Showing posts with label Priyanka Chopra. Show all posts
Showing posts with label Priyanka Chopra. Show all posts

Friday, May 29, 2015

Main Kya Karoon

Song: Main Kya Karoon
Movie: Barfi (2012)
Singer: Nikhil Paul George
Music: Pritam
Lyrics: Aashish Pandit



Dil ye mera bas mein nahi
Pehla kabhi aisa hota tha nahi
hmm..
Dil ye mera bas mein nahi
Pehla kabhi aisa hota tha nahi
Tu hi bata.. iss dil ka main..
Ab kya karoon
hmm.. Kehne pe chalta nahi
Kuch dinon se meri bhi sunta nahi
Tu hi bata iss dil ka main ooh uff main kya karoon

Main kya karoon.. (keeps repeating)

Karta.. aawaargi 
Iss pe toh dhun chadhi, hai pyar ki
Naa jaane, gum hai kahaan?
Baaton mein hai pada, bekaar ki

Karta hai awaargi 
Iss pe toh dhun chadhi, hai pyar ki
Naa jaane gum hai kahaan?
Baaton mein hai pada, bekaar ki
Ulti ye baat hai
Aise haalaat hai
Ghalati kare ye, main bharu!

Uff dil ka kya karoon
Main kya karoon
Main kya karoon... (keeps repeating)

Dil pe mera, kaabu nahi
Fitrat kabhi iss ki aisi thi nahi
Tu hi bata.. iss dil ka main ab kya karoon
hmm.. Kehne pe, chalta nahi
Kuch dinon se, meri bhi sunta nahi
Tu hi bata iss dil ka main ooh uff main kya karoon

Main kya karoon.. (keeps repeating)


Ala Barfi

Song: Ala Barfi
Movie: Barfi (2012)
Singer: Mohit Chauhan
Music: Pritam



Oo..
Aankhon hi aankhon mein kare baatein
Gupchup gupchup gupchup gup
Khuus fus khus fus khus 
O o ye..
Khwaabon ki nadi mein khaaye gote
Gud gud gud gud gud gud hoye
Bud bud bud bud bud bud..

Ala ala matwaala Barfi
Paanv pada mota chhala barfi
Raaton ka hai yeh ujaala barfi
Gumsum gumsum hi machaye yeh toh utpaat
Khur.khur.khur khur khurafati kare non-stop
Khur khur khur khur (hoye)
Bud bud bud bud (hey!)
Gud gud gud gud maula issi se bachaai le

Hey..
Aankhon hi aankhon mein kare baatein
Gupchup gupchup gupchup oye
Fus fus fus fus oo aye..
Khwaabon ki nadi mein khaaye gote
Gud gud gud gud gud... oye
Bud bud bud bud...

Kabhi na rukta re, kabhi na thamta re
Gham jo dikha usey khusiyon ki thokar maare
Palko ki harmuniya, naino ki gaa re saare
Dhadkan ki rhythm pe ye gaata jaaye gaane pyare
Bhola na shamjho yeh chaalu khiladi hai bada bada
Hey.. hey
Sooraj ye bujha dega, maarega phoonk aisi
Top talaiya, peepal chaiyya
Har kooche ki aisi taisi
Hey..

Aankhon hi aankhon mein kare baatein
Gupchup gupchup gupchup hoye
Fus fus fus fus oo aye..
O o ye..
Khwaabon ki nadi mein khaaye gote
Gud gud gud gud gud gud oye
Bud bud bud bud

Barfi jab amma ji ki kokh mein tha soya
Amman ne murfi ka radio mangaya
Murfi jaisa lalla amma ka tha sapna
Munna jab haule-halue duniya mein aaya
Baba ne Ceylon wala station 
(Radio Ceylon is oldest radio station in Asia)
Radio on hua amma off hui
Toota har sapna
Oh o ye..
Munna mute hi aansu bahaaye o..
O o ye Munna jhunjhuna sun bhi na paaye
Jhun jhun jhun jhun....

Ala ala bada ala Barfi
Paanv pada mota chhala barfi
Raaton ka hai yeh ujaala barfi
Gumsum gumsum hi machaye yeh toh utpaat
Khur.khur.khur khur khurafati kare non-stop
Khur khur khur khur (hoye)
Bud bud bud bud (hey!)
Gud gud gud gud maula iss se bachaai le
Khur khur khur khur (hoye)
Bud bud bud bud (hey!)
Gud gud gud...

