
Bato Ke Sacche Hi Lagge
Phir Bhi Dil Kyu Darta Hai Dhak Dhak Dhak Dhak Karta Hai
Dar Kaya Hai Jab Sath Hai Mera Hatho Me Hai Hath Mera

Dar Hai Ki Tum Vada Tod Na Do Raste Mai Mujhko Chood Na Do
Mar Bhi Jaye To Kya Gam Hai Na Bichdenge Hum Dilwale
Hai Shehnai Ka Intzaar Matlab
Jaanam Samjha Karo
Jaanam Samjha Karo
Jaanam Samjha Karo
Jaanam Samjha Karo.

Sab Ki Baaratein Aayi

Song : Sabki Baaratein Aayi
Movie : Jaanam Samjha Karo
Music : Anand Shrivastav, Anu Malik, Milind Shrivastav
Lyrics : Majrooh Sultanpuri
Singers : Alka Yagnik



Sab Ki Baaratein Aayi Doli Tu Bhi Laana
Sab Ki Baaratein Aayi Doli Tu Bhi Laana
Dulhan Banaake Humko Rajaji Le Jaana
Sab Ki Baaraatein Aayi
Chaaha Tha Maine, Socha Tha Maine
Kya Kya The Armaan Dil Nadaan Ke
Aankhon Mein Aansu Aaye
Ho, Aankhon Mein Aansu Aaye Par Koi Na Aaya
Ab To Kisi Ko Bhi Apna Ke Hai Bulaana
Sab Ki Baaraatein Aayi

In Aankhon Mein Thi Ek Raat Saji
Haathon Mein Kabhi Choodi Si Baji
Par Aankh Khuli To Aaya Nazar Na Raat Saji Na Choodi Baji
Mera Toota Tha Dil, Uski Jhankar Thi
Saara Voh Rang Tha Mere Khoone Dil Ka
Yeh To Hai Rona Dil Ka
Haan, Yeh To Hai Rona Dil Ka Kaahe Ka Taraana
Ab To Kisi Ko Bhi Apna Ke Hai Bulaana
Sab Ki Baaraatein Aayi Doli Tu Bhi Laana
Dulhan Banaake Humko Rajaji Le Jaana

Sab Ki Baaraatein Aayi
Aa Aah, Aa Aah, Aa Aah
Chalo Jo Bhi Hua, Voh Khoob Hua
Ab Har Koi Mehboob Hua
Hai Sab Ke Liye Yeh Raat Meri Ab To Hai Yehi Aukaat Meri
Haske Bheege Palak Chamkaana Hai
Sooni Baahein Ada Se Laheraana Hai
Gham Khaake Aansu Peeke
Ho, Gham Khaake Aansu Peeke Mehfil Mein Gaana
Ab To Kisi Ko Bhi Apna Ke Hai Bulaana

Sab Ki Baaraatein Aayi Doli Tu Bhi Laana
Dulhan Banaake Humko Rajaji Le Jaana
Sab Ki Baaraatein Aayi Doli Tu Bhi Laana
Dulhan Banaake Humko Rajaji Le Jaana
Sab Ki Baaraatein Aayi

Kisi Ne Hamse Kiya Hai Jab Se Woh Ek Wada

Song : Kisi Ne Hamse Kiya Hai Jab Se Woh Ek Wada
Movie : Jaanam Samjha Karo
Music : Anand Shrivastav, Anu Malik, Milind Shrivastav
Lyrics : Majrooh Sultanpuri
Singers : Alka Yagnik


Aaa….Aaa..Aaa….Aaa..
Hmmm…
Kisi Ne Hamse Kiya Hai Jab Se Woh Ek Wada Hai
Na Puso Dil Ne Kiya Hai Kya Kya Hasi Irada Hai
Kese Suhane Sapane Saje Hai
Dil Ki Dagar Pe Tare Mai Taare Biche Hai
Age Kya Ho Ye Hai Kisko Bata
Kisi Ne Hamse Kiya Hai Jab Se Woh Ek Wada Hai
Na Puso Dil Ne Kiya Hai Kya Kya Hasi Irada Hai

