Showing posts with label Asha Bhosle. Show all posts
Showing posts with label Asha Bhosle. Show all posts

Monday, October 16, 2017

nanhe munne bacche

Song: nanhe munne bacche 
Singer(s): Asha Bhosle, Mohammad Rafi 
Movie: Boot Polish(1954)
Musician: Shankar Jaikishan
Lyrics: Shailendra
Film Director: Prakash Arora


nanhe munne bacche teri muthi mein kya hai
muthi mein hai taqdeer humari
muthi mein hai taqdeer humari
humne kismat ko bas mein kiya hai
bholi bhaali matwaali aankho mein kya hai
aankhon mein jhoome umeedon ki diwali
aankhon mein jhoome umeedon ki diwali
aane wali duniya ka sapna saja hai
nanhe munne bacche teri muthi mein kya hai
bheek mein jo moti milega loge ya na loge
zindagi ke aansuyon ka bolo kya karoge
bheek mein jo moti mile to bhi hum na lenge
zindagi ke aansuyon ki mala pehne ge
mushkilon se ladhte phirte jeene mein maza hai
nanhe munne bacche teri muthi mein kya hai
humse na chhuhpaayo baccho humein to bataayo
aane wali duniya kaisi hogi samjhaayo
aane wali duniya mein sab ke sar pe taj ho
na bhookon ki bheedh hogi
na dukhon ka raj ho
badle ga zamana yeh sitaaron pe likha hai
nanhne munne bacche teri muthi mein kya hai

Wednesday, August 28, 2013

Radha Kaise Na Jale

Song : Radha Kaise Na Jale
Movie : Lagaan
Music : A.R.Rehman
Lyrics : Javed Akhtar
Singers : Udit Narayan, Asha Bhosle, Vaishali & Chorus



Madhuban Mein Jo Kanhaiya Kisi Gopi Se Mile
Kabhi Muskaaye, Kabhi Chhede, Kabhi Baat Kare
Radha Kaise Na Jale, Radha Kaise Na Jale
Aag Tan Mann Mein Lage
Radha Kaise Na Jale, Radha Kaise Na Jale

Madhuban Mein Bhale Kaanha Kisi Gopi Se Mile
Mann Mein To Radha Ke Hi Prem Ke Hain Phool Khile
Kis Liye Radha Jale, Kis Liye Radha Jale
Bina Soche Samjhe
Kis Liye Radha Jale, Kis Liye Radha Jale

O, Gopiyaan Taarein Hain, Chaand Hai Radha
Phir Kyoon Hai Usko Biswaas Aadha
O, Gopiyaan Taarein Hain, Chaand Hai Radha
Phir Kyoon Hai Usko Biswaas Aadha

Kaanhaji Ka Jo Sadaa Idhar Udhar Dhyaan Rahe
Radha Bechaari Ko Phir Apne Pe Kya Maan Rahe

Gopiyaan Aani Jaani Hain, Radha To Mann Ki Rani Hai
Gopiyaan Aani Jaani Hain, Radha To Mann Ki Rani Hai
Saanjh Sakhaare, Jamna Kinaare
Radha Radha Hi Kaanha Pukaare

Oye Hoye, Oye Hoye
Baahon Ke Haar Jo Daale Koi Kaanha Ke Gale
Radha Kaise Na Jale, Radha Kaise Na Jale
Aag Tan Mann Mein Lage
Radha Kaise Na Jale, Radha Kaise Na Jale

Mann Mein Hai Radhe Ko Kaanha Jo Basaaye
To Kaanha Kaahe Ko Usse Na Bataaye
Prem Ki Apni Alag Boli, Alag Bhaasa Hai
Baat Nainon Se Ho Kaanha Ki Yahi Aasa Hai

Kaanha Ke Yeh Jo Naina Hain
Chheene Gopiyon Ke Chaina Hain
Kaanha Ke Yeh Jo Naina Hain
Chheene Gopiyon Ke Chaina Hain
Mili Najariya, Hui Baawariya
Gori Gori Si Koi Gujariya

Kaanha Ka Pyaar Kisi Gopi Ke Mann Mein Jo Pale
Kis Liye Radha Jale, Radha Jale, Radha Jale

Radha Kaise Na Jale
Kis Liye Radha Jale
Radha Kaise Na Jale

Kis Liye Radha Jale, Kis Liye Radha Jale
Radha Kaise Na Jale
Kis Liye Radha Jale, Kis Liye Radha Jale
Aah, Aah, Aah, Aah…
Radha Kaise Na Jale
Radha Kaise Na Jale
Radha Kaise Na Jale.

