Showing posts with label Heart touching song. Show all posts
Showing posts with label Heart touching song. Show all posts

Wednesday, October 2, 2013

Aawara Raahi Gumshuda (Muskura) video Song

 As per request of viewers regarding Aawara Raahi Gumshuda (Muskura) video Song as Sung by your favorite Singer: Sonu Nigam and Lyrics & music by Kailash Kher. We have added this song, enjoy this heart touching song & share your opinion about this song:-




For lyrics of above song, checkout here:- Awara Rahi Gumshuda lyrics

Saturday, September 21, 2013

Soniye hiriye

Song : Soniye hiriye
Album: Aitbaar
Music: Gaurav Dayal
Singer: Shael Oswal
Soniye hiriye, teri yaad aandi yeh,
Seene vich tadapta hai dil, jaan jaandi yeh.... [2]

Tuhi jind meri yeh, dil da karaar ni,
Tuhi jind meri yeh, dil da karaar

Tu aaja tenu rabda vasta.... [2]

Udekta main tera rasta

Kinna tenu chaava, ey na samjhi tu..
Tere naam kitti zindagii,
Jado tu milengi tenu dassange,
Tere naal meri haar khusi

Tuhi jind meriye, dil da karaar ni,
Tuhi jind meriye, dil da karaar

Tu aaja tenu rabda vasta..[2]

Udekta main tera rasta

Soniye, heriye, teri yaad aandi ye
Seene vich tadapta hai dil, jaan jaandi yeh...

Suna suna dil da aasiyaana hai
Suni zameen ho asmaa,
Khoya khoya renda mera paagal dil
Aaja laut ke hun aa bhi jaa

Tuhi jind meri yeh dil da karaar ni..
Tuhi jind meri yeh dil da karaar

Tu aaja tenu rabda vasta.... [2]

Udekta main tera rasta

Soniye, heriye, teri yaad aandi yeh
Seene vich tadapta hai dil, jaan jaandi yeh.... [2]

Seene vich tadapta hai dil, jaan jaandi yeh...

Soniye ......jaan jandi yeh

Jaan jaandi yeh

Thursday, September 12, 2013

Sab Ki Baaratein Aayi

Song : Sabki Baaratein Aayi
Movie : Jaanam Samjha Karo
Music : Anand Shrivastav, Anu Malik, Milind Shrivastav
Lyrics : Majrooh Sultanpuri
Singers : Alka Yagnik



Sab Ki Baaratein Aayi Doli Tu Bhi Laana
Sab Ki Baaratein Aayi Doli Tu Bhi Laana
Dulhan Banaake Humko Rajaji Le Jaana
Sab Ki Baaraatein Aayi
Chaaha Tha Maine, Socha Tha Maine
Kya Kya The Armaan Dil Nadaan Ke
Aankhon Mein Aansu Aaye
Ho, Aankhon Mein Aansu Aaye Par Koi Na Aaya
Ab To Kisi Ko Bhi Apna Ke Hai Bulaana
Sab Ki Baaraatein Aayi

In Aankhon Mein Thi Ek Raat Saji
Haathon Mein Kabhi Choodi Si Baji
Par Aankh Khuli To Aaya Nazar Na Raat Saji Na Choodi Baji
Mera Toota Tha Dil, Uski Jhankar Thi
Saara Voh Rang Tha Mere Khoone Dil Ka
Yeh To Hai Rona Dil Ka
Haan, Yeh To Hai Rona Dil Ka Kaahe Ka Taraana
Ab To Kisi Ko Bhi Apna Ke Hai Bulaana
Sab Ki Baaraatein Aayi Doli Tu Bhi Laana
Dulhan Banaake Humko Rajaji Le Jaana

Sab Ki Baaraatein Aayi
Aa Aah, Aa Aah, Aa Aah
Chalo Jo Bhi Hua, Voh Khoob Hua
Ab Har Koi Mehboob Hua
Hai Sab Ke Liye Yeh Raat Meri Ab To Hai Yehi Aukaat Meri
Haske Bheege Palak Chamkaana Hai
Sooni Baahein Ada Se Laheraana Hai
Gham Khaake Aansu Peeke
Ho, Gham Khaake Aansu Peeke Mehfil Mein Gaana
Ab To Kisi Ko Bhi Apna Ke Hai Bulaana

