Showing posts with label Ash King. Show all posts
Showing posts with label Ash King. Show all posts

Tuesday, May 19, 2015

Look Into My Eyes

Song: Look Into My Eyes
Movie: Humshakals (2014)
Singers: Ash King, Neeti Mohan
Music: Himesh Reshammiya
Lyrics: Sameer Anjaan

Just look into my eyes
I've never felt so right

Khataayein saari raakh hone do
Wo oo ho.. Wo oo ho..

You're mine for tonight
Say it in black & white
Nasheele jazbaat hone do
Wo oo ho..
Wo oo ho..

Yeh dil huaa faraar
Poochho na mere yaar
Jo hota hai hone do
Wo oo ho.. Wo oo ho..

Masti chadhi hai mere manchale khayalon pe
Jee chahe de du main nishani tere gaalon pe

Ab mere armaan nahin mere kaabu mein
Bandishein koi na lagaa paaye dilwalon pe

Just look into my eyes
I've never felt so right
Khataayein saari raakh hone do
Wo oo ho.. o o ho..

Yeh dil huaa faraar
Poochho na mere yaar
Jo hota hai hone do
O o ho.. o o ho..


Tuesday, April 28, 2015

Mashooqana

Song: Mashooqana
Movie: Heartless (2014)
Singer: Ash King, Arunima Bhattacharya
Lyrics: Arafat Mehmood
Music: Gaurav Dagaonkar


Jab jab tujhe main dekhoon
Lagti tu jannati hai
Jaane yeh tujhse kaisi
Nisbat si ho gayi hai (x2)

Rubaru tere kyun
Aane ka dhoondhu bahaana
Bakhuda chhod doon
Tu jo kahe to zamaana

Mashooqana, uff tera ye muskurana
Mashooqana, sharma ke nazrein churana
Aisa hua tera asar dil chaahe sirf tujhko pana
Mashukana, uff tera ye muskurana
Mashukana, sharma ke nazrein churana

Bol jaati hain aankhein teri sab bin kahe
Lafz pa kar ke tera dil kaise bas mein rahe

Tujhse milne se pehle bethikana thi main
Ab yeh lagne laga hai bewajah na thi main

Kuchh der to tujhe dekh loon
Maane agar tu bura na..

Mashookana, Uff tera yeh muskurana
Mashookana, Sharma ke nazrein churana

Mashooqaana..

Subah veerana tujh bin
Shab adhoori lage
Zindagi se bhi zyada
Tu zaroori lage

Aise mehfooz kar le
Mujhko aaghosh mein
Umr bhar main na aaun
Phir kabhi hosh mein

Nazdeeqiyaan itni badha do ki rahe faasla na
Mashooqana, Uff tera yeh muskurana
Mashooqana, Sharma ke nazrein churana

Jab jab tujhe main dekhun
Lagti tu jannati hai
Jaane yeh tujhse kaisi
Nisbat si ho gayi hai
Rubaroo tere kyun
Aane ka dhoondhu bahana
Bakhuda chhod doon
Tu jo kahe to zamaana

Mashooqana, Uff tera yeh muskurana
Mashooqana, Sharma ke nazrein churana

Mashooqana..
Ariana...
Mashooqana..


Friday, April 24, 2015

Meherbaan

Song: Meherbaan
Movie: Bang Bang (2014)
Composer: Vishal-Shekhar 
Singers: Ash King, Shilpa Rao, Shekhar Ravjiani
Lyricist: Anvita Dutt, Kumaar


Ye aa ya-ya ya-ya...

Dil ki maange thodi thi kam
Har duaa bhi thodi maddham

Tune kaandhe pe sar jhukaaya jab
Jaise dargah pe baandhe dhaage tab
Bina maange hi mill gaya hai sab
Meherbaan hua hua
Meherbaan hua hua

Meherbaan.. hua
Meherbaan hua Rab
Meherbaan.. hua
Meherbaan hua Rab

Duaa rang rangiya yun malang laal laal rang
Rooh ki patang baandhi tere sang
Tab hi toh laga
Meherban hua Rab
O din ye sehre sa saja
Meherbaan huaa Rab

Ye aa ya-ya ya-ya...

Haathon ko tere apne
Haathon mein le leti hoon
Ke taqdeerein apni saari padh loon

Aankhon mein tere chhupte
Armaan main dhoondhta hoon
Bas tu soche, aur poore main kar doon

Abhi abhi toh hum adhoore thhe
Poore ho gaye tere roobaroo
Oo.. ye bhi deekhe na
Kahaan main khatam, kahaan tu shuru
Aankhein teri (aankhein teri)
Girti hain jab (girti hain jab)
Ab to neendein aati hain tab

Humko lagta hai kuch dino se ab
Tu ibaadat hai, tu hi hai mazhab
Bewajah kaise, kyu, kahaan aur kab

Meherban hua hua
Meherban hua hua
Meherban.. hua
Meherban hua Rab
Meherban.. hua
Meherban hua Rab

Rab ne banaaya sabko
Par kaun bataaye Rab ko
Mar ke tum pe, hum saans lete hain
Rab se karun jo duaayein
Ab ye tujhi tak jaayein
Tu jo sun le toh sunta ye Rab hai..

Jaane naa jahaan
Jaane hai kahaan
Mili thi meri teri haan me haan
Sach hai yahi tujh sa kahin
Nahin hai nahin

Meri raahein aayein tujh tak
Iss janam se har janam tak
Waqt ko rokein aa zara sa ab
Usko samjha dein ishq ka matlab
Chhod ke zidd ye maan lega ab

Meherbaan hua hua
Meherbaan hua hua
Meherbaan.. hua
Meherbaan hua Rab
Meherbaan.. hua 
Meherbaan hua Rab
Meherbaan.. hua
Meherbaan hua Rab


ad

In Association with Amazon.in