Showing posts with label Rahat Fateh Ali Khan. Show all posts
Showing posts with label Rahat Fateh Ali Khan. Show all posts

Saturday, July 29, 2017

Mere Rashk E Qamar

Song: Mere Rashk E Qamar
Movie: Baadshaho (2017)
Singer: Nusrat Fateh Ali KhanRahat Fateh Ali Khan
New Lyrics: Manoj Muntashir
Music Recreated: Tanishk Bagchi
Film Directed: Milan Luthria

Mere Rashk E Qamar Tu Ne Pehli Nazar
Jab Nazar Se Milaayi Maza Aagaya
Barq Si Gir Gayi Kaam Hee Kar Gayi
Aag Aisee Lagaayi Maza Aagaya

Jaam Mein Ghoul Kar Husan Ki Mastiyaan
Chaandni Muskurai Maza Aagaya
Chaand Ke Sa'ay Mein Ay Mere Saaqiya
Tu Ne Aisee Pilaayi Maza Aagaya

Nasha Sheeshe Mein Angrai Laine Laga
Bazm E Rindaan Mein Saagar Khanakne Laga
Maikade Pe Barasne Lagi Mastiyaan
Jab Ghata Gir Ke Chaayi Maza Aagaya


Be Hijabaana Wo Saamne Aagaye
Aur Jawaani Jawaani Se Takra Gayi
Aankh Unki Laree Yoon Meri Aankh Se
Daikh Kar Ye Laraai Maza Aagaya


Aankh Mein Thee Hayaa Her Mulaqaat Par
Surkh Aariz Hu'ay Wasl Ki Baat Par
Us Ne Sharma Ke Mere Sawaalat Pe
Aise Gardan Jhukaayi Maza Aagaya

Shaikh Sahib Ka Imaan Bik He Gaya
Daikh Kar Husn E Saqi Pigal He Gaya
Aaj Se Pehle Ye Kitne Maghroor The
Lut Gayi Parsaayi Maza Aagaya

Thursday, May 28, 2015

Tere Bina

Song: Tere Bina
Movie: Tezz (2012)
Singers: Rahat Fateh Ali Khan
Music Director: Sajid-Wajid


Tere bina tere bina dil naiyyo lagdaMera dil naiyyo lagda
Tere bina tere bina dil naiyyo lagda
Mera dil naiyyo lagda

Tu hi meri, hai zindagi
Tu hi meri, hai har khushi :)
Tu hi meri, hai bandgi

Kaise kahoon? kahaan jaaun?
Kise karoon sajda?
Haan, kise karoon sajda?
Tere bina tere bina dil naiyyo lagda aa
Mera dil naiyyo lagda
Kaise kahoon? kahaan jaaun?
Kise karoon sajda?
Haan, kise karoon sajda?

Teri kasam teri kasam jaan-e-jaana
Teri liye tere liye, main deewana
Kaise jiyein kaise jiyein ye batana
Maut bhi mujhko naa aaye - [x2]

Tu hi meri, hai zindagi
Tu hi meri, hai har khushi
Tu hi meri, hai bandgi
Tere bina tere bina dil naiyo lagda
Mera dil naiyo lagda

Maahi mera maahi mera sona-sona
Rabba mere rabba mere hai salona
Tere siva mera koi naa honaa
Yaad teri kitnaa sataye - [x2]

Tu hi meri, hai zindagi
Tu hi meri, hai har khushi
Tu hi meri, hai bandgi

Tere bina tere bina dil naiyyo lagda
Mera dil naiyyo lagda
Kaise kahoon? kahaan jaaun?
Kise karoon sajda?
Haan, kise karoon sajda?

Tera Deedar Hua

Song: Tera Deedar Hua
Movie: Jannat 2 (2012)
Singer: Rahat Fateh Ali Khan | Javed Ali
Lyricist: Sanjay Masoomm
Music: Pritam Chakraborty

Yun tera muskurana :) Aur aake chale jaana

Yun tera muskurana aur aake chale jaana
Kismat ka hai khul jaana
Tera Deedar Hua, pehla sa pyar hua
Pehli hi baar hua iss dil ko
Naa toh inkaar hua
Naa hi iqraar hua
Jaane kya yaar hua iss dil ko 
(x2 times)

Re ga ra re.....