Sab Ki Baaraatein Aayi Doli Tu Bhi Laana
Dulhan Banaake Humko Rajaji Le Jaana
Sab Ki Baaraatein Aayi Doli Tu Bhi Laana
Dulhan Banaake Humko Rajaji Le Jaana
Sab Ki Baaraatein Aayi

Sunday, September 1, 2013

Alvidaa Alvidaa

Song : Alvidaaa Alvidaaa
Movie : Dasvidaniya
Music : Kailash Kher
Lyrics : Kailash Kher
Singers : Kailash Kher



( Jag Suna Suna Thera Thera Sa..
Mera Sapna Apna Ghera Ghera Sa.. )... (2)

Sare Sehar Ki Jagmag Ke Bitar Hai Andhera
Har Muskan Ke Peeche Chupa Hua Gum Ka Chehra
Yehi Hai Sach To Harpal Ko Jee Lu Mein Jee Bhar Ke
Aur Has Has Ke Yeh Keh Dun Dukho Ke Pathar Se.....
Alvidaa Alvidaa......, Alvida...... Alvida......

Koi Waqt Ke Aage Hara Hara Sa..
Koi Pyaar Mein Firta Mara Mara Sa..

Dil Ke Riston Mein Kyon Dard Hamesha Milta Hai
Aur Kyon Kaanton Per Hi Phool Sukho Ka Khilta Hai
Yehi Hai Sach To Mein Iss Sach Ko Hi Apnaunga
Mar Bhi Jaunga To Mein Pyaar Amar Kar Jaunga......
Alvida...... Alvida......, Alvida...... Alvida......
Alvida...... Alvida......, Alvida...... Alvida......

( Zindagi Na Mil Ajnabi Banke)... (2)
(Bandagi Shamil Har Dua Banke )... (2)
Zindagi Na Mil Ajnabi Banke
Bandagi Shamil Har Dua Banke

Awara Rahi Gumshuda

Song : Aawara Raahi Gumshuda (Muskura)
Movie : Dasvidaniya
Music : Kailash Kher
Lyrics : Kailash Kher
Singers : Sonu Nigam



Hmmm.. Hmmm..
Awara Rahi Gumshuda, Banke Kyun Ghume Lapta
Muskura Mere Dil, Le Zindagi Ka Maza..
Awara Rahi Gumshuda, Banke Kyun Ghume Lapta

( Dharti Yeh Gol Gol Kyon Hai Jee
Duniya Mein Talam Tol Kyon Hai Jee )... (2)
Chamchma Khilkhila Jagmaga Gum Bhoola
Sheek Le Khush Rahene Ki Ada
Awara Rahi Gumshuda, Banke Kyun Ghume Lapta
Muskura Mere Dil, Le Zindagi Ka Maza
Awara Rahi Gumshuda, Banke Kyun Ghume Lapta

( Kadmo Ko Zameen Pe Tikata Chal
Jeevan To Dhoka Hai Tu Khata Chal )... (2)
Kya Bhala, Kya Bura, Kya Khota, Kya Khara
In Sab Mein Atkeega To Jee Nai Payega
Awara Rahi Gumshuda, Banke Kyun Ghume Lapta
Muskura Mere Dil, Le Zindagi Ka Maza
Awara Rahi Gumshuda, Banke Kyun Ghume Lapta
Hmmm Hmmm Mmm Mmm...


For checkout video of this song:- Aawara Raahi Gumshuda videosong

Meri Maa Meri Maa Pyaari Maa (Mumma)

Song : Meri Maa Meri Maa Pyaari Maa (Mumma)
Movie : Dasvidaniya
Music : Kailash Kher
Lyrics : Kailash Kher
Singers : Kailash Kher



( Aawaaz Koyi Kehati Hai Ha..., Koyi Nazar Phir Aaye Na Kyun
Jaane Kahaan Se Aahat Hai, Aayine Mein Koyi Hai )… (2)
Surat Adhuri Hai, Abb Kuchh Hi Doori Hai

