Showing posts with label Netaji Subhas Chandra Bose: The Forgotten Hero Movie. Show all posts

Wednesday, August 14, 2013

Kadam kadam Badhaye ja

kadam kadam badhaye ja, khushi ke geet gaye ja
ye zindgi hain kaum ki, tu kaum pe lutaye ja
kadam kadam badhaye ja

tu sher-e-hind aage badh, marne se phir bhi tu na darr
udake dushmano ka sir, josh-e-watan badhaye ja

teri himmat badti rahe, khuda teri sunta rahe

jo samne tere ade, tu khak me milaye ja
jo samne tere ade, tu khak me milaye ja
kadam kadam badhaye ja, khushi ke geet gaye ja
ye zindgi hain kaum ki, tu kaum pe lutaye ja
kadam kadam badhaye ja

chalo dilli pukar ke kaumi-nisha sambhal ke

lal kile pe gaad ke, lehraye ja, lehraye ja
lal kile pe gaad ke, lehraye ja, lehraye ja
kadam kadam badhaye ja, khushi ke geet gaye ja
ye zindgi hain kaum ki, tu kaum pe lutaye ja
kadam kadam badhaye ja, khushi ke geet gaye ja
ye zindgi hain kaum ki, tu kaum pe lutaye ja
kadam kadam badhaye ja

Hum delhi delhi jaayenge hum apna hind banayenge

delhi delhi jaayenge hum apna hind banayenge
fauji ban ke rahana hai, dukh dard musibat sahana hai
ab fauji ban ke rahana hai, dukh dard musibat sahana hai

subhaash kaa ye kahana kahanaa hai
chalo delhi chal ke rahanaa hai
ham delhi delhi jaayenge ham apna hind banayenge
delhi delhi jaayenge ham apna hind banayenge

ham goli kha ke jhumenge maut ko badh ke chumenge
matawale ban aazaadi ke ham dariya jungle ghumenge
goli khaa ke jhumenge maut ko badh ke chumenge
matawaale ban aazaadii ke ham dariyaa jungle ghuumenge
subhaash hamaaraa haavii hai
Gulamii ke taalon ki chaabhi hai
jaisaa Katara bakii hai
Khudaa bhi hamaaraa saathi hai
hum delhi delhi jaayenge ham apna hind banayenge
delhi delhi jaayenge ham apna hind banayenge

fauji ban ke jaayenge aur delhi ko sajaayenge
fauji ban ke jaayenge delhi ko sajaayenge
zaalim firangii qaum kaa ham naam-o-nishaa mitayenge

ham delhi delhi jaayenge hum apanaa hind banaayenge
delhi delhi jaayenge ham apna hind banaayenge
fauji ban ke rahanaa hai, dukh dard musibat sahanaa hai
ab fauji ban ke rahanaa hai, dukh dard musibat sahanaa hai

subhaash kaa ye kahanaa kahanaa hai
chalo delhi chal ke rahanaa hai

ad

In Association with Amazon.in