Aankhon hi aankhon mein kare baatein
Gupchup gupchup gupchup gup
Fus fus fus fus
O o ye..
Khwaabon ki nadi mein khaaye gote
Gud gud gud gud gud gud hoye
Bud bud bud bud bud bud..


Tuesday, May 26, 2015

Chaoro (Lori)

Song: Chaoro (Lori)
Movie: Mary Kom (2014)
Singer: Priyanka Chopra
Music: Shashi Suman
Lyrics: Sandeep Singh



Teri main balayein loon
Tujhe main duaayein doon
Tujhko main khushiyon ke saaye doon
Khwabon ko sajaaye tu
Aankhon mein basaaye tu
Tujhko main doon sab jo chaahe tu
Saari raat ye pehra kare
Keh doon chand taaron ko
Chaoro chaoro icha paari chaoro
Chaoro chaoro icha paari chaoro

Jaag jaaye na tu, jaagu raaton main
Jhoole jhoola tu mere haathon mein
Teri chumu aankhein main baith sirhane
Saari raat ye pehra kare
Keh doon chaand taaron ko
Chaoro chaoro icha paari chaoro
Chaoro chaoro icha paari chaoro

Hmm.. hm..
Hmm.. hm..


Salaam India

Song: Salaam India
Movie: Mary Kom (2014)
Singer: Vishal Dadlani & Salim Merchant
Music: Shivam
Lyrics: Sandeep Singh

(Jhuke tere aage sar
Teri godh mera ghar
Hai tujhe Salaam India)

Mushqil waqt me bhi na hum khoye hausla
Milke saath chalne ka yun kar le faisla
Mitti hum jo chume toh milta josh hai
Bas teri hi khaatir jaan ye sarfarosh hai
Jeet ka jashan hum manayenge
Aasmaan tiranga sajana aaj hai
Shaan se sabhi ko batayenge
Jeet lenge ye saara jahaan

Jhuke tere aage sar
Teri godh mera ghar
Hai tujhe Salaam India (x2)

India.. aa..
India.. aa..

Ho abr se irrade hon
Koshishon ke waade hon
Manzil milegi chaahe raahein ho khafa (x2)

Desh ye sikhata hai himmatein badhata hai
Thhokar se gir ke na tu rukna bewajah
Tera ye watan kar kuch bhi jatan
Tu jaan bhi is pe lutta de tu
Darr ko dara ke raggo mein fateh ka josh jaga

Arsh ki udaane lagani hain
In hawaaoon ka rukh badalna aaj hai
Desh ye ibbadat humari hai
De tu aaj ye sab ko bataa

Jhuke tere aage sar
Teri godh mera ghar
Hai tuje Salaam India (x4)

India...


Saudebaazi

Song: Saudebaazi
Movie: Mary Kom (2014)
Singer: Arijit Singh
Music: Shashi Suman
Lyrics: Prashant Ingole


Hmm mm.. o o oo..
Aa o...

Saudebazi ik hansi ki
Ik hansi se kar gaye tum
Baaton baaton rang khud ke
Saare mujhme bhar gaye tum (x2)

Rehna yunhi saame har pal yahaan
Beautiful lage saara jahaan
Beautiful nahi tumsa yahaan
Ab tu hai jahaan main hoon wahaan
Beautiful lage saara jahaan
Beautiful nahi tumsa yahaan
Ab tu hai jahaan main hoon wahaan
Oh... oo... yeah.. oo..
Yay yay yay..

Aankhon se tere hi aane lagi hai humpe khushi
Honthon pe tere hi gaane lagi hai ab zindagi
Tum jo gaye mujhe mil
Kehta phire mera dil
Tumsa na koi hai na koi hoga yahaan..

Beautiful lage saara jahaan
Beautiful nahi tumsa yahaan
Ab tu hai jahaan main hun wahaan

Saudebaazi ik hansi ki
Ik hansi se kar gaye tum
Baaton baaton rang khud ke
Saare mujhme bhar gaye tum
Rehna unhi saame har pal yahaan

Beautiful lage saara jahaan
Beautiful nahi tumsa yahaan
Ab tu hai jahaan main hun wahaan (x2)


Ud Ja, Ab Teri Baari Hai

Song: Ud Ja, Ab Teri Baari Hai
Movie: Mary Kom (2014)
Singer: Mohit Chauhan
Music: Shashi Suman
Lyrics: Prashant Ingole


Aye parindey yun abke udaa kar tu
Ja jalaa suraj ko jaake aasmaan pe tu
Aye parindey bhar aisi udaane tu
Har nazar ye tujhse poochhe
Aag Itni Kyun?

