Showing posts with label Blood Money movie. Show all posts
Showing posts with label Blood Money movie. Show all posts

Sunday, August 18, 2013

Teri Yaadon Se

Song : Teri Yaadon Se
Movie : Blood Money
Music : Jeet Ganguly, Siddharth Haldipur & Sangeet Haldipur
Lyrics : Sayeed Quadri & Kumaar
Singers : Mustafa Zahid



Teri Yaadon Se doori behtar hai
Karti jeena yeh mushkil
Yeh woh baarish hai, deti banjar hai
Bheeg ke hoga kya haasil
Tujhe hi nahi jab meri aarzoo hai
Mujhe bhi kahan phir teri justujoo hai
Hoo...

Teri yaadon se doori behtar hai
Karti jeena hai mushkil
Yeh woh baarish hai, deti banjar hai
Bheeg ke hoga kya haasil
Tujhe hi nahi jab meri aarzoo hai
Mujhe bhi kahan phir teri justujoo hai

Raahon mein doondha karta hoon
Jab bhi kahin se guzarta hoon
Bhoole se tu mil ja kabhi
Aankhon ko cherha dikha kabhi
Koi bhi aahat sunta hoon
Tarpe nighaahein karta hoon
Aisa na ho tu ho kahin
Aake bhi mujhse mile nahi

Tere bina main tanha hoon
Waqt se toota lamha hoon
Aise na mujhko saza de tu
Meri khataayein bhula de tu
Kyun yeh umeed main rakhta hoon
Kyun yeh main socha karta hoon
Kaash mujhe agar bulaale tu
Gar hoon khafa toh mana le tu
Teri yaadon se doori behtar hai
Karti jeena hai mushkil
Yeh woh baarish hai, deti banjar hai
Bheeg ke hoga kya haasil
Tujhe hi nahi jab meri aarzoo hai
Mujhe bhi kahan phir teri justujoo hai

Gunaah

Song : Gunaah
Movie : Blood Money
Music : Jeet Ganguly, Siddharth Haldipur & Sangeet Haldipur
Lyrics : Sayeed Quadri & Kumaar
Singers : Mustafa Zahid




Gunaah kiya dil maine, yaar ka todh ke
Gunaah kiya usse ik din, tanha chodh ke

Gunaah kiya dil maine, yaar ka todh ke
Gunaah kiya usse ik din, tanha chodh ke
Tu milna paaye, hum jee na paaye
Kahin marna jaaye, kaisi hai, kaisi hai bebasi
Dil phir se chaahe
Teri hi panaahein
Kahin marr na jaaye zindagi
Gunaah kiya dil maine, yaar ka todh ke

Aankhien hai num, dhadhkan madham
Ab maan jaa, roothe sanam
Saansein chubhan, toota sa mann
Aur naa sataa, oh jaaneman
Tu milna paaye, hum jee na paaye
Kahin marna jaaye, kaisi hai, kaisi hai bebasi
Dil phir se chaahey
Teri hi panaahein
Kahin marr na jaaye zindagi
Gunnah kiya dil maine, yaar ka todh ke

Na re na re...

Mera har pal ab toh bojhal
Veeran sa, dil yeh har dum
Lakhon hai ghum, tanha hai hum
Kaise sahein itna sitam
Tu milna paaye, hum jee na paaye
Kahin marna jaaye, kaisi hai, kaisi hai bebasi
Dil phir se chaahe
Teri hi panaahein
Kahin marr na jaaye zindagi
Gunaah kiya dil maine, yaar ka todh ke
Gunaah kiya usse ik din tanha chodh ke
Aaa...
Gunaah kiya... Gunaah kiya...

Jo Tere Sang

Song : Jo Tere Sang
Movie : Blood Money
Music : Jeet Ganguly, Siddharth Haldipur & Sangeet Haldipur
Lyrics : Sayeed Quadri & Kumaar
Singers : Mustafa Zahid



Jo tere sang kaati raatein
Jiye jo haseen lamhe
Jo Tere Sang baati baatein
Bune jo haseen sapne
Woh toh hai ab bhi wohi, khade banke sawaali
Dekhe hai tera rasta, honthon pe leke shikwa
Woh ghar kyun bhool gaye todh gaye chodh gaye
Jannat jo tha
Jo tere sang kaati raatein
Jiye jo haseen lamhe
Jo tere sang baati baatein
Bune jo haseen sapne
Woh toh hai ab bhi wohi, khade banke sawaali
Dekhe hai tera rasta, honthon pe leke shikwa
Woh ghar kyun bhool gaye todh gaye chodh gaye
Jannat jo tha
Hoo...

Maanga jo chaaha jo dekha jo, mila wohi
Kaha jo socha jo kiya jo, hua wohi
Ho maanga jo chaaha jo dekha jo, mila wohi
Kaha jo socha jo kiya jo, hua wohi
Raahon mein mujhko khushi, phoolon ke jaise mili
Honthon pe mere hassi, kaliyon ke jaise khili
Woh ghar kyun bhool gaye todh gaye chodh gaye
Jannat jo tha
Hoo...

Saathiya

Mere hi ishaaron pe chale hai waqt bhi
Main hoon woh khiladi jisne sabko maat di
Haan mere hi ishaaron pe chale hai waqt bhi
Main hoon woh khiladi jisne sabko maat di
Nahin hai mujhsa koi, maine jo mitti chhui
Haan woh bhi sona hui, jalta mujhse har koi
Woh ghar kyun bhool gaye todh gaye chodh gaye
Jannat jo tha

Jo tere sang kaati raatein
Jiye jo haseen lamhe
Jo tere sang baati baatein
Bune jo haseen sapne
Woh toh hai ab bhi wohi, khade banke sawaali
Dekhe hai tera rasta, honthon pe leke shikwa
Woh ghar kyun bhool gaye todh gaye chodh gaye
Jannat jo tha
Hoo...

chaahat

Song : Chaahat
Movie : Blood Money
Music : Jeet Ganguly
Lyrics : Kumaar
Singers : Rahat Fateh Ali Khan



Main toh bas teri chaahat mein chahoon rehna sada
Main toh bas teri kurbat mein chahoon rehna sada
Saaya bhi tera main, hone na doon juda
Maine tay kar liya
Tere ishq pe, tere waqt pe
Bas haqq hai ik mera
Teri rooh pe, tere jism pe
Bas haqq hai ik mera... (3)
Main toh bas teri chaahat mein chahoon rehna sada
Main toh bas teri kurbat mein chahoon rehna sada

Yaadon mein tujhko rakhun
Baatein bhi teri karoon
Itna deewana hoon tera
Hoo raaton mein jaaga karoon
Din bhar batakta rahoon
Main toh yahaan se bas wahaan
Tere ishq pe, tere waqt pe
Bas haqq hai ik mera
Teri rooh pe, tere jism pe
Bas haqq hai ik mera... (3)
Main toh bas teri chaahat mein chahoon rehna sada
Main toh bas teri kurbat mein chahoon rehna sada

Baahon mein tujhko rakhun
Dhadkan mein teri sunoon
Aa itna nazdeek aa zara
Hoo jisme duaayein rahe
Har dum wafaayein rahe
Doon tujhko aisa ik jahan
Tere ishq pe, tere waqt pe
Bas haqq hai ik mera
Teri rooh pe, tere jism pe
Bas haqq hai ik mera... (3)
Main toh bas teri chaahat mein chahoon rehna sada
Main toh bas teri kurbat mein chahoon rehna sada
Saaya bhi tera main, hone na doon juda
Maine tay kar liya

ad

In Association with Amazon.in