Showing posts with label Mohammed Rafi. Show all posts
Showing posts with label Mohammed Rafi. Show all posts

Monday, October 16, 2017

nanhe munne bacche

Song: nanhe munne bacche 
Singer(s): Asha Bhosle, Mohammad Rafi 
Movie: Boot Polish(1954)
Musician: Shankar Jaikishan
Lyrics: Shailendra
Film Director: Prakash Arora


nanhe munne bacche teri muthi mein kya hai
muthi mein hai taqdeer humari
muthi mein hai taqdeer humari
humne kismat ko bas mein kiya hai
bholi bhaali matwaali aankho mein kya hai
aankhon mein jhoome umeedon ki diwali
aankhon mein jhoome umeedon ki diwali
aane wali duniya ka sapna saja hai
nanhe munne bacche teri muthi mein kya hai
bheek mein jo moti milega loge ya na loge
zindagi ke aansuyon ka bolo kya karoge
bheek mein jo moti mile to bhi hum na lenge
zindagi ke aansuyon ki mala pehne ge
mushkilon se ladhte phirte jeene mein maza hai
nanhe munne bacche teri muthi mein kya hai
humse na chhuhpaayo baccho humein to bataayo
aane wali duniya kaisi hogi samjhaayo
aane wali duniya mein sab ke sar pe taj ho
na bhookon ki bheedh hogi
na dukhon ka raj ho
badle ga zamana yeh sitaaron pe likha hai
nanhne munne bacche teri muthi mein kya hai

Sunday, August 25, 2013

Chalo Dildaar Chalo

Song : Chalo Dildaar Chalo
Movie : Pakeezah(1972)
Music : Ghulam Mohd, Naushad Ali & Ibrahim
Lyrics : Kamal Amrohi, Kaifi Azmi & Majrooh Sultanpuri
Singers : Mohammed Rafi & Lata Mangeshkar



Chalo Dildaar Chalo
Chaand ke paar chalo

Hum hai tayaar chalo
Chalo dildaar chalo
Chaand ke paar chalo

Hum hai tayaar chalo
Aao kho jaaye sitaaron mein kahin ...(2)
Chhod de aaj yeh duniya yeh zameen
Duniya yeh zameen

Chalo dildaar chalo
Chaand ke paar chalo

Hum hai tayaar chalo
Hum nashe mein hai sambha lo hamein tum...(2)
Neend aati hai jaga lo hamein tum
Jaga lo hamein tum

Chalo dildaar chalo
Chaand ke paar chalo

Hum hai tayaar chalo

Oh oh, oh oh, oh oh, oh oh oh

Oh oh oh, oh oh, oh oh oh
Zindagi khatm bhi ho jaaye agar...(2)
Na kabhi khatm ho ulfat ka safar
Ulfat ka safar

Chalo dildaar chalo
Chaand ke paar chalo

Hum hai tayaar chalo

Chalo dildaar chalo
Chaand ke paar chalo
Hum hai tayaar chalo

Chalo dildaar chalo
Chaand ke paar chalo

Hum hai tayaar chalo

Friday, August 16, 2013

Chura Liya Hai Tumne Jo

Song : Chura Liya Hai Tumne Jo
Movie: Yaadon Ki Baraat 

Music : R. D. Burman
Lyrics : Majrooh Sultanpuri
Singers : Asha Bhosle & Mohammed Rafi

Chura Liya Hai Tumne  Jo Dil Ko
Nazar Nahin Churaana Sanam
Badalke Meri Tum Zindagaani
Kahin Badal Na Jaana Sanam
Oh, Le Liya Dil, Oh Haai Mera Dil
Haai Dil Lekar Mujhko Na Behlaana
Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko
Nazar Nahin Churaana Sanam
Badalke Meri Tum Zindagaani
Kahin Badal Na Jaana Sanam
( Bahaar Banke Aaoon Kabhi Tumhaari Duniya Mein
Guzar Na Jaaye Yeh Din Kahin Isi Tamanna Mein )... (2)
Tum Mere Ho, Ho Tum Mere Ho
Aaj Tum Itna Vaada Karte Jaana
Chura Liya
Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko
Nazar Nahin Churaana Sanam
Badalke Meri Tum Zindagaani
Kahin Badal Na Jaana Sanam

Ho, Sajaaoonga Lutkar Bhi Tere Badan Ki Daali Ko
Lahoo Jigar Ka Doonga Haseen Labon Ki Laali Ko
Sajaaoonga Lutkar Bhi Tere Badan Ki Daali Ko
Lahoo Jigar Ka Doonga Haseen Labon Ki Laali Ko
Hai Vafa Kya Is Jahaan Ko
Ek Din Dikhla Doonga Main Deewana
Chura Liya
Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko
Nazar Nahin Churaana Sanam
Badalke Meri Tum Zindagaani
Kahin Badal Na Jaana Sanam
Le Liya Dil, Haai Mera Dil
Haai Dil Lekar Mujhko Na Behlaana
Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko
Nazar Nahin Churaana Sanam
Hm Hm Hm Hm, Hm Hm Hm Hm... (2)

Yaadon Ki Baraat

Song : Yaadon ki Baraat 
Movie : Yaadon ki baraat

Music : R. D. Burman
Lyrics : Majrooh Sultanpuri
Singers : Kishore Kumar & Mohammed Rafi

Yaadon Ki Baraat Nikli Hai Aaj Dil Ke Dwaare
Dil Ke Dwaare -(2)

Sapnon Ki Shehnai Beete Deeno Ko Pukare
Dil Ke Dwaare
Ho O O Chedo Tarane Milan Ke Pyaare Pyaare
Sang Hamare

Badle Na Apna Yeh Aalam Kabhi
Jeevan Me Bichadenge Na Hum Kabhi
Ho Badle Na Apna Yeh Aalam Kabhi
Jeevan Me Bichadenge Na Hum Kabhi
Yunhi Jaoge Aakhir Kahan Hoke Hamare
Yaadon Ki Baraat Nikli Hai Aaj Dil Ke Dwaare
Dil Ke Dwaare
Sapnon Ki Shehnai Beete Deeno Ko Pukare
Dil Ke Dwaare

Aage Bhi Hoga Jo Uska Karam
Yeh Din To Manayenge Har Saal Hum
Apne Angan Nache Gaayenge Chanda Sitare
Yaadon Ki Baraat Nikli Hai Aaj Dil Ke Dwaare
Dil Ke Dwaare
Sapnon Ki Shehnai Beete Deeno Ko Pukare
Dil Ke Dwaare

ad

In Association with Amazon.in