Tujhse mila toh jaagi duaayein
Aur nazaro ne sajda kiya
Jannat zameen par aayi utar ke
Khushiyon ne jaise chun sa liya 
(x2 times)

Har manzar dilnasheen hai
Tu hi tu har kahin hai
Oh.. teri ye rajayein toh hai qatilana

Tera Deedar Hua, pehla sa pyar hua
Pehli hi baar hua iss dil ko
Naa toh inkaar hua
Naa hi iqraar hua
Jaane kya yaar hua iss dil ko

Tere bina tanha tha hardam
Hothon pe hardam thi tishnagi
Maqsad nahi tha, sapne nahi thay
Thi zindagi mein aawargi
Tu mera rehnuma hai
Manzil hai raasta hai
O mere liye tu toh jaise
Rab ka hai nazrana

Tera Deedar Hua, pehla sa pyar hua
Pehli hi baar hua iss dil ko
Naa toh inkaar hua
Naa hi iqraar hua
Jaane kya yaar hua iss dil ko

Yun tera muskurana aur aake chale jaana
Yun tera muskurana aur aake chale jaana
Kismat ka hai khul jaana
Tera Deedar Hua, pehla sa pyar hua
Pehli hi baar hua iss dil ko
Naa toh inkaar hua
Naa hi iqraar hua
Jaane kya yaar hua iss dil ko


Tuesday, May 26, 2015

Sajna Ve

Song: Sajna Ve
Movie: Life Is Beautiful (2014)
Singer: Rahat Fateh Ali Khan
Music: John Hunt
Lyrics: Vimal Kashyap


Saajan saajan main karun
Mhaaro saajan jeev jadi
Soorat likha doon, jood le
Baachun ghadi ghadi

Mann baawra hua jaa raha
Kaisi lagan ye lagi
Mujhme kahin bhi main nahin
Tu hi tu hai mujhme har kahin (x2)

Sajna ve, Sajna Ve
Rabba tu hi apna ve
Dekhe mere naina jisey
Tu hi woh sapna ve (x2)

Kisi raah bhi main chalun
Tujhse main aa ke milun
Deedar karke tera,
Taaron ki tarah main khilun

Aa..
Khataa maaf rabba kare
Sajde mein tere jhukun
Teri ek hansi pe yaara
Bina mol hi main bikun

Sajna ve, Sajna ve
Rabba tu hi apna ve
Dekhe mere naina jisey
Tu hi woh sapna ve (x2)

(Sargam)

Noor chaand mein hai naya
Nayi hai fiza mein nami
Tum jo aaye thhe naa meri
Zindagi mein thi har kami

Aa..
Jab se teri sangat hui
Duniya meri jannat hui
Badalne lagi rut jaise
Khuda ki ibaadar hui

Sajna ve, Sajna ve
Rabba tu hi apna ve
Dekhe mere naina jisey
Tu hi woh sapna ve (x2)

Mann baawra hua jaa raha
Kaisi lagan ye lagi
Mujhme kahin bhi main nahin
Aa.. tu hi tu hai mujhme har kahin

Sajna ve, Sajna ve
Rabba tu hi apna ve
Dekhe mere naina jisey
Tu hi woh sapna ve (x2)


Tuesday, April 28, 2015

Allah Jaane

Song: Allah Jaane
Movie: Teri Meri Kahaani (2012)
Singer: Rahat Fateh Ali Khan 
Composed by- Sajid - Wajid 


Mere dil pe fateh lehraane
Meri rooh ko bhigaane
Da da sa sa re sa.. sa re sa...

Mere dil pe fateh lehraane
Meri rooh ko bhigaane
Yeh noor kahaan se aaya
Iss baat ko Allah jaane
Jaane Allah jaane
Jaane Maula jaane
Iss baat ko Allah jaane

Mere dil pe fateh lehraane
Meri rooh ko bhigaane
Yeh noor kahaan se aaya
Iss baat ko Allah jaane
Jaane Allah jaane
Jaane Maula jaane
Iss baat ko Allah jane
Iss baat ko Maula jane

Dagmagane laga hai
Guroor bhi sharabi ho gaya
Mit gayi meri hasti
Koi husn inquilabi ho gaya
Tirchhe kuch teer chalaane
Ghayal kar de nazraane
Yeh dard kahaan se aaya
Iss baat ko Allah jaane
Jaane Allah jaane
Jaane Maula jaane
Iss baat ko Allah jaane
Iss baat ko Maula jaane