Raat Phir Darr Ki Maari, Jaane Hai Kisaki Baari
Sehami Huyi Saansein Kaapati Darr Se Saari
Koyi Paas Jaise Mere Aane Laga Hai
Dikhata Nahi Koyi Yeh Chhu Raha Hai
Yeh Raat Gehari Hai, Ab Kuchh Hi Doori Hai

( Aawaaz Koyi Kehati Hai Ha..., Koyi Nazar Phir Aaye Na Kyun
Jaane Kahaan Se Aahat Hai, Aayine Mein Koyi Hai )… (2)
Surat Adhuri Hai, Abb Kuchh Hi Doori Hai

Dekhe Hamko Jaise Andekhi Koyi Aankhein
Har Pal Lagta Hai Ki Chhupke Koyi Jhaanke
Koyi Haath Jaise Halke Se Chhu Raha Hai
Zinda Nahi Koyi Phie Kyun Dikh Raha Hai
Yeh Pal Aakhari Hai, Abb Kuchh Hi Doori Hai

( Aawaaz Koyi Kehati Hai Ha..., Koyi Nazar Phir Aaye Na Kyun
Jaane Kahaan Se Aahat Hai, Aayine Mein Koyi Hai )… (2)

Monday, August 26, 2013

Aye Khuda

Song : Aye Khuda
Movie : Paathshaala
Music : Hanif Sheikh
Lyrics : Hanif Sheikh
Singers : Salim Merchant



Aye Khuda
Aye Khuda Mujhko Bata
Tu Rehta Kahan Kya Tera Pata
Hum To Yahan Pe Musafir Hai
Jo Dhundhe Apni Manzil Ka Pata
Aye Khuda Mujhko Bata
Tu Rehta Kahan Kya Tera Pata~Pata
Hum To Yahan Pe Musafir Hai
Jo Dhundhe Apni Manzil Ka Pata
Yaara Teri Yaad Aati Hai
Jaan Meri Jaan Jati Hai
Tanhayion Mein Rehta Hoon
Khud Se Hi Aksar Yeh Kehta Hoon
Kyun Tune Dil Toda
Kyun Tune Yun Chhoda
Kyun Tera Ab Bhi Rahe Dil Ko Intezaar
Kyun Chali Aati Hai
Kyun Tadpati Hai
Kyun Hoon Abb Bhi Mein Yun Bekaakaar
Aye Khuda Mujhko Bata
Tu Rehta Kahan Kya Tera Pata
Hum To Yahan Pe Musafir Hai
Jo Dhundhe Apni Manzil Ka Pata
Fasle Han Magar
Phir Bhi Tu Door Nahi
Mana Ki Hum To Hai
Par Tu Majboor Nahi
Har Lambah Mujhko Yeh Tadpati
Jaan Meri Jaan Jati
Tanhayion Mein Rehta Hoon
Khud Se Hi Aksar Yeh Kehta Hoon
Kyun Tune Dil Toda
Kyun Tune Yun Chhoda
Kyun Tera Ab Bhi Rahe Dil Ko Intezaar
Kyun Chali Aati Hai
Kyun Tadpati Hai
Kyun Hoon Abb Bhi Mein Yun Bekaakaar
Aye Khuda Mujhko Bata
Tu Rehta Kahan Kya Tera Pata
Hum To Yahan Pe Musafir Hai
Jo Dhundhe Apni Manzil Ka Pataa
Yaara Teri Yaad Aati Hai
Jaan Meri Jaan Jati Hai
Tanhayion Mein Rehta Hoon
Khud Se Hi Aksar Yeh Kehta Hoon
Kyun Tune Dil Toda
Kyun Tune Yun Chhoda
Kyun Tera Ab Bhi Rahe Dil Ko Intezaar
Kyun Chali Aati Hai
Kyun Tadpati Hai
Kyun Hoon Abb Bhi Mein Yun Bekaakaar.