Dhool udaa jaake manzilon pe yun
Ke inn hawaaoon se teri yaari hai
Ud ja ab teri bari hai (ud ja, ud ja)
Ud ja ab teri bari hai (ud ja, ud ja)
Ud ja ab teri bari hai

Raahon mein jo bhi aaye
Wo baadal banke mushkilon ke
Unko bataa dena re
Pare rehna re zinda dilon se
Ho.. andaaz hai tera befikar mauj tu
Ke ab teri mutthi mein duniya saari hai
Ud ja ab teri baari hai (ud ja, ud ja)
Ud ja ab teri baari hai (ud ja, ud ja)
Ud ja ab teri baari hai

Aye parindey yun abke udaa kar tu
Ja jalaa sooraj ko jaake aasmaan pe tu
Aye parindey bhar aisi udaane tu
Har nazar ye tujhse pooche
Aag Itni Kyun?

Dhool udaa jaake manzilon pe yun
Ke inn hawaaoon se teri yaari hai
Ud ja ab teri baari hai (ud ja, ud ja)
Ud ja ab teri baari hai (ud ja, ud ja)
Mutthi mein duniya saari hai
Ud ja ab teri baari hai (ud ja, ud ja)
Ud ja ab teri baari hai (ud ja, ud ja)
Ud ja ab teri baari hai..


Adhure

Song: Adhure
Movie: Mary Kom (2014)
Singer: Sunidhi Chauhan
Music: Shashi Suman
Lyrics: Prashant Ingole

Geela geela bas paani palkon pe reh gaya
Dhire dhire sapna wo aankhon se beh gaya
Thoda thoda kar yaadein saari kho rahiin
Toota sa pal ik haath mein reh gaya
Hum hain adhure, lamhein adhure
Sawaal adhure, jawaab adhure
Woh khwaab bhi adhoora reh gaya

Geela geela bas paani palkon pe reh gaya
Dhire dhire sapna wo aankhon se beh gaya
Thoda thoda kar yadein sari kho rahiin
Toota sa pal ik haath mein reh gaya

Tanhaai haathon me le waqt khada hai
Ye dil bhi seene me behosh pada hai
Aaj aake mausam saare humko satate hain
Bejaan hai hum haare aur ye rulaate hain
Har pal andhera reh gaya..

Neela neela bas dil ka zakhm wo reh gaya
Zara zara kar saara hausla beh gaya
Thoda thoda kar yaadein saari kho rahiin o..
Toota sa pal ik haath mein reh gaya

Hum hain adhoore, lamhein adhoore
Sawaal adhoore, jawaab adhoore
Wo khwab bhi adhoora reh gaya

Geela geela bas paani palkon pe reh gaya
Dhire dhire sapna wo aankhon se beh gaya
Thoda thoda kar yaadein saari kho rahiin
Toota sa pal ik haath mein reh gaya


Sukoon Mila

Song: Sukoon Mila
Movie: Mary Kom (2014)
Singer: Arijit Singh
Music: Shivam
Lyrics: Sandeep Singh



Mila hoon ab jo tum se
Hai dil ko mere kasam se
Sukoon mila, sukoon mila..

Tujhe hai paaya Rab se,
Hai dil ko mere kasam se
Sukoon mila, sukoon mila..

Har pal haseen sa huaa hai
Saanson ko tune chhuaa hai
Badhi tujhse nazdeekiyaan
Sukoon mila, sukoon mila.. mm..

Mila hoon ab jo tum se
Hai dil ko mere kasam se
Sukoon mila, sukoon mila.. mm..

Jab se juda tujhse jiya
Chain o qaraar dil ko mila (x2)

Jab bhi rahoon sang tere
Bhoolun har gham shiqwa gila
Tere ishq ka hi nasha hai
Meri rooh tak mein basaa hai
Tune aankhon se jo chhuaa
Sukoon mila, sukoon mila.. mm..