Allah jaane haye
Maula jaane
Allah jaane hoye
Maula jaane
Allah jaane


Kuch toh mila hai aaj hawa mein
Saanson mein ghunghru kaise khananan
Aasmaan hai pairon ke neeche
Warna zameen pe kaise neelapan
Haar ke jeetne ka silsila mill gaya
Jannatein mill gayi ya Khuda mill gaya
Aa rubaru mere rubaru
Kya noor hai mere rubaru
Iss baat ko Allah jaane
Iss baat ko Maula jaane

Mere dil pe fateh lehraane
Meri rooh ko bhigaane
Yeh noor kahaan se aaya
Iss baat ko Allah jaane
Jaane Allah jaane
Jaane Maula jaane
Iss baat ko Allah jaan


Dil Ka Mizaaj Ishqiya

Song: Dil Ka Mizaaj Ishqiya
Movie: Dedh Ishqiya (2014)
Singer: Rahat Fateh Ali Khan
Lyrics: Gulzar
Music: Vishal Bhardwaj

Ruk ruk ke kehte hain
Jhuk jhuk ke rehte hain

Ruk ruk ke kehte hain
Jhuk jhuk ke rehte hain
Dil ka mizaaj ishqiya
Dil ka mizaaj ishqiya

Tanha hain logon mein
Logon mein tanhaayi
Dil ka mizaaj ishqiya

Chotein bhi khaaye aur gungunaaye
Aisa hi tha ye, aisa hi hai ye
Masti mein rehta hai
Mastaana saudayi
Dil ka mizaaj ishqiya

Sharmeela sharmeela 
Parde mein rehta hai
Dardon ke chhonke bhi
Chupke se sehta hai
Nikalta nahi hai gali se kabhi
Nikal jaaye to dil bhatak jaata hai
Arey bachcha hai aakhir bahek jaata hai

Khwaabon mein rehta hai
Bachpan se harjaai
Dil ka mizaaj ishqiya
Dil ka mizaaj ishqiya..

Gusse mein bal khaana
Ghairon se jal jaana
Mushqil mein aaye to waadon se tal jaana
Ulajhne ki isko yun aadat nahi
Magar bewafari sharafat nahi
Ue jazbaati ho ke chhalak jaata hai

Ishq mein hoti hai thodi si garmaai
Dil ka mizaaj ishqiya
Arey dil ka mizaaj ishqiya..

Ruk ruk ke.. ishqiya!
Jhuk jhuk ke.. ishqiya!

Ruk ruk ke kehte hain (kehte hain)
Jhuk jhuk ke rehte hain (rehte hain)
Ish.. ish.. ishqiya

Ishqiya
Ishqiya...


Thursday, August 22, 2013

Main Jahaan Rahoon Main Kahin Bhi Hoon

Song : Main Jahaan Rahoon, Main Kahin Bhi Hoon
Movie : Namastey London
Music : Himesh Reshammiya
Lyrics : Javed Akhtar
Singers : Rahat Fateh Ali Khan, Krishna & Himesh Reshammiya




Main Jahaan Rahoon Main Kahin Bhi Hoon
Teri yaad saaath hai... (2)

Kisi se kahoon
Ke nahi kahoon
Yeh jo dil ki baat hai
Kehne ko saath apane ek duniya chalti hai
Per chhupke is dil mein tanhaayi palti hai
Bas yaad saath hai
Teri yaad saaath hai... (3)
Main jahaan rahoon
Main kahin bhi hoon
Teri yaad saaath hai

Kahin to dil mein yaadon ki
Ek suli gad jaati hai
Kahin har ek tasveer bhahut hi dhondhali pad jati hai
Koi nayi duniya ke naye rango mein khush rehta hai
Koi sab kuch paake bhi yeh mann hi mann kehta hai
Kehne ko saath apane ek duniya chalti hai
Per chhupke is dil mein tanhaayi palti hai
Bas yaad saath hai
Teri yaad saaath hai... (3)

Kahin to beete kal ki jadein
Dil mein hi utar jaati hai
Kahin jo dhage tute to malaayen bhikar jaati
Koi dil mein jagah nayi, baaton ke liye rakhta hai
Koi apni palko par yaadon ke diye rakhta hai
Kehne ko saath apane ek duniya chalti hai
Per chhupke is dil mein tanhaayi palti hai
Bas yaad saath hai
Teri yaad saaath hai... (3)

Wednesday, August 21, 2013

Tum Jo Aaye

Song : Tum Jo Aaye
Movie : Once Upon a time in Mumbaai(2010)
Music : Pritam Chakraborty
Lyrics : Irshad Kamil
Singers : Rahat Fateh Ali Khan & Tulsi Kumar




Paaya maine, paaya tumhe, rab ne milaya tumhe,
honthon pe sajaya tumhe, nag mein sagaya tumhe
Paaya maine, paaya tumhe, sab se chupaya tumhe,
sapna banaya tumhe, neendhon mein bulaya tumhe.