Saturday, August 24, 2013

Zindagi Se Darte Ho

Song : Zindagi Se Darte Ho
Movie : Peepli Live
Music : Indian Ocean
Lyrics : Noon Meem Rashed
Singers : Indian Ocean



Zindagi se darte ho, zindagi se darte ho
Zindagi se darte ho, zindagi se darte ho
Zindagi toh tum bhi ho
Zindagi toh tum bhi ho, zindagi toh hum bhi hain
Aadmi se darte ho
Aadmi se darte ho, aadmi toh tum bhi ho
Aadmi toh tum bhi ho, aadmi toh hum bhi hain
Tum abhi se darte ho

Aadmi zubaan bhi hai, aadmi bayaan bhi hai
Aadmi zubaan bhi hai, aadmi bayaan bhi hai
Haq aur maani ke rishte aaye aahat se
Aadmi hai babasta
Aadmi ke daaman haan aadmi ke daaman se
Zindagi hai babasta
Iss se tum nahin darte ho
Iss se tum nahin darte ho
Ankahi se darte ho
Jo abhi nahin aayi uss kadi ki aamat ki
Aaghai se darte ho
Tum abhi se darte ho

Pehle bhi toh guzar hain
Pehle bhi toh guzar hain
Naur naar saayi ke, mere ya khudayi ke
Phir bhi yeh samajhte ho

Pehle bhi toh guzar hain
Naur naar saayi ke, mere ya khudayi ke
Phir bhi yeh samajhte ho

Phir bhi yeh samajhte ho
Yeh chura aarzoo mandi
Yeh shabe saba bandi
Hai rahe khuda bandi
Tum yehi samajhte ho
Tum agar yeh kya jaano
Labh magar nahin hilte
Haath jaga udte hain
Haath bole udte hain
Subah ki aa saavn ka

Roshni se darte ho
Roshni toh tum bhi ho, roshni toh hum bhi hain
Tum abhi se darte ho
Kurahe shauk tumhe jaise, rahe ron ka khoon lapke
Ik naya junoon lapke
Kurahe shauk tumhe jaise, rahe ron ka khoon lapke
Ik naya junoon lapke
Maut bhi jalak uthe
Aadmi hasse dekho
Shehar phir basse dekho
Tum abhi se darte ho... (4)

Friday, August 23, 2013

Kyun Main Jaagoon

Song : Kyun Main Jaagoon
Movie : Patiala House
Music : Shankar-Ehsaan-Loy
Lyrics : Anvita Dutt Guptan
Singers : Shafqat Amanat Ali



Mujhe yunhi karke khwaabon se judaa
Jaane kahan chup ke baitha hai khuda
Jaanu na main kab hua khud se gumshuda
Kaise jiyun rooh bhi mujhse hai judaa

Kyun meri raahein, mujhse pooche ghar kahan hai
Kyun mujhse aake, dastak pooche dar kahan hai
Raahein aisi jinki manzil hi nahin
Dhoondho mujhe ab main rehta hoon wahin
Dil hai kahin aur dhadkan hai kahin
Saansein hai magar kyun zinda main nahin

Rait bani haathon se yun beh gayi
Takdeer meri bikhri har jagah
Kaise likhun phir se nayi daastan
Gham ki siyahi dikhti hai kahan
Aahein jo chuni hain meri thi raza
Rehta hoon kyun phir khud se hi khafa
Aisi bhi hui thi mujhse kya khata
Tune jo mujhe di jeenay ki saza

Banday tere maathe pe hain jo kheenchay
Bas chand lakeeron jitna hai jahaan
Aansu mere mujhko mita te hain rahe
Rab ko hukm na mit ta hai yahan
Raahein aisi jinki manzil hi nahin
Dhoondho mujhe ab main rehta hoon wahin
Dil hai kahin aur dhadkan hai kahin
Saansien hai magar kyun zinda main nahin

Kyun main jaagoon, aur woh sapne bo raha hai
Kyun mera rab yun, aankhien khole so raha hai
Kyun main jaagoon

Thursday, August 22, 2013

Geet Mein Dhalte Lafzon Mein

Song : Geet Mein Dhalte Lafzon Mein
Movie : Udaan
Music : Amit Trivedi
Lyrics : Amitabh Bhattacharya
Singers : Amit Trivedi & Amitabh Bhattacharya




Geet Mein Dhalte Lafzon Mein
Taal Pe Chalti Nabzon Mein
Naya Kuchh Naya To Zaroor Hai
Shaam Se Leke Sehron Mein
Dhoop Jadi Duphero Mein
Naya Kuchh Naya To Zaroor Hai