Meri Najar Jab Unse Ladegi Hal Chal Si Kuch Dil Me Padegi
Pahele Jara Ruk Ruk Ke Chalungi Baad Me Ekdam Khul Ke Milungee
Esa Karungi Raza Karungi Aur Na Jane Kya Kya Karungi
Tum Hi Socho Jara

Haiya Ho Haiya Ho
Haiya Ho Haiya Ho
Haiya Ho Are Haiya Ho
Haiya Ho Are Haiya Ho

Kisi Ne Haumse Kiya He Jabse Vo Ek Vada Haye
Na Pucho Dil Ne Kiya He Kya Kya Hasi Irada Haye

Akhir Me Vo Mujhe Kyu Dil Me Laya Pyaar Nahi Hai Toh Kyu Bulaya
Izzat Meri Ab Har Dil Mai Hogi Chahat Meri Har Mahephil Me Hogi
Wesi Hi Hu Mai Bhi Jasi Woh Chahe Bekar Mai Dil Dhadke Hai Khae
Sab Ye Bharam Hai Mera
Haiya Ho Haiya Ho
Haiya Ho Haiya Ho
Haiya Ho Are Haiya Ho
Haiya Ho Are Haiya Ho

Kisi Ne Hamse Kiya Hai Jab Se Woh Ek Wada Hai
Na Puso Dil Ne Kiya Hai Kya Kya Hasi Irada Hai
Kese Suhane Sapane Saje Hai
Dil Ki Dagar Pe Tare Mai Taare Biche Hai
Age Kya Ho Ye Hai Kisko Bata
Kisi Ne Hamse Kiya Hai Jab Se Woh Ek Wada Hai
Na Puso Dil Ne Kiya Hai Kya Kya Hasi Irada Hai
Kese Suhane Sapane Saje Hai
Dil Ki Dagar Pe Tare Mai Taare Biche Hai
Age Kya Ho Ye Hai Kisko Bata.

Love Hua



Song : Love Hua
Movie : Jaanam Samjha Karo
Music : Anand Shrivastav, Anu Malik, Milind Shrivastav
Lyrics : Majrooh Sultanpuri
Singers : Alka Yagnik, Kumar Sanu



Love Hua, Abb Yeh Na Puchho Yeh Kab Huwa
Hey Luv Huwa, Hamko Khabar Hai Yeh Kab Huwa
Kab Huwa, Dono Ne Chaha Yeh Tab Huwa
Luv Huwa, Abb Yeh Na Puchho Yeh Kab Huwa
Hey Luv Huwa, Hamko Khabar Hai Yeh Kab Huwa
Kab Huwa, Dono Ne Chaha Yeh Tab Huwa

Yeh Khwab Hasin, Yeh Arman Jawan, Lejaye Mujhe Kya Jane Kahan
Abb Dur Talak Yeh Jane Jahan Jayega Yeh Silsila
Luv Huwa, Luv Huwa
Abb Yeh Na Puchho Yeh Kab Huwa
Hey Luv Huwa, Hamko Khabar Hai Yeh Kab Huwa
Ha Kab Huwa, Hmmm… Dono Ne Chaha Yeh Tab Huwa
Yeh Khwab Hasin, Yeh Arman Jawan, Lejaye Mujhe Kya Jane Kahan
Abb Dur Talak Yeh Jane Jahan Jayega Yeh Silsila
Luv Huwa, Luv Huwa, Luv Huwa………

Khoyee Khayalo Me Kyo Aise Dekhe Mujhe
Aaj Yeh Hai Bat Kya, Jaise Tu Meraa Lage
Yeh Teree Aada Yeh Husn Jawan, Le Jaaye Mujhe Abb Jane Kahan
Abb Dur Talak Yeh Jane Jahan Jayega Yeh Silsila
Luv Huwa, Luv Huwa
Abb Yeh Na Puchho Yeh Kab Huwa
Hey Luv Huwa Hamko Khabar Hai Yeh Kab Huwa
Ha Kab Huwa O O O.. Dono Ne Chaha Yeh Tab Huwa
Luv Huwa, Luv Huwa, Luv Huwa………

