Song : Kyun Dooriyan Hai Darmiyaan
Movie : Players
Music : Pritam Chakraborty Lyrics : Ashish Pandit Singers : Ritu Pathak |
|
Kyun Dooriyan Hai Darmiyaan Badh jaane de, nazdeekiyaan Har saans mein, mehsoos kar Inn saanson ki madhoshiyaan Mera nasha aise chadhe, mera nasha zid pe ade Mera nasha aise naa jaaye, jhoom jhoom jhoom ta ja Mera nasha mujhko hua Mera nasha hai khwaab sa Mera nasha aise naa jaaye Jhoom jhoom jhoom ta tu ja Jis aag mein yeh badan jal raha hai mera aye humsafar Tu bhi ussi mein jal jaayega, jaayega Parwaane kyun par shamaa pe machalte hain, mujhko aaj phir Iss ka pata bhi chal jaayega Main hi shehad main hi zehar Mujh mein tere shaam-o-sheher Meri inn panaahon mein aa kar Jhoom jhoom jhoom ta ja Mera nasha aise chadhe Mera nasha zidd pe ade Mera nasha aise naa jaaye Jhoom jhoom jhoom ta tu ja Main bhi hoon tanha hai, tu bhi akela hai Mauka bhi haseen Milne ka hone de silsila Silsila bin kuch kahe kuch sune kuch kiye Kab main tujhpe marr gayi Mujhko pata bhi naa yeh chala Lo marr gaye hum bekasoor Woh jee gaye jinka kasoor Aankhon se meri jaan le kar Jhoom jhoom jhoom ta ja Mera nasha aise chadhe Mera nasha zidd pe ade Mera nasha aise naa jaaye Jhoom jhoom jhoom ta tu ja |
You will found all types of hollywood, bollywood movies/album song lyrics here.
Showing posts with label Players movie. Show all posts
Showing posts with label Players movie. Show all posts
Saturday, August 24, 2013
Kyun Dooriyan Hai Darmiyaan
Dil Ye Bekarar Kyun Hai
Song : Dil Ye Bekarar Kyun Hai
Movie : Players
Music : Pritam Chakraborty Lyrics : Ashish Pandit Singers : Mohit Chauhan & Shreya Ghoshal |
|
Kyun raaton ko main ab chain se so na sakoon Oo... Kyun aata nahin mujhe din mein bhi chain-o-sukoon Oo kyun aisa hota hai main khud se hi baatein karoon Oo kyun tu jo bole koi sune na woh main hi sunu Dil ye bekarar kyun hai Iss pe dhun sawaar kyun hai Kyun hai ye khumaar kyun hai, tu bataa Tera intezar kyun hai, tujhpe aitbaar kyun hai Kyun hai ye khumar kyun hai, tu bataa Tu bataa, tu bataa Kyun tujhe dekhe bina aata nahin dil ko sabar Oo kyun tere chehre se hatt ti nahin yeh nazar Oo kyun tujhe paake mujhe rehta hai khone ka darr Oo kyun tere siva saari duniya se hoon main bekhabar Dil ye bekarar kyun hai Iss pe dhun sawaar kyun hai Kyun hai ye khumaar kyun hai, tu bataa Tera intezar kyun hai, tujhpe aitbaar kyun hai Kyun hai ye khumar kyun hai, tu bataa Tu bataa, tu bataa Ye pyaar hai jo tujhe ho gaya hai Naa jaane kyun tu iss se tha bekhabar Jo aaj kal yeh tujhe ho raha hai Nahin aur kuch, pyaar ka hai asar Kyun tere jalwo ka chatt ta nahin hai dhuaan Oo kyun chale hawa toh lage ki jaise tune chhuaa Oo kyun maangta hai dil tere liye roz duaa Oo kyun ho raha jo pehle mujhe naa hua Dil ye bekarar kyun hai Iss pe dhun sawaar kyun hai Kyun hai ye khumaar kyun hai, tu bataa Tera intezar kyun hai, tujhpe aitbaar kyun hai Kyun hai ye khumar kyun hai, tu bataa Tu bataa, tu bataa |
Subscribe to:
Posts (Atom)