Showing posts with label Kahaani (2012). Show all posts
Showing posts with label Kahaani (2012). Show all posts

Wednesday, May 27, 2015

Ekla Cholo Re

Song: Ekla Cholo Re
Movie: Kahaani (2012)
Singer: Amitabh Bachchan
Music Direction: Vishal-Shekhar

Open thy mind walk alone
Be not afraid, walk alone
Jodi tor đak shune keu na ashe tôbe êkla cholo re
Jodi tor đak shune keu na ashe tôbe êkla cholo re
Tôbe Êkla chôlo, êkla chôlo, êkla chôlo, êkla chôlo re
Tôbe Êkla chôlo, êkla chôlo, êkla chôlo, êkla chôlo re
Open thy mind walk alone
Be not afraid, walk alone

Jodi keu kôtha na kôe, ore ore o ôbhaga
keu kôtha na
Jodi shôbai thake mukh firaee shôbai kôre bhôe—
Tôbe pôran khule...
Tôbe pôran khule...
O tui mukh fuţe tor moner kôtha êkla bôlo re
O tui mukh fuţe tor moner kôtha êkla bôlo re

Jodi tor đak shune keu na ashe tôbe êkla cholo re
Tu ru ru ru....
Tu ru ru ru....
Jab kaali ghata chhaye
O re ho re hoye
Jab andhera sach ko nigal jaaye
Jab duniya darr ke aage sar apna jhukaye
Jab duniya darr ke aage sar apna jhukaye
Tu shola ban jo
Woh shola ban jaa, jo khud jal ke jahaan roshan kar de
Ekla jolo re
Jo khud jal ke jahaan roshan kar de
Ekla jolo re

Jodi tor đak shune keu na ashe tôbe êkla cholo re
Open thy mind walk alone
Be not afraid, walk alone...


Tore Bina

Song: Tore Bina
Movie: Kahaani (2014)
Singer: Sukhwinder Singh
Music Composer: Vishal-Shekhar



Ho ab ke baras yun saawan barse
Khaare-khaare moti
Tore daras ko naina tarse
Khaare-khaare moti
Roothungi purwaze
Jab rooth ke mud ke aayengi
Bolungi sakhiton se tu jab sang mein unko laayengi
Kaandhe pe ro ke dungi main bata

Tore bina sookha-sookha saawan
Tore bina Khaali-khaali batiyan
Tore bina bairi-bairi sakhiyan
Tore Bina.... || x2 ||

Ki naa qadar phir kyun nazar baithi rahe
Birha ke maare
Pooche magar bhatki dagar roye tu kyun
Birha ke maare 
Oo teri ik na jhalak, Piya taaro talak
Baithi chandni bhi khol ke kiwaad

Ro dungi, sataungi suno abb ke ghar jo aaoge
Baabul main jaaungiyun ab der jo tum lagaaoge
Tose hi tori shikayatein karun

Tore bina sookha-sookha saawan
Tore bina Khali-khali batiyan
Tore bina bairi-bairi sakhiyan
Tore Bina.... || x2 ||

Oo.. mehake badan mere sajan
Teri hi toh yaadon ke sahare
Sookha Gagan, badra nayan
Behte rahe kajra ke dhaare
Bairi balam hoga koi toh kalam
Jis.se sandesha tu bhejega humein
Mere bairi balam hoga koi toh kalam
Jis.se sandesha tu bhejega humein

Ro dungi, sataungi suno abb ke ghar jo aaoge
Baabul main jaaungiyun ab der jo tum lagaaoge
Tose hi tori shikayatein karun

Tore bina sookha-sookha saawan
Tore bina Khali-khali batiyan
Tore bina bairi-bairi sakhiyan
Tore Bina.... || x2 ||

Kahaani (Title)

Song: Kahaani (Title)
Movie: Kahaani (2012)
Singer: KK / Shreya Ghoshal, Vishal Dadlani
Music Composer: Vishal-Shekhar



Chup reh kar bhi ye, sab-kuch kehti hai
Sab-kuch keh kar bhi, chup hi rehti hai
Kabhi aankhon se kar ke ishaara
Kabhi baahon ka de ke sahara
Mera inn raahon se hai rishta koi
Anjaana sa purana qissa koi
Innse jo poochho tto kehengi meri Kahaani

O.. taxi ke bhanwre hain gaa rahe
Kitni jaldi mein jaa rahe
Manzil kahaan hai naa kisi ko hai pata
Train ki ghanti ishaaron mein
Qisse kisi ke chhupa rahi hai
Dil se suno tto yeh sab-kuch degi bata
Mera inn raahon se hai rishta koi
Anjaana sa purana qissa koi
Inse jo poochho toh kehengi yeh meri Kahaani

Sadko par iske sapne chalte hain
Sau kho jaate hain
Do sach bante hain
Yehi raahe kabhi zanjeere
Kabhi haathon ki ye lakeere
Mera inn raahon se hai rishta koi
Anjaana sa purana qissa koi
Inse jo poochho toh kehengi yeh meri Kahaani

Piya tu kaahe rootha re

Song: Piya tu kaahe rootha re
Movie: Kahaani (2012)
Singer: Javed Bashir
Music Director: Vishal-Shekhar



Dhi ni ta re re dhi ni ta re.....