Abb Hai Tere Dil Me Kya, Mai Bhee Jara Jan Lu
Apanee Toh Yeh Mojh Hai Tu Jo Kahe Man Lu
Mai Chahu Mujhe Tu Pyar Kare, Ek Bar Nahee Sau Bar Kare
Abb Dur Talak Yeh Yar Mere Jayega Yeh Silsila
Luv Huwa, Luv Huwa
Abb Yeh Na Puchho Yeh Kab Huwa
Luv Huwa, Hamko Khabar Hai Yeh Kab Huwa
Ha Kab Huwa, Hmmm… Dono Ne Chaha Yeh Tab Huwa
Yeh Khwab Hasin, Yeh Arman Jawan, Lejaye Mujhe Kya Jane Kahan
Abb Dur Talak Yeh Jane Jahan Jayega Yeh Silsila
I Say Its Happening, Kya Happening
Luv, Luv Is Happening
Uh I Luv U
Oh… I Luv U Too
Luv Huwa, Luv Huwa, Luv Huwa……….

Chandani Aaya Hai Tera Deewana

Song : Chandani Aaya Hai Tera Deewana
Movie : Jaanam Samjha Karo
Music : Anand Shrivastav, Anu Malik, Milind Shrivastav
Lyrics : Majrooh Sultanpuri
Singers : Udit Narayan



Oh Oh Oh Chandani Aaya Hai Tera Deewana
Oh Oh Oh Chandanee Suno Toh Jane Jana Na
Oh Oh Oh Chandani Aaya Hai Tera Deewana
Oh Oh Oh Chandanee Suno Toh Jane Jana Na
Par Yeh Toh Bata Mujhe Chandaniya
Yeh Kaise Huwa Meree Chandaniya
Kahee Chain Na De Yeh Dil Kee Lagee
Tere Pichhe Phire Liye Dil Kee Lagee
Ruk Toh Kahan Chalee
Oh Oh Oh Chandanee Aaya Hai Tera Divana
Oh Oh Oh Chandanee Suno Toh Jane Jana Na

Kyon Ho Khafa Itne Aaye Hujur
Ham Se Kaho Ho Gaya Kya Kasur
Bolo Kuchh Toh Bolo Meree Lehratee Daminee
Bolo Kuchh Toh Bolo Meree Lehratee Daminee
Par Yeh Toh Bata Mujhe Chandaniya
Yeh Kaise Huwa Meree Chandaniya
Kahee Chain Na De Yeh Dil Kee Lagee
Tere Pichhe Phire Liye Dil Kee Lagee
Ruk Toh Kahan Chalee
Oh Oh Oh Chandanee Aaya Hai Tera Divana
Oh Oh Oh Chandanee Suno Toh Jane Jana Na

Hai Yeh Sama Jaise Khwabon Kee Jamin
Mil Ke Chalo Kho Na Jana Tum Kahee
Warna Phirogee Rotee Akelee Meree Kaminee
Warna Phirogee Rotee Akelee Meree Kaminee
Par Yeh Toh Bata Mujhe Chandaniya
Yeh Kaise Huwa Meree Chandaniya
Kahee Chain Na De Yeh Dil Kee Lagee
Tere Pichhe Phire Liye Dil Kee Lagee
Ruk Toh Kahan Chalee
Oh Oh Oh Chandanee Aaya Hai Tera Divana
Oh Oh Oh Chandanee Suno Toh Jane Jana Na
Par Yeh Toh Bata Mujhe Chandaniya
Yeh Kaise Huwa Meree Chandaniya
Kahee Chain Na De Yeh Dil Kee Lagee
Tere Pichhe Phire Liye Dil Kee Lagee
Ruk Toh Kahan.

