Showing posts with label Priya Saraiya. Show all posts
Showing posts with label Priya Saraiya. Show all posts

Saturday, April 25, 2015

Khamma Ghani

Song: Khamma Ghani
Movie: Happy Ending (2014)
Singers: Papon, Smita & Vidhi
Music: Sachin-Jigar
Lyrics: Priya Saraiya

Buri baat hai ye manmaaniyan
Huyi jaankar jo naadaniyan
Gunahgaar ki tarah kyun khada
Abhi maangta meharbaiyan
Kare kya karein nahi jaanta
Ghalat mod jo muda raasta
Teri chaah me hua dil mera saza-yafta

Khamma ghani aao re mhaaro saaiyaan
Khamma ghani sajan bairiya

Khamma ghani aao re mhaaro saaiyaan
Khamma ghani sajan bairiya re..

Ye dil mera, hai saza yafta..
Ye dil mera, hai saza yafta..

Khamma ghani aao re mhaaro saaiyaan
Khamma ghani sajan bairiya
Khamma ghani aao re mhaaro saaiyaan
Khamma ghani sajan bairiya re..

Lafz tera saancha maana
Daag mujh mein hai jaana
Bhar rahaa hoon harjana kaise batlaaun
Gar jo teri manzuri hai
Toh gavara ye doori hai

Main toh smajha par dil ko kaise smjhaau
Unhe dard kaho ya dava
Jinhe yaad karo sau dafaa
Sunehare unhi dinon se bata
Pada hai tera kabhi wasta
Kare kya karein nahi jaanta
Ghalat mod jo muda raasta
Teri chaah me hua dil mera saza yafta

Khamma ghani aao re mhaaro saaiyaan
Khamma ghani sajan bairiya
Khamma ghani aao re mhaaro saaiyaan
Khamma ghani sajan bairiya re..

Ye dil mera, hai saza yafta..
Ye dil mera, hai saza yafta..

Khamma ghani aao re mhaaro saaiyaan
Khamma ghani sajan bairiya
Khamma ghani aao re mhaaro saaiyaan
Khamma ghani sajan bairiya re.. (x2)

Sajan bairiya re (Khamma ghani, khamma ghani)
Sajan bairiya re (Khamma ghani, khamma ghani)
Sajan bairiya.. Sajan bairiya re
(Khamma ghani, khamma ghani)
Sajan bairiya..
(Khamma ghani, khamma ghani)



Mileya Mileya

Song: Mileya Mileya
Movie: Happy Ending (2014)
Singers: Rekha Bhardwaj, Jigar Saraiya, Priya Andrews
Music: Sachin-Jigar
Lyrics: Priya Saraiya


Kehte hain har ek dil mein chhupa
kahin pyaar hai, pyaar hai
Bas pehchaane jo koi

Na jaane kis pal kahaan kaise
khhota qarar hai, qarar hai
Naina lag jaaye jo kahin
Nazdikiyon ka pata..
Hai dooriyan de gayi

Mileya mileya mujhe.. par meinu jaaneya nahin
Mileya mileya mujhe.. par meri suneya nahin

Mileya mileya mujhe.. par meinu jaaneya nahin
Je main janeya janeya tujhe
phir te main bhuleya sabhi

Haan.. der se hi toh sahi
Haaye.. dil ko kisi pe hai yaqeen
Chhoote na, Chhoote na..
Ab ye laagi chhoote nahi
Chhoote na, chhoote na..
Ab ye laagi chhoote nahi
Tu bas ja mujh mein mera ban ke hi

Mileya mileya mujhe.. Par mainu jaaneya nahin
Mileya mileya mujhe.. Par meri suneya nahin
Mileya mileya mujhe.. Par mainu jaaneya nahin
Je main janeya janeya tujhe..
phir te main bhuleya sabhi

Na na.. nana..
Na na.. nana..


Jaise Mera Tu

Song: Jaise Mera Tu
Movie: Happy Ending (2014)
Singer: Arijit Singh, Priya Saraiya
Music: Sachin-Jigar
Lyrics: Priya Saraiya

Uljhi si baatein dil
Mujhse bhi baantein
To mehar.. mehar.. meherbaniya
(Meher.. meher.. meherbaniya)
Khud hi samajh ke mujhe samjha de
To mehar.. mehar.. meherbaniya
(Meher.. meher.. meherbaniya)

Ho meherbani jo dil de zubaani
Keh de wo jo na kabhi kaha hai

Aise Tera Main.. Jaise Mera Tu
Aise Tera Main.. Jaise Mera Tu..

Milte rahe jo aise hi dono
Lag na jaaye ishq ki nazar
Aye dil farebi, tham sa gaya kyun
Aisi waisi baat soch kar

Bas mein na mere ab ye raha hai
Tujh pe aake dil ye jo ruka hai

Aise tera main.. jaise mera tu
Aise tera main.. Jaise mera tu
Jaise Mera Tu..
Aye.. oo.. ee..
Na na.. yea..