Mila hoon ab jo tum se
Hai dil ko mere kasam se
Sukoon mila, sukoon mila..


Ziddi Dil

Song: Ziddi Dil
Movie: Mary Kom (2014)
Singer: Vishal Dadlani
Music: Shashi Suman
Lyrics: Prashant Ingole


Ye aa aayi yaayi ye ye aa
Aayi yaayi ye ye ya..
Aayi yaayi ye ye ya..
Oh ho..

Bas khud ki hi sunta baatein, yea yea yeah
Nadaani se hai naate, yea yea yeah
Ghurrata aate jaate, yea yea yeah
Din ko kehta yeh raatein, yea yea yeah
Ho dekhe hai aankhon mein
Kismat ki aankhein daale.. hey!
Hawaa ke kaanon mein jaake kahe
Kismat piddi hai

(Tum bahut ziddi hai)

Dil ye ziddi hai
Dil ye ziddi hai
Dil ye ziddi hai ziddi hai
Dil ye ziddi hai (x2)

Manmaani ke oye oye oye
Shehar jaake oye oye oye
Shaitani laata hai, sar pe ye bandh ke
Chhedkhaani ko oye oye oye
Ye samjha ke oye oye oye
Nazron pe chupke se laata hai pehn ke
Rehta sabse takraate, yea yea yeah
Apni hi dhun mein gaate, yea yea yeah
Woh oh dekhe hai aankhon mein
Kismat ki aankhein daale
Hawa ke kaanon mein jaake kahe
Kismat piddi hai

Dil yeh jiddi hai
Dil yeh ziddi hai
Dil yeh ziddi hai ziddi hai
Dil yeh ziddi hai (x2)

Ye parchaaiyon se chhupta yahaan
Oho.. phir tanhaaiyon se ladta yahaan
Jo chahta wo hai kiya
Apni hi sharton pe ye hai jiya
Oho ziddi hai, ziddi hai, ziddi hai
Kaisa yeh ziddi hai

Dil yeh jiddi hai
Dil yeh ziddi hai
Dil yeh ziddi hai ziddi hai
Dil yeh ziddi hai (x2)

Ye aa aayi yaayi ye ye aa
Aayi yaayi ye ye ya..
Aayi yaayi ye ye ya..
Oh ho..


Monday, May 18, 2015

Pehli Baar

Song: Pehli Baar
Movie: Dil Dhadakne Do (2015)
Singers: Siddharth Mahadevan & Sukirti Kakkar 
Music: Shankar-Ehsaan-Loy
Lyrics: Javed Akhtar

Pehli baar tumko maine jab dekha tha
Pehli baar tumko maine jab dekha tha
Sun lo yaar ki maine kya socha tha
Laga ki tumse milna tha tabaahi
Iss dil ko hi samjhaane maine kahaa
Iss raste na jaana kabhi raahi
Yeh tere liye hai hi nahi
Dil mera bol utha..
Hone do ab jo bhi ho, darna kya
Bhala-bura hone do ab jo bhi ho

Kya dil ki sun li tumne
Kya raah chun li tumne
Haan dil ki sun li maine
Haan raah chun li maine

Pehli baar tumko maine jab dekha tha
Sun lo yaar ki maine kya socha tha
Laga ki mashvare sunte ho dil ke
Laga ki thode se ho tum deewane se
Karoge dil ki baatein phir milke
Aur hongi ye baatein badi haseen
Dil mera bol utha..
Hone do ab jo bhi ho, darna kya
Bhala-bura hone do ab jo bhi ho

Kya dil ki sun li tumne
Kya raah chun li tumne
Haan dil ki sun li maine
Haan raah chun li maine

Leharon mein jaise lehrein milein
aise mill gayi dilon ki dhadkan
Chalte hi chalte raahon mein
khoye khoye hain dono tan mann
Hum paas aaye to kyun paas aaye
Socho toh baat hai zaraa si
Kuch tum bhi pyaase pyaase thhe kab se
Main bhi thi pyaasi pyaasi

Lagaa ki tumse milna tha tabaahi
Iss dil ko hi samjhaane maine kahaa
Iss raste na jaana kabhi raahi
Yeh tere liye hai hi nahi
Dil mera bol utha..
Hone do ab jo bhi ho, darna kya
Bhala-bura hone do ab jo bhi ho

Kya dil ki sun li tumne
Kya raah chun li tumne
Haan dil ki sun li maine
Haan raah chun li maine


Dil Dhadakne Do (Title)

Song: Dil Dhadakne Do (Title)
Movie: Dil Dhadakne Do (2015)
Singers: Priyanka Chopra, Farhan Akhtar
Music: Shankar-Ehsaan-Loy
Lyrics: Javed Akhtar

Uh o.. hoo..

