Showing posts with label Arko Pravo Mukherjee. Show all posts
Showing posts with label Arko Pravo Mukherjee. Show all posts

Friday, May 29, 2015

Maula

Song:Maula 
Film: Jism 2 (2012)
Singer: Ali Azmat
Lyrics: Arko Pravo Mukherjee and Munish Makhija 



Ishq bhi kiya re maula
Dard bhi diya re maula
Ooo.. ooo..
Ishq bhi kiya re maula
Dard bhi diya re maula
Yun toh khush raha
Magar kuch reh gaya baaqi

Faqr bhi kiya re maula
Ilm bhi liya re maula
Zindagi jiya magar kuch reh gaya baaqi

Tu nahi dikha re maula
Sab nahin bika re maula
Aur jahaan ruka wahaan pe
Jaam hai khaali

Chaah ki kami mein tu hai
Aankh ki nami mein tu hai
Aas mein tu
Pyaas mein tu
Saans mein tu..
Bewajah hansi mein tu hai
Jo dikhe usi mein tu hai
Ashq mein tu [Ashq: Tears]
Rashk mein tu [Rashk: Envy/Jealousy]
Jaan mein tu

Ishq bhi kiya re maula
Dard bhi diya re maula
Yun toh khush raha
Magar kuch reh gaya baaqi

Faqr bhi kiya re maula
Ilm bhi liya re maula [Ilm: Knowledge]
Zindagi jiya magar kuch reh gaya baaqi

Tu nahi dikha re maula
Sab nahin bika re maula
Aur jahaan ruka wahaan pe
Jaam hai khaali

Zeest ki sacchayiyon se [Zeest: Life]
Rooh ki gehraiyon se
Raat ki tanhaiyon se
Tu guzar zara [x2]


Abhi Abhi

Song: Abhi Abhi 
Movie: Jism 2 (2012)
Singer: KK & Shreya Ghoshal
Composed by: Arko Pravo Mukherjee 
Lyrics: Arko & Munish Makhija


Abhi abhi toh mile ho
Abhi naa karo chhootne ki baat
Abhi abhi toh pasand aaye ho
Abhi abhi roothne ki baat!


Abhi abhi toh roshni aayi
Abhi naa karo munh chhupane ki baat
Abhi abhi zindagi shuru hai...
Abhi abhi tham jane ki baat!

Hum toh haare mahiya re
Moonde naina, neend tihare [x2]

Teri baazuon mein meri chahatein samaaye
Teri dhadkano ko meri dhadkanein sunaaye
Teri khwahisho se meri khwahishein riha hain
Teri karwaton se meri dastaan bayaan hai
Kya sukoon kya junoon humnawa...

Abhi abhi dil ki suni hai
Abhi na karo zamaane ki baat!
Abhi abhi baatein ruki hain
Abhi abhi dohraane ki baat!

Abhi abhi aawaaragi aayi
Abhi na karo sambhalne ki baat
Abhi abhi zindagi shuru hai
Abhi abhi tham jane ki baat!

Woh subah toh, bewajah ho
Ke Guzre bin tumhare jiski raat [x2]

Teri baazuon mein meri chahatein samaaye
Teri dhadkano ko meri dhadkanein sunaaye
Teri khwahisho se meri khwahishein riha hain
Teri karwaton se meri dastaan bayaan hai
Kya sukoon kya junoon humnawa...

Hum toh haare mahiya re
Moondein naina neend tihaare [x2]


Tuesday, May 26, 2015

Dildara

Song: Dildara
Movie: Tamanchey (2014)
Singer: Sonu Nigam  
Music & Lyrics: Arko Pravo Mukherjee



Oye dildara oye.. oye dildaara
Main banjara oye.. main banjara (x2)

Oh tere waaste main saara jag..
Chhod ke dikhaaun
Qismat ki kalaaiyan..
Marod ke dikhaaun

Oh tere waste main saara jag chhod ke dikhaun
Qismat ki kalaaiyan marod ke dikhaaun

Yaara soneya, dildara soneya
Oh teri chhoti chhoti baaton pe 
Main gaur kiye jaaun
Teri saari fariyaadon pe 
Main marr mita jaaun
Yaara soneyaa.. dildaara soneya

Oh Rabba teri-meri batein sari bol diya jaye
Oh Rabba dil me hai raaz toh wo khol diya jaye
Yaara.. ishq-e-shedai ka mol diya jaaye
Saare jahaan ke gunaahon ko bhi tol diya jaaye
Teri zindagi mein khusiyaan tamaam diya jaaye
Meri jind meri jaan tere naam kiya jaaye

Oye dildara oye.. 
Oye dildara oye.. oye dildara
Main banjara oye.. main banjaara


Tuesday, April 28, 2015

Zor Lagaake Haisha

Song: Zor Lagaake Haisha
Movie: Yaariyan (2014)
Singer: Vishal Dadlani
Music: Arko Pravo Mukherjee
Lyrics: Irshad Kamil