(Mehar.. mehar.. meherbani ho)

Fariyad karti phir yaad karti
Sochti hoon tumko baar baar
Na chahatein hain, par chaahte kyun
Tumko yunhi mere aas paas

Kuch bhi nahi hai 
Kuch phir bhi hai
Tumse milke dil ko ye laga hai

Aise tera main.. jaise mera tu
Aise tera main.. Jaise mera tu
Jaise mera tu (jaise mera tu..)
Jaise mera tu (jaise mera tu..)
Jaise mera tu (jaise mera tu..)
Hoo hoo.. (jaise mera tu)
Meher.. meher.. meherbaniyan
Jaise mera tu..
Jaise mera tu!


Thursday, April 23, 2015

Sone Ka Paani

Song: Sone Ka Paani
Movie: Badlapur (2015)
Singer: Priya Saraiya
Music: Sachin-Jigar
Lyrics: Dinesh Vijan & Priya Saraiya


Haay haay haay daiya haay..

Sone ka paani chadha ke piya
Hui gori jawaani
Resham se mere badan ki piya
Saari duniya diwaani
O meri khataa kya hai bataa
Meri khataa kya hai bataa
Baali umar mein jo ho gayi siyani

Haay haay haay daiya haay..

Sone ka paani chadha ke piya
Huyi gori jawaani..

Haay haay haay daiya haay...

O husn ye motiyo mein tola jahaan ne
Mujhko rijhaane kiye laakhon bahaane
O husn ye motiyo mein tola jahaan ne
Mujhko rijhaane kiye laakhon bahaane

Kali si main, bhanware hazaar piyaa
Kali si main, bhanware hazaar piyaa
Baali umar mein kar gayi thodi nadaani

Haay haay haay daiya haay...


Badla Badla

Song: Badla Badla
Movie: Badlapur (2015)
Singers: Vishal Dadlani, Jasleen Royal, Suraj Jagan, Priya Saraiya
Music: Sachin-Jigar
Lyrics: Dinesh Vijan & Priya Saraiya

Aye rooh-e-raqeeb tu
Hai maut ke qareeb tu
Aye rooh-e-raqeeb tu
Maut ke qareeb tu

Sun le kafir hoon teri khatir
Badla badla main, badla badla dil
Badla hai mera Khuda

Sab badla badla, jab badla badla
Khud badla hai mera Khuda

Badla badla main, badla badla dil
Badla hai mera Khuda
Sab badla badla, jab badla badla
Khud badla hai mera Khuda

Khurdure se seene mein
Tera kya kaam hai
Suna hai pare duniya ke
Bada aaraam hai (x2)

Aye mere raqeeb tu
Hai maut ke kareeb tu
Aye mere raqeeb tu
Maut ke kareeb tu

Sun le kaafir hoon teri khaatir
Badla badla main, badla badla dil
Badla hai mera Khuda
Sab badla badla, jab badla badla
Khud badla hai mera Khuda


Judaai

Song: Judaai
Movie: Badlapur (2015)
Singers: Arijit Singh, Rekha Bhardwaj
Music: Sachin-Jigar
Lyrics: Priya Saraiya, Dinesh Vijan

Ranjhan dhoondhan main chaleya
Ranjhan mileya naa ye...
Jigraan vichon agan laga ke Rabba
Laqeeran vich likh di judaai

Kho gaya, gum ho gaya
Waqt se churaya tha jo
Apna banaya tha..
Ho tera, woh mera
Saath nibhaaya tha jo
Apna banaya tha..

Chadariya jheeni re jheeni
Chadariya jheeni re jheeni

Aankhein bheeni ye bheeni ye bheeni
Yaadein jheeni re jheeni re jheeni (x2)

Aisa bhi kya milna, saath hoke tanha
Aisi kyun sazaa humne hai paayi, Ranjhana ve
Phir se mujhe jeena, tujhpe hai marna
Phir se dil ne di hai ye duhaai, Saajnaa ve
Laqeeron pe likh di kyun judaai..

Gair sa hua khud se bhi, na koi mera
Dard se karle chal yaari, dil ye keh raha
Kholun jo baahein, bas gham ye simat rahe hain
Aankhon ke aage lamhe ye kyun ghat rahe hain
Jaane kaise koi sehta Judaaiyaan.

Chadariya jheeni re jheeni
Chadariya jheeni re jheeni

Aankhein bheeni ye bheeni ye bheeni
Yaadein jheeni re jheeni re jheeni (x2)

Ranjhan dhoondhan main chaleya
Ranjhan mileya naa ye...
Jigraan vichon agan laga ke Rabba
Lakeeran vich likh di judaai


ad

In Association with Amazon.in