Tum Jo Aaye zindagi mein baat ban gayi
Ishq mazhab, ishq meri zaat ban gayi

Paaya maine, paaya tumhe, rab ne milaya tumhe,
honthon pe sajaya tumhe, nag mein sagaya tumhe
Paaya maine, paaya tumhe, sab se chupaya tumhe,
sapna banaya tumhe, neendhon mein bulaya tumhe.

Ho tum jo aaye zindagi mein baat ban gayi
Sapne teri chahaton ke, sapne teri chahaton ke
Dekhti hoon ab gayi
Din hai sona aur chaandi raat ban gayi
Hoo tum jo aaye zindagi mein baat ban gayi

Paaya maine, paaya tumhe, rab ne milaya tumhe,
honthon pe sajaya tumhe, nag mein sagaya tumhe
Paaya maine, paaya tumhe, sab se chupaya tumhe,
sapna banaya tumhe, neendhon mein bulaya tumhe.

Chahaton ka mazaa, faasalon mein nahin
Aa chupa loon tumhe hauslon mein kahin
Sab se upar likha, hai tere naam ko
Khwaishon se jude silsilon mein kahin

Khwaishein milne ki tumse, khwaishein milne ki tumse
Roz hoti hai nayi
Mere dil ki jeet meri baat ban gayi
Hoo tum jo aaye zindagi mein baat ban gayi

Paaya maine, paaya tumhe, rab ne milaya tumhe,
honthon pe sajaya tumhe, nag mein sagaya tumhe
Paaya maine, paaya tumhe, sab se chupaya tumhe,
sapna banaya tumhe, neendhon mein bulaya tumhe.

Zindagi bewafa hai yeh maana magar
Chod kar raah mein jaoge tum agar
Cheen launga main aasman se tumhe
Soona hoga na yeh, do dilon ka nagar

Raunke hain dil ke dar pe, raunke hain dil ke dar pe
Dhadkane hain surmayi
Meri kismat bhi tumhari, saath ban gayi
Hoo tum jo aaye zindagi mein baat ban gayi
Ishq mazhab, ishq meri zaat ban gayi
Sapne teri chahaton ke, sapne teri chahaton ke
Dekhti hoon ab gayi
Din hai sona aur chaandi raat ban gayi
Hoo tum jo aaye zindagi mein baat ban gayi.

Paaya maine, paaya tumhe, rab ne milaya tumhe,
honthon pe sajaya tumhe, nag mein sagaya tumhe
Paaya maine, paaya tumhe, sab se chupaya tumhe,
sapna banaya tumhe, neendhon mein bulaya tumhe
Paaya maine, paaya tumhe, rab ne milaya tumhe,
honthon pe sajaya tumhe, nag mein sagaya tumhe
Paaya maine, paaya tumhe, sab se chupaya tumhe,
sapna banaya tumhe, neendhon mein bulaya tumhe.

Sunday, August 18, 2013

Jau Kahan

Song : Jau Kahan
Movie : Billu
Music : Pritam Chakraborty
Lyrics : Gulzar
Singers : Rahat Fateh Ali Khan



Kab Se Usko Dhondta Hoon, Bhegi Palko Se Yahan
Ab Jane Woh Kahan Hai, Tha To Mera Ashiyan... (2)
Rabba Mere Mujhko Bata, Haaye De Mujhe Kyon Yeh Saza
Ab Sare Bandhan Thod Ke, Yaadon Ko Tanha Chod Ke
Mein Ghum Se Rista Jod Ke Jau Kahan... (2)

Ek Chhota Ssa Jahan, Chand Khushiyon Se Bhara
Usko Mujhse Cheen Kar Hai, Mil Gaya Tujhko Bhi Kya... (2)
Abb Hai Fakat Sirf Jaan, Kar Dun Mein Woh Bhi Aata
Ab Sare Bandhan Thod Ke, Yaadon Ko Tanha Chod Ke
Mein Ghum Se Rista Jod Ke Jau Kahan... (2)

Waqt Ke Kitne Nishaan Hai, Zarei Zarei Mein Yahan
Doston Ke Saath Ke Pal, Kuch Hasen Kuch Gumjyda... (2)
Sab Hua Abb To Fanna.., Bas Raha Baki Dhuan..
Ab Sare Bandhan Thod Ke, Yaadon Ko Tanha Chod Ke
Mein Ghum Se Rista Jod Ke Jau Kahan... (2)