Piya tu kaahe rootha re
Nigoda jug jhoota re
Piya tu kaahe rootha re
Nigoda jug jhoota re

Chali koson-kos main akeli
Mose boojhi jaaye na paheli 
Biraha bani mori saheli
Piya tu kaahe rootha re
Nigoda jug jhoota re

Main jaagu sote-sote jaise mohe
Laage badan mora tune hi ho chhuaa
Main jo hoon tori baat-baat
Jale saath-saath gehri ka diya

Tu jo ghar aaaye daras dikhaye
Tu jo ghar aaaye daras dikhaye
Garba main tose lag jaaun
Piya tu kaahe rootha re
Nigoda jug jhoota re
Piya tu kaahe rootha re
Nigoda jug jhoota re..

Re re dhi ni ta re... dhi ni ta re.....

Din beetein mere fariyaad mein
Kaatun raina bhi tori yaad mein
Din beetein mere fariyaad mein
Kaatun raina bhi tori yaad mein
Jude aise taar kar ke singaar
Gayi khud ko haar
Chubhan seene mein
Agan jeene mein
Tadap ka se kahoon
Na Meera na hoon Radha
Kanha tu bhoola vaada
Jiyun toh kaise jiyun
Piya tu kaahe rootha re
Nigoda jug jhoota re
Piya tu kaahe rootha re
Nigoda jug jhoota re

Chali koson-kos main akeli
Mose boojhi jaaye na paheli 
Biraha aa bani mori saheli

Piya tu kaahe rootha re
Nigoda jug jhoota re
Piya tu kaahe rootha re
Nigoda jug jhoota re

Sa ni dha....

Aaami Shotti Bolchi

Song: Aaami Shotti Bolchi
Movie: Kahaani (2012)
Singer: Usha Uthup
Music Director: Vishal-Shekhar

Dil ka bazaar hai, thoda bizzare hai
Kolkata khwaishon armaano ka achaar hai
Jitne bhi door jaao, Dil se na far hai
Kolkata dekho toh baaqi duniya bekaar hai
Strong hai powerful hai phir bhi lachar hai
Bilkul naya hai
Phir bhi Beete kal mein ye raftaar hai
Aami shotti bolchi....
Aami shotti bolchi....
Shotti shotti shotti shotti shotti bolchi
Aami shotti bolchi....
Aami shotti bolchi....
Yeah yeah yeah..!
Aami shotti bolchi

Kolkata you sexy...!

Laakhon sawaal aur ek do jawaab hai
Duniya ka sabse behtareen Kathi Kabab hai 
{Kathi Kabab: A non-veg dish}
Padhna jaano toh Kolkata hi woh kitaab hai
Jis mein har paap ka likha hisaab hai
Likha hisaab hai!

Dil ka bazaar hai, thoda bizzare hai
Kolkata khwaishon armaano ka achaar hai
Aami shotti bolchi...
Aami shotti bolchi...
Shotti shotti shotti shotti shotti bolchi
Aami shotti bolchi....
Aami shotti bolchi....
Yeah yeah yeah..!
Aami shotti bolchi

Chhote se chhote ho koi yahaan
Phir bhi dil hai bada
Khara bhi khota bhi 
Har type ka bondhu milega yahaan
Yeh buddhimaan hai aur ghanchakkar gol hai
Aisa shehar hai jiska double role hai
Chalte rehta hai phir bhi jaata kahin nahin
Udi baba kuch toh serious gondogol hai
Gondogol hai
Aami shotti bolchi...
Aami shotti bolchi...
Shotti shotti shotti shotti shotti bolchi
Aami shotti bolchi....
Aami shotti bolchi....
Yeah yeah yeah..!
Aami shotti bolchi

Dil ka bazaar hai, thoda bizzare hai
Kolkata khwaishon armaano ka achaar hai
Jitne bhi door jaao, dil se na far hai
Kolkata dekho toh baaqi duniya bekaar hai
Strong hai powerful hai phir bhi lachar hai
Bilkul naya hai phir bhi
Beete kal mein ye raftaar hai
Aami shotti bolchi...
Aami shotti bolchi...
Shotti shotti shotti shotti shotti bolchi
Aami shotti bollchi....
Aami shotti bolchi....
Yeah yeah yeah..!
Aami shotti bolchi


ad

In Association with Amazon.in