Hum jawaan khoon ki garmi se
Narmi se ya besharmi se
Hum jawaan khoon ki garmi se
Narmi se ya besharmi se

Jo thaan liya kar jayenge
Ab jeet ke hi ghar jayenge
Jo thaan liya kar jayenge
Ab jeet ke hi ghar jayenge

Chal zor laga ke haishaa
Chal kadam badha ke haishaa
Chal zor lagaake haishaa
Chal kadam badha ke haishaa
Iraadon mein hai dum
Hawa ke hum kadam

Aazaadiyon ki kya hadein
Na hausalon ki hai sarhadein
Hum parvaton ko cheer dein
Hum aandhiyon ko na raah dein

Ho ishq ya jung zamaane se
Dono mein jeet zaroori hai
Duniya ke apne laalach hain
Dil ki apni majboori hai
Yeh baat bata ke jaayenge
Hum khwaab saja ke jayenge
Yeh baat bata ke jayenge
Hum khwaab saja ke jayenge...

Chal zor laga ke haishaa
Chal kadam badha ke haisha
Chal zor lagaake haisha
Chal kadam badha ke haishaa
Iraadon mein hai dum
Hawa ke hum kadam

Kya dooriyan, kya faasle
Be-khauf se yunhi chalte chale
Yeh jaanti hai manzilein
Toofan hai kayi pairon tale

Hum khushiyon ke hain saudagar
Sabke aansu pee jaate hain
Jab jug samjhe be-jaan humein
Hum hanste hain, jee jaate hain
Yeh aadat bohat puraani hai
Hum Hindi Hindustani hain
Yeh aadat bohat puraani hai
Hum Hindi Hindustani hain

Chal zor laga ke haisha
Jhanda fehra ke haisha
Chal zor lagaake haisha
Sab saath nacha ke haisha
Chal pyaar jataa ke haisha
Jana Gana Mana gaa ke haisha
Iraadon mein hai dum
Hawa ke hum kadam


Allah Waariyan

Song: Allah Waariyan
Movie: Yaariyan (2014)
Singer: Shafqat Amanat Ali
Music: Arko Pravo Mukherjee
Lyrics: Arko Pravo Mukherjee


Apne roothein, paraaye roothein
Yaar roothe naa
Khwaab tootein, waade tootein
Dil ye toote naa (x2)

Roothe to khuda bhi roothe
Saath chhoote naa (x2)

O Allah Waariyan
O main toh haariyan
O tooti yaariyan mila de oye! (x2)

Udte patangon mein
Holi waale rangon mein
Jhoomenge phir se dono yaar (x2)

Waapas to aaja yaar
Seene se laga ja yaar
Dil to huey hain zaar-zaar

Ho apne roothein, paraaye roothein
Yaar roothe naa
Khwaab toote, waade toote
Dil yeh toote naa
Roothe toh khuda bhi roothe
Saath chhoote naa
Roothe to khuda bhi roothe
Saath chhoote naa

O Allah waariyan
O main toh haariyan
O tooti yaariyan mila de oye! (x2)

Reh bhi na paayein yaar
Seh bhi na paayein yaar
Behti hi jaaye dastaan (x2)

Umr bhar ka intezaar
Ik pal bhi na qaraar
Ungli pe nachaaye dastaan

Ho apne roothe, paraaye roothe
Yaar roothe naa...
Khwaab toote, waade toote
Dil yeh toote naa..
Roothe to khuda bhi roothe
Saath chhoote naa
Roothe to khuda bhi roothe
Saath chhoote naa

O Allah wariyan
O main toh haariyan
O tooti yaariyan mila de oye! (x4)


Saturday, April 18, 2015

Hai Teri Meherbani

Song: Hai Teri Meherbani
Movie: The Shaukeens (2014)
Singer: Jubin Nautiyal
Music: Arko Pravo Mukherjee
Lyrics: Arko Pravo Mukherjee
Hai saaz tu, tera tarz main
Tu hai dava aur marz main
Dildaar tu.. khudgarz main
Hai geet tu, tere lafz main
Tu hai duaa aur farz main
Aazad tu aur karz main
--
Hai shaam tu, taareef main
Tu chain hai, taqleef main
Tujhse mila to paa liya
Har cheez main
Hai khwab tu taabeer main
Maana tujhe taqdeer mein
Tera hua is bheed main, is bheed main
--
Hai teri meherbani
Ke andheron se hum muqar gaye
Hai teri meherbani
Ke bin jaane hi hum sanwar gaye
(x2 Repeat)

Hai tu hi toh hai wafa
Tu baarish meri, savera mera
Main tera hum raasta
Hai kasti teri kinara mera (x2)

Hai Teri Meherbani
Ke andheron se hum muqar gaye
Hai teri meherbaani
Ke bin jaane hi hum sawar gaye


ad

In Association with Amazon.in