Kab Se Usko Dhondta Hoon, Bhegi Palko Se Yahan
Ab Jane Woh Kahan Hai, Tha To Mera Ashiyan
Rabba Mere Mujhko Bata, Haaye De Mujhe Kyon Yeh Saza
Ab Sare Bandhan Thod Ke, Yaadon Ko Tanha Chod Ke
Mein Ghum Se Rista Jod Ke Jau Kahan... (4)

chaahat

Song : Chaahat
Movie : Blood Money
Music : Jeet Ganguly
Lyrics : Kumaar
Singers : Rahat Fateh Ali Khan



Main toh bas teri chaahat mein chahoon rehna sada
Main toh bas teri kurbat mein chahoon rehna sada
Saaya bhi tera main, hone na doon juda
Maine tay kar liya
Tere ishq pe, tere waqt pe
Bas haqq hai ik mera
Teri rooh pe, tere jism pe
Bas haqq hai ik mera... (3)
Main toh bas teri chaahat mein chahoon rehna sada
Main toh bas teri kurbat mein chahoon rehna sada

Yaadon mein tujhko rakhun
Baatein bhi teri karoon
Itna deewana hoon tera
Hoo raaton mein jaaga karoon
Din bhar batakta rahoon
Main toh yahaan se bas wahaan
Tere ishq pe, tere waqt pe
Bas haqq hai ik mera
Teri rooh pe, tere jism pe
Bas haqq hai ik mera... (3)
Main toh bas teri chaahat mein chahoon rehna sada
Main toh bas teri kurbat mein chahoon rehna sada

Baahon mein tujhko rakhun
Dhadkan mein teri sunoon
Aa itna nazdeek aa zara
Hoo jisme duaayein rahe
Har dum wafaayein rahe
Doon tujhko aisa ik jahan
Tere ishq pe, tere waqt pe
Bas haqq hai ik mera
Teri rooh pe, tere jism pe
Bas haqq hai ik mera... (3)
Main toh bas teri chaahat mein chahoon rehna sada
Main toh bas teri kurbat mein chahoon rehna sada
Saaya bhi tera main, hone na doon juda
Maine tay kar liya

Teri Meri

Song : Teri Meri
Movie : Bodygaurd
Music : Himesh Reshammiya
Lyrics : Shabbir Ahmed
Singers : Rahat Fateh Ali Khan & Shreya Ghoshal



Aa ….
Teri Meri, Meri Teri Prem Kahani Hai Mushkil
Do Lafzon Mein Yeh Bayaan Na Ho Paaye
Ik Ladka, Ik Ladki Ki Yeh Kahani Hai Nayi
Do Lafzon Mein Yeh Bayaan Na Ho Paaye

Teri Meri, Meri Teri Prem Kahani Hai Mushkil
Do Lafzon Mein Yeh Bayaan Na Ho Paaye
Ik Dooje Se Hue Judaa, Jab Ik Dooje Ke Liye Bane
Teri Meri, Meri Teri Prem Kahani Hai Mushkil
Do Lafzon Mein Yeh Bayaan Na Ho Paaye
Aa ….

Tumse Dil Jo Lagaya, Toh Jahaan Maine Paaya
Kabhi Socha Na Tha Yun, Meelon Door Hoga Saaya
Kyun Khuda Tune Mujhe Aisa Khwaab Dikhaya
Jab Haqeeqat Mein Usse Todna Tha
Aa ….

Ik Dooje Se Hue Judaa, Jab Ik Dooje Ke Liye Bane
Teri Meri, Meri Teri Prem Kahani Hai Mushkil
Do Lafzon Mein Yeh Bayaan Na Ho Paaye

Teri Meri Baaton Ka Har Lamha Sab Se Rangjaana
Do Lafzon Mein Yeh Bayaan Na Ho Paaye
Har Ehsaas Mein Tu Hai, Har Ik Yaad Mein Tera Afsaana
Do Lafzon Mein Yeh Bayaan Na Ho Paaye

Aa ….