Har dil ki apni hi taal hai
Apna hi ek raag hai
Har dil ki apni dhadkane
Apni hi ek aag hai
Jazbaat pighle pighle hain toh kyun na ho
Khayalaat behke behke hain toh kyun na ho
Har dil dhadakne do
Dil Dhadakne Do...
Dil Dhadakne Do!

"Log kya kahenge?"
Chhodo saare aise tum bahaane
Dil Dhadakne Do..

Har lamhe ko jo poori tarah se nahi jee sake
Hathon me uske ho jaam phir bhi nahi pee sake
Zindagi hai kya, jaane woh kya
Khushiyon ko pehchaane woh kya
Hum toh yehi samjhayenge usey
Sapne jo hai sajaane thode se bano diwaane
Dil Dhadakne Do..
Dil Dhadakne Do..
Dil Dhadakne Do..

Duniya jo bura maane banke tum anjaane
Dil Dhadakne Do..
Zindagi ke sau rang hain
Ye baat sun lo, jaan lo
Sabke apne hi dhang hain
Ye baat samjho, maan lo
Koi jo khoya khoya hai toh kyun na ho
Koi jo badla-badla hai toh kyun na ho

Uh o..
Har dil ki apni hi taal hai
Apna hi ek raag hai
Har dil ki apni dhadkane
Apni hi ek aag hai
Jazbaat pighle pighle hain toh kyun na ho
Khayalaat behke behke hain toh kyun na ho
Dil.. dhadakne do
Dil.. Dhadakne Do..
Dil dhadakne do...

Duniya jo bura maane banke tum anjaane
Dil.. dhadakne do...
Uh aah aah o..
Dil.. dhadakne do...
Dil Dhadakne Do..

Ho sapne jo hai sajaane
Thode se bano deewaane
Duniya jo bura maane banke tum anjaane
"Log kya kahenge?"
Chhodo saare aise tum bahaane

Dil Dhadakne Do..


Wednesday, April 29, 2015

Mann Kunto Maula

Song: Mann Kunto Maula
Movie: Gunday (2014)
Singers: Altamash Faridi, Shadab Faridi
Lyrics: Irshad Kamil
Music: Sohail Sen


Aa... aa... a aa... aa...
Maula.. Ali.. Ali Maula..

Gunaah mere bade hain
Hai tera dil bhi bada
Gunaah mere bade hain
Hai tera dil bhi bada
Yaqeen hai maaf karega
Tabhi hoon dar pe khada

Mann Kunto Maula.. Maula Ali Ali..
Mann Kunto Maula..
Maula Ali Ali.. Maula Ali Ali..
Mann Kunto Maula.. 
Ali.. Maula.. Maula..

Tera dar hai, mera sar hai
Tera dar hai, mera sar hai

Tu mera mushkil kusha
Tu mera Ali Wali..
Tu mera mushkil kusha
Tu mera Ali Wali...

Mann Kunto Maula.. 
Fa haaza Ali-Un Maula
Mann kunto maula.. 
Fa haaza Ali-Un Maula

Tere baghair jo guzre woh zindagi kya hai
Tu agar saath ho mujhko to phir kami kya hai

Aana... dere na re na na.. More nena..

Tere baghair jo guzre woh zindagi kya hai
Tu agar saath ho mujhko to phir kami kya hai
Raah mushkil mein bhi main hadd se guzar jaaunga
Tu agar sath na ho to main kidhar jaaun na

Mann Kunto Maula.. 
Fa haaza Ali-Un Maula
Mann Kunto maula.. 
Fa haaza Ali-Un Maula

Mann Kunto Ali Maula..
Mann Kunto Ali Maula..
Mann Kunto Ali Maula..
Fa haaza Ali-Un Maula Maula
Mann Kunto Ali maula..
Ali Maula Maula.. Ali Maula..