Kya Baat Hai Jo Baat Hai Taaza Lagey
Zindagi Ki Nayi Nayi Faza Lagey

Haan Yeh Umango Se Poora Hua Seena Hai (Seena Hai ..)
Lamha Yeh Maanga Nahi, Isse Humne Cheena Hai (Cheena Hai ..)
Yunhi Jeena Hai

Dhool Jami Thi Aankhon Mein
Khwab Khile Ab Lakhon Mein
Naya Kuch Naya To Zaroor Hai
Dard Ki Baatien Kal Ki Hain
Aaj Mein Khushiyan Chalki Hain
Naya Kuch Naya To Zaroor Hai
Jebon Mein Hum Raatein Liye Ghuma Kare
Fursat Ke Yeh Mauke Sabhi Jhuma Kare

Haan Yeh Umango Se Poora Hua Seena Hai (Seena Hai ..)
Lamha Yeh Maanga Nahi, Isse Humne Cheena Hai (Cheena Hai ..)
Yunhi Jeena Hai

Andheri Mein Hai Nayi Garmiyan
Junoon Sakht Hai Gayi Narmiyan
Hai Dilchasp Yeh Aag Si (Aag Si)
Mitenge Nahi Yaad Se (Yaad Se)

Geet Mein Dhalte Lafzon Mein
Taal Pe Chalti Nabzon Mein
Naya Kuchh Naya To Zaroor Hai
Shaam Se Leke Sehron Mein
Dhoop Jadi Duphero Mein
Naya Kuchh Naya To Zaroor Hai

Kya Baat Hai Jo Baat Hai Taaza Lagey
Zindagi Ki Nayi Nayi Faza Lagey

Haan Yeh Umango Se Poora Hua Seena Hai (Seena Hai ..)
Lamha Yeh Maanga Nahi, Isse Humne Cheena Hai (Cheena Hai ..)
Yunhi Jeena Hai

Lori Lori

Song : Lori Lori
Movie : Rowdy Rathore
Music : Sajid-Wajid
Lyrics : Sameer Anjaan
Singers : Shreya Ghosal



Lori lori lori... (4)

Chandaniya chup jaana re
Chan bhar ko luk jaana re
Neendiya aankhon mein aaye
Bitiya meri so jaaye
Hmm...

Neendiya aankhon mein aaye
Bitiya meri so jaaye
Leke godh mein sulaaun
Gaaun raat bhar sunaaun
Main lori lori
Ho main lori lori

Lori lori lori... (4)

Gardhaniya chun chun baje
Palkan mein sapna saje
Dheeme dheeme haule haule
Pawan basanti doley
Hmm...

Dheeme dheeme haule haule
Pawan basanti doley
Leke godh mein sulaaun
Gaaun raat bhar sunaaun
Main lori lori
Oh ho main lori lori

Meri muniya rani bane
Mehlon ka raja miley
Dekhe khushiyon mele
Dard kabhi na jhele
Oo...

Dehke khushiyon mele
Dard kabhi na jhele
Leke godh mein sulaaun
Gaaun raat bhar sunaaun
Main lori lori
Hmm main lori lori

Lori lori lori... (8)

Sach Keh Raha Hai

Song : Sach Keh Raha Hai
Movie : Rehna Hai Tere Dil Mein(RHTDM)
Music : Aadesh Shrivastava, Harris Jayaraj
Lyrics : Sameer
Singers : Krishnakumar Kunnath




Sach Keh Raha Hai Deewana Dil
Dil Na Kisi Se Lagaana
Sach Keh Raha Hai Deewana Dil
Dil Na Kisi Se Lagaana
Jhoothe Hai Yaar Ke Vaade Saare
Jhoothi Hai Pyaar Ki Kasmein
Maine Har Lamha Jisse Chaaha, Jisse Pooja
Ussi Ne Yaaron Mera Dil
Toda Toda, Tanha Tanha Chhoda
Sach Keh Raha Hai Deewana Dil
Dil Na Kisi Se Lagaana
Jhoothe Hai Yaar Ke Vaade Saare
Jhoothi Hai Pyaar Ki Kasmein
Maine Har Lamha Jisse Chaaha, Jisse Pooja
Ussi Ne Yaaron Mera Dil
Toda Toda, Tanha Tanha Chhoda