Saara Din Bit Jaaye, Saari Raat Jagaaye
Bas Khayal Tumhara, Lamha Lamha Tadpaaye
Yeh Tadap Keh Rahi Hai Mit Jaaye Faasle
Yeh Tere Mere Darmeyaan Hai Jo Saare

Ik Dooje Se Hue Judaa Jab Ik Dooje Ke Liye Bane
Teri Meri Baaton Ka Har Lamha Sab Se Anjaana
Do Lafzon Mein Yeh Bayaan Na Ho Paaye
Har Ehsaas Mein Tu Hai Har Ik Yaad Mein Tera Afsaana
Do Lafzon Mein Yeh Bayaan Na Ho Paaye
Teri Meri, Meri Teri Prem Kahani Hai Mushkil
Do Lafzon Mein Yeh Bayaan Na Ho Paaye.

Chalao Na Naino Se

Song : Chalao Na Naino Se
Movie : Bol bachchan
Music : Himesh Reshammiya
Lyrics : Shabbir Ahmed
Singers : Himesh Reshammiya, Shreya Ghoshal & Rahat Fateh Ali Khan




Chalao Na Naino Se baan re
Jaan le lo na jaan re
Jaan le lo na jaan re

Chalao na naino se baan re
Chalao na naino se baan re
Jaan le lo na jaan re
Jaan le lo na jaan re
Kahin nikal na jaaye... (4)
Humri body se, humri body se
Humri body se praan re umm
Humri body se praan re umm

Chalao na naino se baan re
Chalao na naino se baan re
Jaan lelo na jaan re

Jaan lelo na jaan re, jaan lelo na jaan re

Shaamil na ho... (4)
Humra bhooton mein
Humra bhooton mein
Humra bhooton mein naam re umm
Humra bhooton mein naam re umm

Chalao na naino se baan re
Jaan le lo na jaan re

Maare gulati haye mora jiya
Mori kalaayi na modh piya
Maare gulati haye mora jiya
Mori kalaayi na modh piya
Tori kalaayi na chodenge hum
Tore bin hum adhoore hai raam kasam

Kahin nikal na jaaye... (4)
Humri body se
Humri body se
Humri body se praan re umm
Humri body se praan re umm

Chalao na naino se baan re
Chalao na naino se baan re
Jaan le lo na jaan re
Jaan le lo na jaan re
Umm umm umm umm

Vaani teri badi garma garam
Jaa besharam mohe aaye sharam
Vaani teri badi garma garam
Jaa besharam mohe aaye sharam

Sharmo haya ki chodo fikar
Zindagi chaar din ki mere humsafar

Kahin nikal na jaaye... (4)
Humri body se
Humri body se
Humri body se praan re umm
Humri body se praan re umm
Chalao na naino se baan re
Chalao na naino se baan re
Jaan le lo na jaan re
Jaan le lo na jaan re

Shaamil na ho... (4)
Humra bhooton mein
Humra bhooton mein
Humra bhooton mein naam re umm
Humra bhooton mein naam re umm
Chalao na naino se baan re
Jaan lelo na jaan re... (4)

Saturday, August 17, 2013

Zindagi Yeh Safar Mein Hai

Song : Zindagi Yeh Safar Mein Hai
Movie : Dil kabaddi
Music : Sachin Gupta
Lyrics : Sachin Gupta
Singers : Rahat Fateh Ali Khan




Hmmm Hmmmmm Hm Hm
Hmmm Hmmmmm Hm Hm
Zindagi Yeh Safar Mein Hai, Kat Raha Hai Rasta... (2)
Hum Safar To Hai Magar, Manzileee Hai Juda Juda... (2)
Zindagi Yeh Safar Mein Hai, Kat Raha Hai Rasta... (2)
Hum Safar To Hai Magar, Manzileee Hai Juda Juda... (2)

Hmmm Hmmmmm Hm Hm
Hmmm Hmmmmm Hm Hm
Aansuno Ki Dhoop Mein..., Koi Chal Raha Idhar..
Aansuno Ki Dhoop Mein, Koi Chal Raha Idhar
Kehkhaho Ki Chau Mein, Koi Chal Raha Udhar
Koi Kisi Se Gum Hua, Koi Kisi Ko Mil Gaya... (2)
Hum Safar To Hai Magar, Manzileee Hai Juda Juda... (2)
Sa Ni Ni Sa, Ni Sa Ni Sa, Sa Re Re Re
Sa Ni Ni Sa, Ni Sa Ni Sa, Sa Re Re Re
Sa Ni Ni Sa, Ni Sa Ni Sa, Sa Re Re Re
Ni Pa Ni Pa Ni, Pa Ni Pa Ni Sa
Sa Ni Ni Sa, Ni Sa Ni Sa, Sa Re Re Re
Sa Ni Ni Sa, Ni Sa Ni Sa, Sa Re Re Re
Sa Ni Ni Sa, Ni Sa Ni Sa, Sa Re Re Re
Sa Re Re Pa Re Re, Ma Re Re Sa