Mann Kunto Ali Maula..... (x6)


Tuesday, April 28, 2015

Saaiyaan

Song: Saaiyaan
Movie: Gunday (2014)
Singer: Shahid Mallya
Lyrics: Irshad Kamil
Music: Sohail Sen



Kal Meera tadpi Kaanha ko
Sab laaj samaaj ganwaai re
Ab prem mein tadpan tarsan ki
Hai baari Kaanha ki aayi re

Mori jaan gayi (mori jaan gayi)
O.. tora khel hua (tora khel hua)
Mujh se main rootha
Mujh mein main toota..

O.. mujh se main rootha
Mujh mein main toota
Mujhko maine ishq wafaa mein
Khud hi hai loota (khud hi hai loota..)

Lut-lut ke.. lut-lut ke..
Jeena hai marna baanke yaar bina

Saaiyaan.. hun main ki karaan
Saaiyaan.. jee laan ya maraan
Saaiyaan.. Rab mujhse khafaa
Saaiyaan.. (x2)

Mujh se main rootha
Mujh mein main toota
Mujhko maine ishq wafaa mein
Khud hi hai loota
Lut-lut ke.. lut-lut ke..
Jeena hai marna baanke yaar bina

Saaiyaan.. hunn main kee karaan
Saaiyaan.. jee laan ya maraan
Saaiyaan.. Rab mujhse khafa
Saaiyaan.. (x2)

Ho.. sapnon ke sheeshe toote
Dukh ki daraar se
Chaah ke bhi nikle na mann majhdhar se
Koi bhi na bole aur koi bhi bulaaye na
Phir bhi aawaazein sune baadlon ke paar se
Rus-rus ke.. rus-rus ke..
Mann se mann jaana khud hi yaar bina

Saaiyaan.. hunn main kee karaan
Saaiyaan.. jee laa ya maraan
Saaiyaan.. Rab mujhse khafa
Saaiyaan.. (x2)


Asalaam-e-Ishqum

Song: Asalaam-e-Ishqum
Movie: Gunday (2014)
Singers: Neha Bhasin, Bappi Lahiri
Lyrics: Irshad Kamil
Music: Sohail Sen


Ishq hai woh aatish Ghalib
Jo jalaaye ne jale
Bujhaaye na bujhe

Apni salamati hai maangti
Tujhse nazar o naazani
Salaam se naakaam se
Dil ki kayi baatein bani

Asalam-e-Ishqum yaara
Asalam-e-Ishqum (x4)

Ho meri aadayein teer hain
Haan meri aadayein teer hain
Meri aadayein teer hain
Mere yaar nishaana tum
Asalaam-e-Ishquum yaara
Asalaam-e-Ishquum
Asalaam-e-Ishquum yaara
Asalaam-e-Ishquum

Apni salamati hai maangti
Tujhse nazar oh naazani
Salaam se nakaam se
Dil ki kayi baatein bani

Haan maar de ya chhod de tu
Rakh le dil ya tod de tu
Aisa koi mod de tu
Zindagi mein ho mazaa

Hey.. aaj hai angdaiyon mein
Mill kabhi tanhaiyon mein
Husn ki parchhaiyon mein
Khoobsoorat ho fiza

Hey husn gali mein senkdon
Re Husn gali mein senkdon
Husn gali mein senkdon
Deewane ho gaye gum
Assalaam-e-Ishqum yara
Assalaam-e-Ishqum
Assalaam-e-Ishqum yara
Assalaam-e-Ishqum

Soch koi raat aisi
Raat mein ho baat aisi
Baat mein barsaat aisi
Jisme bheege manchala

Hey raat ka tanha safar ho
Ishq apne zor par ho
Karwatein kuch humsafar ho
Aag bin ho tan jalaa

Haan ek baar dhuein se husn ke
Ek baar dhuein se husn ke
Ek baar dhuein se husn ke
Thoda sa bhar lo dum
Asalaam-e-Ishqum yaara
Asalaam-e-Ishqum
Asalaam-e-Ishqum yaara
Asalaam-e-Ishqum

Apni salamati hai maangti
Tujhse nazar o naazani
Salaam se naakaam se
Dil ki kayi baatein bani

Asalam-e-Ishqum yaara
Asalam-e-Ishqum... (x4)


Sunday, September 22, 2013

Dil Kya Kare

Song : Dil Kya Kare
Movie : Salaam-E-Ishq
Music : Shankar Ehsaan Loy
Lyrics : Sameer
Singers : Adnan Sami