Mausam Mausam Tha Suhaana Bada
Mausam Mausam Maine Dekha Usse
Hua Main Paagal Bas Pal Bhar Mein, Aah
Mausam Mausam Tha Suhaana Bada
Mausam Mausam Maine Dekha Usse
Hua Main Paagal Bas Pal Bhar Mein
Aake Basi Hai Voh Mere Mann Mein
Uski Kami Hai Ab Jeevan Mein
Voh Door Hai Meri Nazron Se
Kyoon Usse Main Chaahoon
Oh, Sach Keh Raha Hai Deewana Dil
Dil Na Kisi Se Lagaana
Jhoothe Hai Yaar Ke Vaade Saare
Jhoothi Hai Pyaar Ki Kasmein
Maine Har Lamha Jisse Chaaha, Jisse Pooja
Ussi Ne Yaaron Mera Dil
Toda Toda, Tanha Tanha Chhoda

Sundar Sundar Voh Haseena Badi
Sundar Sundar Main To Khone Laga
Uske Nashe Mein Bin Piye Baheka, Aah
Sundar Sundar Voh Haseena Badi
Sundar Sundar Main To Khone Laga
Uske Nashe Mein Bin Piye Baheka
Ek Din Usse Bhoola Doonga Main
Uske Nishaan Mita Doonga Main
Chaahoonga Na Main Us Patthar Ko

Jaa Usse Bata De
La Lai Lai Lai Lai La Le
La Lai Lai Lai Lai La
La Lai Lai Lai Lai La Le
La Lai Lai Lai Lai La
Maine Har Lamha Jisse Chaaha, Jisse Pooja
Ussi Ne Yaaron Mera Dil
Toda Toda, Tanha Tanha Chhoda.

Tuesday, August 20, 2013

Abhi Mujh Mein Kahin

Song : Abhi Mujh Mein Kahin
Movie : Agneepath(2012)
Music : Ajay Gogavale, Atul Gogavale
Lyrics : Amitabh Bhattacharya
Singers : Sonu Nigam




Abhi Mujh Mein Kahin
Baaki thodi si hai zindagi
Jagi dhadkan nayi
Jaana zinda hoon main toh abhi
Kuch aisi lagan iss lamhe mein hai
Yeh lamha kahaan tha mera

Ab hai saamne
Ishe chhuu loon zara
Marr jaaun ya jee loon zaraaa
Khushiyaan choom loon
Yaa ro loon zara
Marr jaaun ya jee loon zaraa

Hoo abhi mujh mein kahin
Baaki thodi si hai zindagi

Hoo... dhoop mein jalte hue tann koo
Chhaya pedh ki mil gayi
Roothe bacche ki hansi jaise
Phuslane se phir khil gayi
Kuch aisa hi mehsoos dil ko ho raha hai
Barson ke puraane zakhmon pe marham laga sa hai

Kuch ehsaan hai,
Iss lamhe mein hai
Ye lamha kahaan tha meraa
Ab hai saamne.. isse chhoo loon zara
Marr jaaun ya jee loo zara
Khushiyaan choom loon
Ya ro loon zara
Marr jaaun ya jee loon zara

Dor se tooti patang jaisi
Thi yeh zindagaani meri
Aaj hoon kal ho mera naho
Har din thi kahaani meri
Ek bandhan naya peeche seh ab mujhko bulaye
Aane wale kal ki kyun fhikar mujhko kyun sataa jaaye

Ik aisi chubhan, iss lamhe mein hai
Yeh lamha kahaan tha mera
Ab hai saamne.. isse chhoo loon zara
Marr jaaun ya jee loon zara
Khushiyaan choom loon
Ya roh loon zara
Mar jaaun ya jee loon zara

Saturday, August 17, 2013

Zindagi Yeh Safar Mein Hai

Song : Zindagi Yeh Safar Mein Hai
Movie : Dil kabaddi
Music : Sachin Gupta
Lyrics : Sachin Gupta
Singers : Rahat Fateh Ali Khan