Hai Milan Ki Chahtein..., Fasle Hai Darminyan..
Hai Milan Ki Chahtein, Fasle Hai Darminyan
Dhakane To Ek Hai, Phir Bhi Hai Yehj Dooriyan
Koi Kisi Ko Hai Chahata, Koi Kisi Se Hai Khafa... (2)
Hum Safar To Hai Magar, Manzileee Hai Juda Juda... (2)
Zindagi Yeh Safar Mein Hai, Kat Raha Hai Rasta... (2)
Hum Safar To Hai Magar, Manzileee Hai Juda Juda... (2)

Dagabaaz Re

Song : Dagabaaz Re
Movie : Dabangg2
Music : Sajid-Wajid
Lyrics : Sameer, Jalees Sherwani, Ashraf Ali and Irfan Kamal
Singers : Rahat Fateh Ali Khan, Shreya Ghoshal




Dagabaaz Re Haaye Daghabaaz Re
Tore Naina Bade Dagabaaz Re
Derena Derena Derena...

Ho Tore Naina... Haaye
Naina Naina Naina Haaye

Dagabaaz Re Haaye Dagabaaz Re
Tore Naina Bade Dagabaaz Re
Kal Mile.. Ha Kal Mile Haaye
Kal Mile Ee Humka Bhool Gaye Aaj Re
Haaye Dagabaaz Re, Haaye Dagabaaz Re
Tore Naina Bade Dagabaaz Re
Dagabaaz Dagabaaz Dagabaaz Re
Tore Naina Bade Dagabaaz Re

Kaahe Khafa Aise Chulbul Se Bulbul
Kaahe Na Tu Maane Batiya Haaye (X2)

Kaahe Pada Peechhe Jaane De Bairi
Main Jaanu Kya Tori Khatiya Haaye

Zindagi Apni Hum Toka Daan Deyi De
Muskura Ke Jo Maange Praan Deyi De
Kal Mile... Ho Kal Mile Haaye
Kal Mile Ee Humka Bhool Gaye Aaj Re
Haaye Dagabaaz Re, Haaye Dagabaaz Re
Tore Naina Bada Dagabaaz Re
Derena Derena Derena... Dere Na
Tohre Naina Daga Daga Daga Dagabaaz Re
Hai Dagabaaz Re, Naina Re

Darta Jahaan Humse, Hum Tose Darte
Ee Sab Jaane Mori Raniya Haaye (X2)

Maska Lagaao Naa Chhodo Ji Chhodo
Samjhti Hai Tori Thaniya

Iss Ada Pe Toh Hum Kurbaan Gaye Jee
Tohri Naa Naa Mein Haami Hai, Jaan Gaye Jee
Kal Mile... Ho Kal Mile Haaye
Kal Mile Ee Humka Bhool Gaye Aaj Re
Dagabaaz Re, Dagabaaz Re
Tore Naina Bade Dagabaaz Re
Dagabaaz Dagabaaz Dagabaaz Re Haaye
Tore Naina Bade Dagabaaz Re

Tere Mast Mast Do Nain

Song : Tere Mast Mast Do Nain
Music : Sajid-Wajid
Lyrics : Faiz Anwar
Singers : Rahat Fateh Ali Khan

Taakte rehte tujhko saanjh savere
Nainon mein haye
Nainon mein haye
Taakte rehte tujhko saanjh savere
Nainon mein bansiya jaise nain yeh tere
Nainon mein bansiya jaise nain yeh tere
Tere mast mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mere dil ka le gaye chain
Tere mast mast do nain
Tere mast mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mere dil ka le gaye chain
Tere mast mast do nain

Pehle pehal tujhe dekha toh dil mera dhadka haye dhadka dhadka haye
Pehle pehal tujhe dekha toh dil mera dhadka haye dhadka dhadka haye
Jal jal utha hoon main shola jo pyaar ka, bhadka haye bhadka bhadka haye
Neendhon mein gul gaye hain sapne jo tere
Badle se lag rahe hain andaaz mere
Badle se lag rahe hain andaaz mere
Tere mast mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mere dil ka le gaye chain
Tere mast mast do nain
Tere mast mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mere dil ka le gaye chain
Tere mast mast do nain