Silli Silli Tapti Raaton Mein
Jalton Hoon Mein Barsaton Mein
Dooba Dooba Har Pal Yaadon Mein
Dil Kya Kare
Apney Mein Hi Khoya Rehta Hoon
Kehna Hai Kuch Kuch Kehta Hoon
Pain Ajab Sa Sehta Hoon Dil Kya Kare
Ho... Aankhon Aankhon Mein
Ho... Baaton Baton Mein
Ho... Le Gaya Koi
Ho... De Gaya Koi
Salaam-E-Ishq Ishq Ishq Salaam-E-Ishq

Din Bhar Kuch Miss Karta Hoon
Jaane Kaise Khwaahish Karta Hoon
Bheed Mein Tanha Rehta Hoon
Dil Kya Kare
Bhool Gaya Main Din Saal Mahina
January Mein Bhi Aaye Pasina
Aata Hai Aaraam Kahin Na Dil Kya Kare
Ho...Aankhon Aankhon Mein
Ho... Baaton Baton Mein
Ho... Le Gaya Koi Hoooo
Ho... De Gaya Koi
Salaam-E-Ishq Ishq Ishq Salaam-E-Ishq

Ho ..Main Jo Baithoon Toh Baitha Rahoon
Der Tak Chal Padoon Toh Mein Chalta Rahoon Door Tak
Ho... Chaayi Bekaraari Udd Gaye Totey
Hanss Deta Hoon Rotey Rotey
Memory Mein Koi Jaagtey Sotey
Dil Kya Kare
Ho... Aankhon Aankhon Mein
Ho... Baaton Baton Mein Hooo
Ho... Le Gaya Koi
Ho... De Gaya Koi
Salaam-E- Ishq Ishq Ishq Salaam-E-Ishq

Hoo...Raaastey Bhool Jata Hoon Mein
Kyon Bhalla
Bewajaah Gungunaata Hoon Mein
Kyon Bhalla
Nikloon Mein Phati Jeans Phenke
Shirt Ke Na Hosh Button Ke
Bajjte Hain Sab Sur Dhadkan Ke Dil Kya Kare
( Ho... Aankhon Aankhon Mein
Ho... Baaton Baton Mein
Ho... Le Gaya Koi
H... De Gaya Koi
Salaam-E- Ishq Ishq Ishq Salaam-E-Ishq )…(2)…

Tenu Leke Main Javanga

Song : Tenu Leke Main Javanga
Movie : Salaam-E-Ishq
Music : Shankar Ehsaan Loy
Lyrics : Sameer
Singers : Sonu Nigam, Mahalaxmi Iyer





Hey Ya... Hey Ya...
( Hey Ya Heeriye Sehra Baandh Ke Main Toh Aaya Re
Hey Ya Doli Baarat Bhi Saath Mein Main Toh Laaya Re )… (2)
Ab Toh No Hota Hai Ek Roz Intezaar
Soni Aaj Nahi Toh Kal Hai Tujhko Toh Bas Meri Honi Re
Tenu Leke Main Javanga, Dil Deke Main Javanga… (2)

Hey Ya... Hey Ya...
Aa Keh De Zamane Se, Tu Mere Ishq Ki Hai Daastaan
Hey Ya... Hey Ya...
O Jaaniya Keh De Bahaane Se
Main Tera Jism Hoon, Tu Meri Jaan
Kuch Na Chupa
Mushkilon Se Milta Hai Aisa Sona Pyar
Soni Cheez Tere Jaisi Na Mujhko Na Mujhko Khoni Re
Tenu Leke Main Javanga, Dil Deke Main Javana… (2)

Jaan Aise Na Tadpa Ke Dekh Le Madhbhare Andaaz Se
Hey Ya... Hey Ya...
O Jaan Tu Awaaz Ko Apni Aa Mila Ab Meri Awaaz Se
Are Haan Keh De Haan
Kar Diya Hai Tune Mujhko Yun Bekaraar
Maahi Keh Diya Duniya Se Main Teri Main Teri Ho Gayi Re
Tere Naal Mein Aavaangi, Sasooral Mein Jaavaangi
Hey Tenu Leke Main Javanga, Dil Deke Main Javanga
Hey Ya... Hey Ya...

ad

In Association with Amazon.in