Sunday, August 18, 2013

To Chalun

Song : To Chalun
Movie : Border
Music : Anu Malik
Lyrics : Javed Akhtar
Singers : Roop Kumar Rathod




Ae Jaate Hue Lamhon Zara Thehro, Zara Thehro
Ae Jaate Hue Lamhon Zara Thehro, Zara Thehro
Main Bhi To Chalta Hoon, Zara Unse Milta Hoon
Jo Ek Baat Dil Mein Hai, Unse Kahoon
To Chalun, To Chalun, Hm Hm Hm Hm Hm
To Chalun, To Chalun, To Chalun
To Chalun, To Chalun, Hm Hm Hm Hm Hm
To Chalun, To Chalun, To Chalun
Ae Jaate Hue Lamhon Zara Thehro, Zara Thehro
Unke Chehre Ki Yeh Narmiyaan
Unki Zulfon Ki Yeh Badliyaan
Unki Aankhon Ke Roshan Diye
Unke Honton Ki Yeh Surkhiyaan
Unke Chehre Ki Yeh Narmiyaan
Unki Zulfon Ki Yeh Badliyaan
Unki Aankhon Ke Roshan Diye
Unke Honton Ki Yeh Surkhiyaan

Sab Unke Hain Jalwe, Main Chalne Se Pehle
Saanson Mein, Aankhon Mein, Khwaabon Mein, Yaadon Mein
Aur Is Dil Mein Unko Chhupaake Rakhoon
To Chalun, To Chalun, Hm Hm Hm Hm Hm
To Chalun, To Chalun, To Chalun
Ae Jaate Hue Lamhon Zara Thehro, Zara Thehro
Main Kahin Bhi Rahoon Ae Sanam
Mujhko Hai Zindagi Ki Kasam
Faaslein Aate Jaate Rahe
Pyaar Lekin Nahin Hoga Kam
Main Kahin Bhi Rahoon Ae Sanam
Mujhko Hai Zindagi Ki Kasam
Faaslein Aate Jaate Rahe
Pyaar Lekin Nahin Hoga Kam

Jinhe Chaahoon, Jinhe Poojoon, Unhe Dekhoon, Unhe Chhoo Loon
Zara Baatein To Kar Loon, Zara Baahon Mein Bhar Loon
Main Is Chaand Se Maathe Ko Choom Loon
To Chalun, To Chalun, Hm Hm Hm Hm Hm
To Chalun, To Chalun, To Chalun
Ae Jaate Hue Lamhon Zara Thehro, Zara Thehro
Main Bhi To Chalta Hoon, Zara Unse Milta Hoon
Jo Ek Baat Dil Mein Hai, Unse Kahoon
To Chalun, To Chalun, Hm Hm Hm Hm Hm
To Chalun, To Chalun, To Chalun.

Sandese Aate Hain

Song : Sandese Aate Hain
Movie : Border
Music : Anu Malik
Lyrics : Javed Akhtar
Singers : Sonu Nigam, Roopkumar Rathod & Chorus



Oho ho…

Sandese Aate Hain
Humein Tadpaate Hain
To Chitthi Aati Hai
To Poochh Jaati Hai
Ke Ghar Kab Aaoge
Ke Ghar Kab Aaoge
Likho Kab Aaoge
Ki Tum Bin Ye Ghar Soona Soona Hai

Sandese Aate Hain
Humein Tadpaate Hain
To Chitthi Aati Hain
To Poochh Jaati Hai
Ke Ghar Kab Aaoge
Ke Ghar Kab Aaoge
Likho Kab Aaoge
Ki Tum Bin Ye Ghar Soona Soona Hai

