Showing posts with label Bhaiya mere raakhi ke badhan ko nibhana lyrics. Show all posts
Showing posts with label Bhaiya mere raakhi ke badhan ko nibhana lyrics. Show all posts

Monday, August 19, 2013

Bhaiya mere raakhi ke badhan ko nibhana

Movie:Chhoti Bahen (1959) 
Singers: Lata Mangeshkar
Lyrics: Shailendra (Shankardas Kesarilal)
Music: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi


Bhaiya mere raakhi ke badhan ko nibhana
Bhaiya mere chhoti bahan ko na bhulana
Dekho ye nata nibhana, nibhana
Bhaiya mere raakhi ke badhan ko nibhana
Bhaiya mere chhoti bahan ko na bhulana
Bhaiya mere
Ye din ye tyohar khushi ka,
Pawan jaise nir nadi ka
Bhaai ke ujale maathe pe,
Bahan lagaye magal tika
Jhume ye sawan suhaana, suhaana
Bhaiya mere raakhi ke badhan ko nibhana
Bhaiya mere chhoti bahan ko na bhulana
Bhaiya mere
Baandh ke hamane resham dori,
Tum se wo ummid hai jodi
Naazuk hai jo daant ke jaise,
Par jivan bhar jaae na todi
Jaane ye sara zamaana, zamaana
Bhaiya mere raakhi ke badhan ko nibhana
Bhaiya mere chhoti bahan ko na bhulana
Bhaiya mere
Shayad wo sawan bhi aaye,
Jo bahana ka rang na laye
Bahan paraae desh basi ho,
Agar wo tum tak pahunch na paaye
Yaad ka dipak jalaana, jalaana
Bhaiya mere raakhi ke badhan ko nibhana
Bhaiya mere chhoti bahan ko na bhulana
Bhaiya mere.

ad

In Association with Amazon.in