Showing posts with label Krishna bhajan. Show all posts
Showing posts with label Krishna bhajan. Show all posts

Wednesday, August 28, 2013

Kanha Madhuvan Me Tum Aaya Na Karo Jadu Bhari Bansuri Bajaya Na Karo

Kanha Madhuvan Me Tum Aaya Na Karo Jadu Bhari Bansuri Bajaya Na Karo
Ek Radha Hai Teri Prem Diwani Re Kanha
Usko Aur Sataya Naa Karo
Jadu Bhari Bansuri Bajaya Na Karo
Kanha Madhuvan Me Tum Aaya Na Karo
Jadu Bhari Bansuri Bajaya Na Karo
Paav Naa Chale Chalti Vahi Raah Hove
Need Naa Aaye Soyee Soyee Aankh Me
Paav Naa Chale Chalti Vahi Raah Hove
Need Naa Aaye Soyee Soyee Aankh Me
Ek Radha Hai Teri Prem Diwani Re Kanha
Usko Aur Rulaya Naa Karo
Jadu Bhari Bansuri Bajaya Na Karo
Kanha Madhuvan Me Tum Aaya Na Karo
Jadu Bhari Bansuri Bajaya Na Karo
Ashru Ki Dhara Ab Bahe Mohana
Ab Mujhse Naa Raha Jaaye Sohna
Yahi Sakhi Hai Tujhe Hai Prano Se Pyaree Re Kanha
Ek Radha Hai Teri Prem Diwani Re Kanha
Usko Aur Rulaya Naa Karo
Jadu Bhari Bansuri Bajaya Na Karo
Kanha Madhuvan Me Tum Aaya Na Karo
Jadu Bhari Bansuri Bajaya Na Karo
Aau To Aau Kaise Nand Dulare
Yukti Bata De Man Mohan Pyare
Ek Radha Hai Teri Hardaya Ki Wasi Re Kanha
Usko Aur Rulaya Naa Karo
Jadu Bhari Bansuri Bajaya Na Karo
Kanha Madhuvan Me Tum Aaya Na Karo
Jadu Bhari Bansuri Bajaya Na Karo
Mat Dekho Ankho Me Aankho Mila Ke
Mat Chalo Saath Kadam Mila ke
Hey Mere Shyam Mann Nirthak Rijhee
Kirshna Swaroop Nayan Bhar Dijiye
Ek Radha Hai Teri Prem Diwani Re Kanha
Usko Aur Sataya Naa Karo
Jadu Bhari Bansuri Bajaya Na Karo
Kanha Madhuvan Me Tum Aaya Na Karo
Jadu Bhari Bansuri Bajaya Na Karo
Jau To Jau Kaise O Sanware
Bawari Bana Diya Tune Baware
Baware Ki Bawari Mai Ban Jaungi
Hardaya Me Tere Kanha Chhup Jaungi
Ek Radha Hai Teri Prem Diwani Re Kanha
Sab Ko Tum Ye Jataya Naa Karo
Jadu Bhari Bansuri Bajaya Na Karo
Kanha Madhuvan Me Tum Aaya Na Karo
Jadu Bhari Bansuri Bajaya Na Karo
Kanha Madhuvan Me Tum Aaya Na Karo
Jadu Bhari Bansuri Bajaya Na Karo
Kanha Madhuvan Me Tum Aaya Na Karo
Jadu Bhari Bansuri Bajaya Na Karo

Aaj Khushi Hai Bhari Shyam Janma Re Ki Shubh Din Aaya Hai

Aaj Khushi Hai Bhari Shyam Janma Re Ki Shubh Din Aaya Hai
Gokul Ki Chhavi Nyari
Gokul Ki Chhavi Nyari
Shyam Janma Re
Ki Shubh Din Aaya Hai
Aaj Khushi Hai Bhari Shyam Janma Re Ki Shubh Din Aaya Hai
Vandan Varo Toran Hai Nyare
Toran Hai Nyare
Saje Rangoli Nand ji Ke Dware
Nand ji Ke Dware
Vandan Varo Toran Hai Nyare
Toran Hai Nyare
Saje Rangoli Nand ji Ke Dware
Vandan Varo Toran Hai Nyare
Saje Rangoli Nand ji Ke Dware
Saj Shringar Manbhavan
Mahak Raha Madhuban
Ki Shubh Din Aaya Hai
Aaj Khushi Hai Bhari Shyam Janma Re
Ki Shubh Din Aaya Hai
Sone Chandi Ke Deepak Jalao
Deepak Jalao
Sab Mil Aao Mangal Gao
Mangal Gao
Sone Chandi Ke Deepak Jalao
Sab Mil Aao Mangal Gao
Jaye Yashoda Balihari
Khushi Se Matwari
Ki Shubh Din Aaya Hai
Aaj Khushi Hai Bhari Shyam Janma Re
Ki Shubh Din Aaya Hai
Nand Ke Aagan Ka Hai Ujala
Vo Hai Ujala
Braj Ka Banega Ye Rakhwala
Rakhwala
Nand Ke Aagan Ka Hai Ujala
Braj Ka Banega Ye Rakhwala
Ankhiya Hai Kajrari
Chitwan Hai Pyari
Ki Shubh Din Aaya Hai
Aaj Khushi Hai Bhari Shyam Janma Re
Ki Shubh Din Aaya Hai
Gokul Ki Chhavi Nyari Shyam Janma Re
Ki Shubh Din Aaya Hai
Aaj Khushi Hai Bhari Shyam Janma Re
Ki Shubh Din Aaya Hai
Shubh Din Aaya Hai
Shubh Din Aaya Hai

ad

In Association with Amazon.in