Kisi Dilwaali Ne Kisi Matwaali Ne
Humein Khat Likkha Hai
Ki Humse Poochha Hai
Kisi Ki Saason Ne Kisi Ki Dhadkan Ne
Kisi Ki Choodi Ne Kisi Ke Kangan Ne
Kisi Ke Kajre Ne Kisi Ke Gajre Ne
Mahekti Subahon Ne Machalti Shaamon Ne
Akeli Raaton Ne Adhoori Baaton Ne
Tarasti Baahon Ne
Aur Pooccha Hai Tarsi Nighahon Ne

Ke Ghar Kab Aaoge
Ke Ghar Kab Aaoge
Likho Kab Aaoge
Ki Tum Bin Ye Dil Soona Soona Hai

Sandese Aate Hain
Humein Tadpate Hain
To Chitthi Aati Hai
To Pooche Jaati Hai
Ke Ghar Kab Aaoge
Ke Ghar Kab Aaoge
Likho Kab Aaoge
Ki Tum Bin Ye Ghar Soona Soona Hai

Mohabbat Walon Ne Hamare Yaaron Ne
Humein Ye Likkha Hai Ke Humse Poochha Hai
Hamare Gaaon Ne Aam Ki Chaaon Ne
Puraane Peepal Ne Baraste Baadal Ne
Khet Khaliayaanon Ne Hare Maidaanon Ne
Basanti Belon Ne Jhoomti Belon Ne
Lachakte Jhulon Ne Behekte Phoolon Ne
Chatakti Kaliyon Ne
Aur Poochha Hain Gaaon Ki Galiyon Ne

Ke Ghar Kab Aaoge
Ke Ghar Kab Aaoge
Likho Kab Aaoge
Ki Tum Bin Gaaon Soona Soona Hai

Sandese Aate Hain
Humein Tadpate Hain
To Chitthi Aati Hai
To Pooche Jaati Hai
Ke Ghar Kab Aaoge
Ke Ghar Kab Aaoge
Likho Kab Aaoge
Ki Tum Bin Ye Ghar Soona Soona Hai
Ohh Ohhhh Ohhh …

Kabhi Ek Mamta Ki
Pyaar Ki Ganga Ki
Vo Chitthi Aati Hai
Saath Vo Laati Hai
Mere Din Bachpan Ke
Khel Vo Aangan Ke
Vo Saaya Aanchal Ka
Vo Teeka Kaajal Ka
Vo Lori Raaton Mein Vo Narmi Haathon Mein
Vo Chaahat Aankhon Mein Vo Chinta Baaton Mein
Bigadna Oopar Se Mohabbat Andar Se
Kare Vo Devi Maa
Yahin Har Khat Mein Poochhe Meri Maa

Ke Ghar Kab Aaoge
Ke Ghar Kab Aaoge
Likho Kab Aaoge
Ki Tum Bin Aangan Soona Soona Hai

Sandese Aate Hain
Humein Tadpate Hain
To Chitthi Aati Hai
To Pooche Jaati Hai
Ke Ghar Kab Aaoge
Ke Ghar Kab Aaoge
Likho Kab Aaoge
Ki Tum Bin Ye Ghar Soona Soona Hai

Ohohho..
Ay Guzarne Waali Hava Bata
Mera Itna Kaam Karegi Kya
Mere Gaanv Ja Mere Doston Mo Salaam De

Meri Gaanv Mein Hai Jo Vo Gali
Jahaan Rehti Hai Meri Dilruba
Usay Mere Pyaar Ka Jaam De
Usay Mere Pyaar Ka Jaam De
Vahin Thodi Door Hai Ghar Mera
Mera Ghar Mein Hai Meri Boodhi Maa
Mere Maa Ke Pairon Ko Chhooke
Usay Uske Beta Ka Naam De
Ay Guzarne Waali Hava Zara
Mere Doston Meri Dilruba
Meri Maa Ko Mera Paiyam De
Unhe Jaake Ty Ye Paigam De

Main Vaapas Aaoonga
Main Vaapas Aaoonga
Phir Apne Gaaon Mein
Usiki Chaaon Mein
Ki Maa Ke Aanchal Se
Gaanv Ke Peepal Se
Kisike Kaajal Se
Kiya Jo Vaada Tha Vo Nibhaoonga
Main Ek Din Aaoonga.. (8)