Friday, August 23, 2013

Kambakth Ishq Hai Jo

Song : Kambakth Ishq Hai Jo
Movie : Pyaar Tune kya kiya
Music : Sandeep Chowta
Lyrics : Nitin Raikwar
Singers : Asha Bhonsle, Sukhwindar Singh & Sonu Nigam



Kambakhth Ishq Hai Jo Sara Jahan Hai Woh
Kab Aata Hai Kab Jaata Hai
Par Rehta Hai Jab Tak Yeh Kambakht Jannat Dikhata Hai
Kambakht Ishq Hai Jo Sara Jahan Hai Woh
Kab Aata Hai Kab Jaata Hai
Par Rehta Hai Jab Tak Yeh Kambakht Jannat Dikhata Hai
Kambakht Ishq Hai Jo Sara Jahan Hai Woh
Kab Aata Hai Kab Jaata Hai
Par Rehta Hai Jab Tak Yeh Kambakht Jannat Dikhata Hai

Yeh Ishq Ishq Himmat Hai Yeh Ishq Ishq Kismat Hai
Yeh Ishq Ishq Taaqat Hai Yeh Ishq Dil Ki Daulat Hai
Yeh Ishq Ishq Himmat Hai Yeh Ishq Ishq Kismat Hai
Yeh Ishq Ishq Taaqat Hai Yeh Ishq Dil Ki Daulat Hai
Yeh Ishq Na Mit Paayega Tu Ishq Mein Mit Jaayega
Hai Ishq Mein Mitna Aisa Koi Naya Janam Ho Jaisa
Kambakht Ishq Hai Jo Sara Jahan Hai Woh
Tadpaata Hai Woh Tarsaata Hai
Par Rehta Hai Jab Tak Yeh Kambakht Jannat Dikhata Hai

Dil Dil Mein Basa Hai Aise Patthar Pe Lakeeren Jaise
Is Se Bachna Hai Mushkil Bachna Chaahe To Kaise
Dil Dil Mein Basa Hai Aise Patthar Pe Lakeeren Jaise
Is Se Bachna Hai Mushkil Bachna Chaahe To Kaise
Saalo Se Yahan Rehta Hai Har Koi Ise Karta Hai
Ise Chupana Hai Mushkil Is Mein Na Koyee Parda Hai
Kambakht Ishq Hai Jo Sara Jahan Hai Woh
Kab Aata Hai Kab Jaata Hai
Par Rehta Hai Jab Tak Yeh Kambakht Jannat Dikhata Hai
Kambakht Ishq Hai Jo Sara Jahan Hai Woh
Kab Aata Hai Kab Jaata Hai
Par Rehta Hai Jab Tak Yeh Kambakht Jannat Dikhata Hai
Jaata Hai Re

Monday, August 19, 2013

Mere Bhaiyya Mere Chanda

Rakhi Song : Mere Bhaiyya Mere Chanda
Movie: Kajal(1965)
Music : Ravi Shanker
Lyrics: Sahir Ludhianvi
Singer: Asha Bhosle


Mere bhaiya mere chanda
mere anamol ratan
tere badale main zamaane ki
koi cheez na lu
Mere bhaiya mere chanda
mere anamol ratan
tere badale main zamaane ki
koi cheez na lu

Teri saanson ki kasam khaake, hava chalti hai
tere chehare ki khalak paake, bahaar aati hai
ek pal bhi meri nazaron se tu jo ojhal ho
har taraf meri nazar tujhko pukaar aati hai


Tere chehare ki mehakti hui ladiyon ke liye
anaginat phool ummeedo ke chune hain maine
vo bhi din aayen ki un khwaabo ke taabeer milen
tere kaatir jo haseen khwaab bune hain mainne

Saturday, August 17, 2013

Kitaben bahut si

Song : Kitabain bahut si
Movie : Baazigar

Music : Anu Malik
Lyrics : Dev Kohli
Singers : Asha Bhosle & Abhijeet Bhattacharya




Kitaben bahut si padhi hongi tumne
magar koi chehra bhi tumne padha hai
padha hai meri jaan nazar se padha hai
bata mere chehre pe kya kya likha hai

( umange likhi hain jawani likhi hain
tere dil ki saari kahani likhi hain )... (2)
kahin haale dil bhi batata hai chehra
na bolo to phir bhi batata hai chehra
ye chehra haqiqat mein ek aayina hai
bata mere chehre pe kya kya likha hai

( agar hum kahen humko ulfat nahin hai
kahogi phir kaise mohabbat nahi hai )... (2)
bare aaye chehre pe ye marne waale
dikhawe ka aihde wafa karne waale
dikhawa nahi pyar ki imtahaan hai
bata mere chehre pe kya kya likha hai

Friday, August 16, 2013

Aise Jalta Hai Jiya

Song : Aise Jalta Hai Jiya
Movie : 1920
Music : Adnan Sami
Lyrics : Sameer
Singers : Asha Bhonsle




Aise Jalta Hai Jiya, Jaise Diya
Jeena Sakoon Ab Mein Tanhan Hoon Piya
Aise Jalta Hai Jiya, Jaise Diya, Aise Jalta Hai Jiya, Jaise Diya
Jeena Sakoon Ab Mein Tanhan Hoon Piya
Aise Jalta Hai Jiya….