Hmmm Hmmmmm Hm Hm
Hmmm Hmmmmm Hm Hm
Zindagi Yeh Safar Mein Hai, Kat Raha Hai Rasta... (2)
Hum Safar To Hai Magar, Manzileee Hai Juda Juda... (2)
Zindagi Yeh Safar Mein Hai, Kat Raha Hai Rasta... (2)
Hum Safar To Hai Magar, Manzileee Hai Juda Juda... (2)

Hmmm Hmmmmm Hm Hm
Hmmm Hmmmmm Hm Hm
Aansuno Ki Dhoop Mein..., Koi Chal Raha Idhar..
Aansuno Ki Dhoop Mein, Koi Chal Raha Idhar
Kehkhaho Ki Chau Mein, Koi Chal Raha Udhar
Koi Kisi Se Gum Hua, Koi Kisi Ko Mil Gaya... (2)
Hum Safar To Hai Magar, Manzileee Hai Juda Juda... (2)
Sa Ni Ni Sa, Ni Sa Ni Sa, Sa Re Re Re
Sa Ni Ni Sa, Ni Sa Ni Sa, Sa Re Re Re
Sa Ni Ni Sa, Ni Sa Ni Sa, Sa Re Re Re
Ni Pa Ni Pa Ni, Pa Ni Pa Ni Sa
Sa Ni Ni Sa, Ni Sa Ni Sa, Sa Re Re Re
Sa Ni Ni Sa, Ni Sa Ni Sa, Sa Re Re Re
Sa Ni Ni Sa, Ni Sa Ni Sa, Sa Re Re Re
Sa Re Re Pa Re Re, Ma Re Re Sa

Hai Milan Ki Chahtein..., Fasle Hai Darminyan..
Hai Milan Ki Chahtein, Fasle Hai Darminyan
Dhakane To Ek Hai, Phir Bhi Hai Yehj Dooriyan
Koi Kisi Ko Hai Chahata, Koi Kisi Se Hai Khafa... (2)
Hum Safar To Hai Magar, Manzileee Hai Juda Juda... (2)
Zindagi Yeh Safar Mein Hai, Kat Raha Hai Rasta... (2)
Hum Safar To Hai Magar, Manzileee Hai Juda Juda... (2)

Maula Mere Maula Mere

Song : Maula Mere Maula Mere
Movie : Anwar
Music : Mithoon
Singer :Roop kumar Rathod


 
Maula Mere Maula Mere Maula Mere, Maula Mere - 4
Aankhein Teri - 2, Kitni Haseen
Ki Inkaa Aashiq, Mein Ban Gayaa Hoon
Mujhko Basaa Le, Iname Tu
[Ishq Hai.....
Maula Mere, Maula Mere Maula Mere, Maula Mere - 2] - 3

Ki Inakaa Aashiq, Mein Ban Gayaa Hoon
Mujhko Basaa Le, Iname Tu

Mujhse Yeh Har Ghadi, Meraa Dil Kahe
Tum Hi Ho Usaki Aarzoo
Mujhse Yeh Har Ghadi, Mere Lab Kahe
Teri Hi Ho Sab Guftagoo
Baatein Teri Itni Haseen, Main Yaad Inko Jab Kartaa Hoon
Phoolon Si Aaye, Khushaboo

Rakh Loon Chhupaa Ke Main Kahin Tujhako
Saayaa Bhi Teraa Naa Main Doon
Rakh Loon Banaa Ke Kahin Ghar, Main Tujhe
Saath Tere, Main Hi Rahoon
Zulfein Teri, Itni Ghani
Dekh Ke Inako, Yeh Sochataa Hoon
Saaye Me, Inake Main Jiyoon
[Ishq Hai
Maula Mere, Maula Mere Maula Mere, Maula Mere - 2] - 3

[Mera Dil Yahi Bolaa, Meraa Dil Yahi Bolaa,
Yaara Raaj Yeh Usane Hai Mujh Par Kholaa
Ki Hai Ishq Mohabbat, Jiske Dil Mein
Usko Pasand Karta Hai Maulaa ]- 3

ad

In Association with Amazon.in