Humein Jab se Mohabbat

Song : Humein Jab se Mohabbat
Movie : Border
Music : Anu Malik
Lyrics : Javed Akhtar
Singers : Sonu Nigam & Alka Yagnik



Maahi maahi motiyaan waala
Mera sona dachiyaan waala
Maahi maahi motiyaan waala
Maahi maahi motiyaan waala

Humein Jab se Mohabbat ho gayi hai
Ye duniya khoobsoorat ho gayi hai
Humein jabse mohabbat ho gayi hai
Ye duniya khoobsoorat ho gayi hai
Humein jabse mohabbat ho gayi hai

Fizaaon mein nayi ek roshni hai
Havaaon mein ajab si taazgi hai
Tum is vadee mein mujhse mil rahi ho
Zameen lagta hai jaise ga rahi hai
Nayi rut ki mahoorat ho gayi hai
Ye duniya khoobsoorat ho gayi hai
Humein jabse mohabbat ho gayi hai

Hai lipti dhund mein dilkash nazaare
Nadi khaamosh hai chup hain kinaare
Hai ek chhoti si kashti aur hum hain
Chale jaate hain lehron ke sahaare
Suhaani ab lo sangat ho gayi hai
Ye duniya khoobsoorat ho gayi hai

Humein jabse mohabbat ho gayi hai
Ye duniya khoobsoorat ho gayi hai
Humein jabse mohabbat ho gayi hai

Maahi maahi motiyaan waala
Mera sona dachiyaan waala
Maahi maahi motiyaan waala
Maahi maahi motiyaan waala.

Saturday, August 17, 2013

Ae Mere Humsafar

Song : Ae Mere Humsafar
Music : Anu Malik
Lyrics : Dev Kohli
Singers : Vinod Rathod & Alka Yagnik


Ae mere humsafar ae meri jaan-e-ja... (2)
meri manzil hai tu tu hi mera jahaan
ae mere humsafar ae meri jaan-e-ja... (2)
ban gaye aaj ham do badan ek jaan
ae mere humsafar ae meri jaan-e-ja

( bheega bheega aanchal aankhon ka yeh kajal ghayal na kar de mujhe
seene ki yeh huchul badhne lagi pal pal paagal na kar de mujhe )... (2)
paagal toh ham ho gaye ban jaayegi dastaan
aahista bolo sanam sun lega sara jahaan
meri manzil hai tu tu hi mera jahaan
ae mere humsafar ae meri jaan-e-ja... (2)

( saanson ke yeh sholey saanson mein tu gholey pal mein pihgal jaye ham
hothon ke angaarey hothon pe hamare rakh de toh jal jaaye ham )... (2)
yeh pyar woh aag hain jis mein nahi hai kuaan
lagti hai jab yeh agan jal jaate hai jism-o-jaan
ban gaye aaj ham do badan ek jaan

ae mere humsafar ae meri jaan-e-ja...
meri manzil hai tu tu hi mera jahaan
ae mere humsafar ae meri jaan-e-ja...

Aashik Hoon Main Kaatil Bhi Hoon

Song : Aashik Hoon Main Kaatil Bhi Hoon
Movie : Baadshah
Music : Anu Malik
Lyrics : Sameer
Singers : Abhijeet Bhattacharya


Aashiq Hoon Main Kaatil Bhi Hoon
Sabke Diloon Mein Shaamil Bhi Hoon…
Aashiq Hoon Main Kaatil Bhi Hoon
Sabke Diloon Mein Shaamil Bhi Hoon