Bechein Mere Mann Ka Mayura
Lagta Hai Tanhan Jeevan Adhura
Tann Mein Sabhi Hai Birha Ke Jhula
Ab Toh Piya Ke Adhron Ka Pyala
Trishna Pukare Merit Um Beriyan
Aise Jalta Hai Jiya, Jaise Diya
Jeena Sakoon Ab Mein Tanhan Hoon Piya
Aise Jalta Hai Jiya….

Tu Hai Andhera, Mein Hoon Akeli
Sooni Padi Hai Saari Haveli
Betaabiyon Ka Kal Besaber Hai
Ab Hone Waali Jaldi Peher Hai
Doori Mita De Milke Aaja Piya
Aise Jalta Hai Jiya, Jaise Diya
Jeena Sakoon Ab Mein Tanhan Hoon Piya
Aise Jalta Hai Jiya….

O Meri Soni Meri Tamanna Jhoot

Song : O Meri Soni Meri Tamanna Jhoot
Movie : Yaadon Ki Baraat
Music : R. D. Burman
Lyrics : Majrooh Sultanpuri
Singers : Asha Bhosle & Kishore Kumar


O Meri Soni Meri Tamanna Jhoot Nahin Hai Mera Pyaar
Diwane Se Ho Gai Galati, Jaane Do Yaar I Love You I Love You

Aake Meri Aankhon Me Tum Dekko
Ein Me Har Ek Jaaga Tumhari Hai
Kahene Ko Yeh Dil Hai Mera Lekin
Dhadkan Yeh Sada Tumhari Hai
Tum Pe Chain Mera
Tum Pe Hai Mera Karaar
Ah Ah I Love You, O Meri Soni

Tadapti Hoon Aur Tum Na Tadapau
Aacha Bapa Chalho Hum Hi Harey
Tumhi Toh Jisne Mujhey Chaha
Tumhi Toh Ho Lage Mujhey Pyare
Mere Karib Aao Jara Mohre Piya
Sunke Dil Ki Pukar
La La La I Love You
O Mere Hora Meri Tamana
Jhooth Nahin Hai Mera Pyar
Diwani Se Ho Gai Galati
Jaane Do Yaar I Love You

Lekar Hum Deewana Dil

Song : Lekar Hum Deewana Dil
Movie : Yaadon Ki Baraat

Music : R. D. Burman
Lyrics : Majrooh Sultanpuri
Singers : Asha Bhosle & Kishore Kumar

Lekar Hum Deewaanaa Dil Firate Hain Manjil Manjil
Kahee To Pyaare, Kisee Kinaare, Mil Jaao Tum Andhere Ujaale

Jis Galee Ke Tum Us Galee Ke Hum Par Ye Majabooreeyaa Yahaa
Tum Yahee Kahee, Hum Yahee Kahee, Fir Bhee Ye Dooriyaa Yahaa
Waah Ree Duniyaan, Duniyaan Tere Jalawe Hain Niraale

Too Kahee Rahe, Yoo Lage Muze, Mere Dil Ke Paas Hain Yahaa
Maangoo Teree Khair, Aa Tere Bagair, Dil Meraa Udaas Hain Yahaa
Aajaa Hum Ko Seene Se Lagaa Le

Chura Liya Hai Tumne Jo

Song : Chura Liya Hai Tumne Jo
Movie: Yaadon Ki Baraat 

Music : R. D. Burman
Lyrics : Majrooh Sultanpuri
Singers : Asha Bhosle & Mohammed Rafi

Chura Liya Hai Tumne  Jo Dil Ko
Nazar Nahin Churaana Sanam
Badalke Meri Tum Zindagaani
Kahin Badal Na Jaana Sanam
Oh, Le Liya Dil, Oh Haai Mera Dil
Haai Dil Lekar Mujhko Na Behlaana
Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko
Nazar Nahin Churaana Sanam
Badalke Meri Tum Zindagaani
Kahin Badal Na Jaana Sanam
( Bahaar Banke Aaoon Kabhi Tumhaari Duniya Mein
Guzar Na Jaaye Yeh Din Kahin Isi Tamanna Mein )... (2)
Tum Mere Ho, Ho Tum Mere Ho
Aaj Tum Itna Vaada Karte Jaana
Chura Liya
Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko
Nazar Nahin Churaana Sanam
Badalke Meri Tum Zindagaani
Kahin Badal Na Jaana Sanam

Ho, Sajaaoonga Lutkar Bhi Tere Badan Ki Daali Ko
Lahoo Jigar Ka Doonga Haseen Labon Ki Laali Ko
Sajaaoonga Lutkar Bhi Tere Badan Ki Daali Ko
Lahoo Jigar Ka Doonga Haseen Labon Ki Laali Ko
Hai Vafa Kya Is Jahaan Ko
Ek Din Dikhla Doonga Main Deewana
Chura Liya
Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko
Nazar Nahin Churaana Sanam
Badalke Meri Tum Zindagaani
Kahin Badal Na Jaana Sanam
Le Liya Dil, Haai Mera Dil
Haai Dil Lekar Mujhko Na Behlaana
Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko
Nazar Nahin Churaana Sanam
Hm Hm Hm Hm, Hm Hm Hm Hm... (2)

ad

In Association with Amazon.in