Showing posts with label Nakash Aziz. Show all posts
Showing posts with label Nakash Aziz. Show all posts

Friday, May 29, 2015

Second Hand Jawani

Song: Second Hand Jawani
Movie: Cocktail (2012)
Singer: Miss Pooja, Neha Kakkar & Nakash Aziz 
Composed by: Pritam
Lyrics: Amitabh Bhattacharya



Daayein lage kabhi baayein lage
Naino ki bullet dil pe dhaayn lage, Raja [x2]
Aayi helicopter pe chadhke jawaani
Koodi parachute bina, karke manmaani
Teri end jawaani
Teri ban jawaani
Nahi chahiye mujhko teri second hand jawani
Teri end jawaani Oh teri ban jawaani
Nahi chahiye mujhko teri
Second hand jawaani

Oh meri end jawaani, meri banned jawani

Bhanwaron ke college ka main professor hoon baby
Ayyashi ke computer ka processor hoon baby [x2]

Oh raja hogi gadhi jo bhi hogi teri deewani
Jitna kameena tu, main utni sayaani

Meri end jawaani
Oh meri banned jawaani
Oh lambi race ki hai ghodi
Second hand jawaani

Oh teri end jawaani
Teri ban jawaani
Nahi chahiye mujhko teri
Second hand jawaani

Yun meri jawaani pe jo ungali uthaaye
Khud ki khaali taxi mein kitne bithaaye [x2]

Oh ja ja radio pe teri mashhoor kahaani
Duniya sunegi ab yeh aakashwani

Teri end jawani
Oh teri ban jawaani
Nahi chahiye mujhko teri
Second hand jawani

Meri end jawani
Oh meri banned jawaani
Oh lambi race ki hai ghodi
Second hand jawaani

Teri end jawaani Oh teri banned jawaani
Haan haan chahiye mujhko teri
Second-Hand Jawani

Tuesday, May 19, 2015

Beqasoor

Song: Beqasoor
Movie: Lekar Hum Deewana Dil (2014)
Singers: Shweta Pandit, Nakash Aziz
Music: A.R. Rahman
Lyrics: Amitabh Bhattacharya

Dil beqasoor hai kitna
Par hai ye zaroor hai fitna
Jaane ye jalna, seekhe na bujhna
Meethi si zidd hai sajna
Zidd ki hadd hai sajna (x2)

Kyun dil bezubaan hai itna
Uspe hai gumaan bhi utna
Jaane ye katna, seekhe na judna
Meethi si zidd hai sajna
Zidd ki hadd hai sajna

(Ye bekhudi juda juda
Deewangi mila mila,
Jahaan basera wahin tera kyun*
Zidd ki hadd hai sajna)

Gulmohar ki tehni se bichda sa
Patjhar ki sohbat mein zameen pe bikhra sa
hai manmouji sholon ke dariya mein shabnam si boondon ki ummeed mein utra sa
Jitna batore utna hi khoye
Utna bikhere jitna piroye

Dil belagaam hai jitna
Apna khud hi gulaam hai utnaa
Kyun dil bezubaan hai itna
Uspe hai gumaan bhi utna
Jaane ye katna, seekhe na judna
Meethi si zidd hai sajna
Zidd ki hadd hai sajna

(Ye bekhudi juda juda
Deewangi mila mila,
Jahaan basera wahin tera kyun*
Zidd ki hadd hai sajna)


ad

In Association with Amazon.in