Aashiq Hoon Main Kaatil Bhi Hoon
Sabke Diloon Mein Shaamil Bhi Hoon

Dil Ko Churana
Neendein Udana
Dil Ko Churana
Neendein Udana
Bas Yehi Mera Kasoor

Waadon Se Apne Mukarta Nahin
Marne Se Main Kabhi Darta Nahin

Baadshah O Baadshah
Baadshah E Baadshah
Baadshah O Baadshah
Baadshah…

Aashiq Hoon Main
Kaatil Bhi Hoon
Sabke Diloon Mein
Shaamil Bhi Hoon

Dil Ko Churana
Neendein Udana
Dil Ko Churana
Neendein Udana
Bas Yehi Mera Kasoor

Waadon Se Apne Mukarta Nahin
Marne Se Main Kabhi Darta Nahin

Baadshah O Baadshah
Baadshah E Baadshah
Baadshah O Baadshah
Baadshah…

Chaaron Taraf Hain Mere Hi Charche
Hoton Pe Hai Bas Mera Naam
Rangoon Bhari Subha Meri
Masti Mein Doobi Hai Meri Shaam

Jhoothi Khahani Sachchi Lagey
Aawargi Mujhe Aachi Lagey
Nagmey Sunana, Sabko Nachana
Bas Yehi Mera Kasoor

Waadon Se Apne Mukarta Nahin
Marne Se Main Kabhi Darta Nahin

Baadshah O Baadshah
Baadshah E Baadshah
Baadshah O Baadshah
Baadshah…

Hai Yeh Mohabbat Kamzori Meri
Chaahat Ki Duniya Pe Mera Raaj
Bas Rab Ke Aage Jhookta Mera Sar
Jhukte Mere Saamne Tak To Taj

Andaz Mera Sabh Se Judaa
Main Baadshahon Ka Baadshah
Sapnay Sajaana, Hasna Hasana
Bas Yehi Mera Kasoor

Waadon Se Apne Mukarta Nahin
Marne Se Main Kabhi Darta Nahin

Baadshah O Baadshah
Baadshah E Baadshah
Baadshah O Baadshah
Baadshah

Aashiq Hoon Main
Kaatil Bhi Hoon
Sabke Diloon Mein
Shaamil Bhi Hoon

Dil Ko Churana
Neendein Udana
Bas Yehi Mera Kasoor

Waadon Se Apne Mukarta Nahin
Marne Se Main Kabhi Darta Nahin

Baadshah O Baadshah
Baadshah E Baadshah
Baadshah O Baadshah
Baadshah

Baadshah O Baadshah
Baadshah E Baadshah
Baadshah O Baadshah
Baadshah…

Friday, August 16, 2013

Yaadein Yaad

Song : Yaadein Yaad
Movie : Yaadein
Music : Anu Malik
Lyrics : Aanand Bakshi
Singers : Hariharan.


Nagmen Hain Shikve Hain
Kisse Hain Baate Hain
Nagmen Hain Shikve Hain
Kisse Hain Baate Hain
Baatein Bhool Jaati Hain
Yaadein Yaad Aati Hain
Baatein Bhool Jaati Hain
Yaadein Yaad Aati Hain
Yeh Yaadein Kisi Dil-O-Jaanam Ke
Chale Jaane Ke Baad Aati Hain
Yaadein Yaadein Yaadein

Ye Jeevan Dil Jaane
Dariya Ka Hai Paani
Paani To Beh Jaaye
Baaki Kya Reh Jaaye
Yaadein Yaadein Yaadein
Nagmen Hain Shikve Hain
Kisse Hain Baate Hain
Baatein Bhool Jaati Hain
Yaadein Yaad Aati Hain
Yeh Yaadein Kisi Dil-O-Jaanam Ke
Chale Jaane Ke Baad Aati Hain
Yaadein Yaadein Yaadein

Duniya Mein Yoon Aana
Duniya Se Yoon Jana
Aao To Le Aana Jaao To De Jana
Yaadein Yaadein Yaadein
Baatein Bhool Jaati Hain
Yaadein Yaad Aati Hain
Yeh Yaadein Kisi Dil-O-Jaanam Ke
Chale Jaane Ke Baad Aati Hain
Yaadein Yaadein Yaadein

ad

In Association with Amazon.in