Showing posts with label Once Upon a time in Mumbaai(2010) Movie. Show all posts
Showing posts with label Once Upon a time in Mumbaai(2010) Movie. Show all posts

Wednesday, August 21, 2013

Pee loon

Song : Pee Loon
Movie : Once Upon a time in Mumbaai(2010)
Music : Pritam Chakraborty
Lyrics : Sameer
Singers : Mohit Chauhan




Pee loon tere neelay neelay nainon se shabnam
Pee loon tere geelay geelay hoto ki sargam
Pee loon hai peenay ka mausam
Tere sang ishq taari hai
Tere sang ik khumari hai
Tere sang chain bhi mujhko
Tere sang bekraari hai
Tere sang ishq taari hai
Tere sang ik khumari hai
Tere sang chain bhi mujhko
Tere sang bekraari hai
Tere bin jee nahi lagda, tere bin jee nahi sakda
Tujhpe hai haare maine vaare do jahan, kurbaan, meharbaan, ke main toh kurbaan
Sun le zara, tera kurbaan

Hosh mein rahun kyun aaj main
Tu meri baahon mein simti hai, mujh mein samayi hai yun
Jis tarah ki koi hum nadi, tu mere seenay mein chupti hai sagar tumhara main hoon
Pee loon teri dheemi dheemi lehron ki cham cham
Pee loon teri saundi saundi saanson ko har dum
Pee loon hai peenay ka mausam
Tere sang ishq taari hai
Tere sang ik khumari hai
Tere sang chain bhi mujhko
Tere sang bekraari hai
Tere sang ishq taari hai
Tere sang ik khumari hai
Tere sang chain bhi mujhko
Tere sang bekraari hai

Shaam ko milun jo main tujhe
Toh bura subah na jaane tu kuch maan jaati hai yeh
Har lamha, har gadi har pehar
Hi teri yaadon se tadpa ke mujhko jalati hai yeh
Pee loon main dheere dheere jalne ka yeh gumm
Pee loon inn gore gore haanthon se hum dum
Pee loon hai peenay ka mausam
Tere sang ishq taari hai
Tere sang ik khumari hai
Tere sang chain bhi mujhko
Tere sang bekraari hai
Tere sang ishq taari hai
Tere sang ik khumari hai
Tere sang chain bhi mujhko
Tere sang bekraari hai
Tere bin jee nahi lagda, tere bin jee nahi sakda
Tujhpe hai haare maine vaare do jahan, kurbaan, meharbaan, ke main toh kurbaan
Sun le zara, tera kurbaan

Tum Jo Aaye

Song : Tum Jo Aaye
Movie : Once Upon a time in Mumbaai(2010)
Music : Pritam Chakraborty
Lyrics : Irshad Kamil
Singers : Rahat Fateh Ali Khan & Tulsi Kumar




Paaya maine, paaya tumhe, rab ne milaya tumhe,
honthon pe sajaya tumhe, nag mein sagaya tumhe
Paaya maine, paaya tumhe, sab se chupaya tumhe,
sapna banaya tumhe, neendhon mein bulaya tumhe.

Tum Jo Aaye zindagi mein baat ban gayi
Ishq mazhab, ishq meri zaat ban gayi

Paaya maine, paaya tumhe, rab ne milaya tumhe,
honthon pe sajaya tumhe, nag mein sagaya tumhe
Paaya maine, paaya tumhe, sab se chupaya tumhe,
sapna banaya tumhe, neendhon mein bulaya tumhe.

Ho tum jo aaye zindagi mein baat ban gayi
Sapne teri chahaton ke, sapne teri chahaton ke
Dekhti hoon ab gayi
Din hai sona aur chaandi raat ban gayi
Hoo tum jo aaye zindagi mein baat ban gayi

Paaya maine, paaya tumhe, rab ne milaya tumhe,
honthon pe sajaya tumhe, nag mein sagaya tumhe
Paaya maine, paaya tumhe, sab se chupaya tumhe,
sapna banaya tumhe, neendhon mein bulaya tumhe.

Chahaton ka mazaa, faasalon mein nahin
Aa chupa loon tumhe hauslon mein kahin
Sab se upar likha, hai tere naam ko
Khwaishon se jude silsilon mein kahin

Khwaishein milne ki tumse, khwaishein milne ki tumse
Roz hoti hai nayi
Mere dil ki jeet meri baat ban gayi
Hoo tum jo aaye zindagi mein baat ban gayi

Paaya maine, paaya tumhe, rab ne milaya tumhe,
honthon pe sajaya tumhe, nag mein sagaya tumhe
Paaya maine, paaya tumhe, sab se chupaya tumhe,
sapna banaya tumhe, neendhon mein bulaya tumhe.

Zindagi bewafa hai yeh maana magar
Chod kar raah mein jaoge tum agar
Cheen launga main aasman se tumhe
Soona hoga na yeh, do dilon ka nagar

Raunke hain dil ke dar pe, raunke hain dil ke dar pe
Dhadkane hain surmayi
Meri kismat bhi tumhari, saath ban gayi
Hoo tum jo aaye zindagi mein baat ban gayi
Ishq mazhab, ishq meri zaat ban gayi
Sapne teri chahaton ke, sapne teri chahaton ke
Dekhti hoon ab gayi
Din hai sona aur chaandi raat ban gayi
Hoo tum jo aaye zindagi mein baat ban gayi.

Paaya maine, paaya tumhe, rab ne milaya tumhe,
honthon pe sajaya tumhe, nag mein sagaya tumhe
Paaya maine, paaya tumhe, sab se chupaya tumhe,
sapna banaya tumhe, neendhon mein bulaya tumhe
Paaya maine, paaya tumhe, rab ne milaya tumhe,
honthon pe sajaya tumhe, nag mein sagaya tumhe
Paaya maine, paaya tumhe, sab se chupaya tumhe,
sapna banaya tumhe, neendhon mein bulaya tumhe.

ad

In Association with Amazon.in