Maahi be-aap sa, dil yeh betaab sa, tadpa jaaye tadpa tadpa jaaye
Maahi be-aap sa, dil yeh betaab sa, tadpa jaaye tadpa tadpa jaaye
Nainon ke jheel mein, utra tha yunhi dil, dooba jaaye dooba dooba jaaye
Hosho hawa salab toh khone lagey hain
Hum bhi deewane tere hone lagey hain
Hum bhi deewane tere hone lagey hain
Tere mast mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mere dil ka le gaye chain
Tere mast mast do nain

Taakte rehte tujhko saanjh savere
Nainon mein bansiya jaise nain yeh tere
Nainon mein bansiya jaise nain yeh tere
Tere mast mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mere dil ka le gaye chain
Tere mast mast do nain
Tere mast mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mere dil ka le gaye chain
Tere mast mast do nain
Tere mast mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mere dil ka le gaye chain
Tere mast mast do nain

Naina Re Tu Hi

Song : Naina Re Tu Hi
Movie : Dangerous Ishq 3D
Music : Himesh Reshammiya
Lyrics : Sameer Anjaan
Singers : Himesh Reshammiya, Shreya Ghoshal & Rahat Fateh Ali Khan

Khud hi dil ka rog lagaaye
Khud hi baitha roye
Naina re naina
Tujhse bura na koi

Naina Re Tu Hi bura, tu hi bura
Tujhse bura na koye
Khud hi dil ka rog lagaaye
Khud hi baitha roye
Naina re
Tu hi bura
Tujhse bura na koye
Khud hi dil ka rog lagaaye
Khud hi baitha roye
Naina re

Sab ki prem kahaaniyan
Dil ki bechainiyan
Tu hi shuru karwaaye
Khud hi dil ka rog lagaaye
Khud hi baitha roye
Naina re naina
Tujhse bura na koi

Naina re
Tu hi bura
Tujhse bura na koye
Khud hi dil ka rog lagaaye
Khud hi baitha roye
Naina re

Aansu banke shalka jaaye
Dil ka peymaana
Ishq mein hai itne sadme
Dil mein na jaana
Ab ik pal ke bhi dooriyan
Mujhse sahi jaaye naa
Dard bhare tanhaiyaan
Mujhse sahi jaaye naa

Naina re
Tu hi bura
Tujhse bura na koye
Khud hi dil ka rog lagaaye
Khud hi baitha roye
Naina re

Toote sapne bikhre armaan
Kya hua haasil
Bebasi ka chaaya aalam
Kya kare yeh dil

Katte katte naa rattiyan
Mushkil judaai badi
Yaad aaye beeti battiyan
Laage yun goo si gadi

Naina re
Tu hi bura
Tujhse bura na koye

Khud hi dil ka rog lagaaye
Khud hi baitha roye
Naina re

Naina re...

Tu hi rab Tu hi dua

Song : Tu hi rab Tu hi dua
Movie : Dangerous Ishq
Music : Himesh Reshammiya
Lyrics : Sameer Anjaan
Singers : Rahat Fateh Ali Khan & Tulsi Kumar


Meri aankhon mein, meri saanson mein
Tera chehra tera chehra
Meri dil ki har ik deewar pe tera chehra tera chehra
Meri aankhon mein, meri saanson mein
Tera chehra tera chehra
Meri dil ki har ik deewar pe tera chehra tera chehra
Tu hi hai tu hi mera jahaan
Tu hi rab, tu hi dua
Tu hi labh, tu hi zubaan
Tu hi raah, tu hi makaam
Tu rehnuma
Tu hi rab Tu hi dua
Tu hi labh, tu hi zubaan
Tu hi raah, tu hi makaam
Tu rehnuma

Tu hi rab, tu hi dua
Tu hi labh, tu hi zubaan
Tu hi raah, tu hi makaam
Tu rehnuma

Meri aankhon mein, meri saanson mein
Tera chehra tera chehra
Meri dil ki har ik deewar pe tera chehra tera chehra
Tu hi hai tu hi mera jahaan
Tu hi rab, tu hi dua
Tu hi labh, tu hi zubaan
Tu hi raah, tu hi makaam
Tu rehnuma

Tu hi rab, tu hi dua
Tu hi labh, tu hi zubaan
Tu hi raah, tu hi makaam
Tu rehnuma

Tere bina toh haal hai aisa
Jaise aasman bhi naa chaand adhoora
Tere bina toh haal hai aisa
Jaise aasman bhi naa chaand adhoora
Rooh mein shaamil tu ho jaaye
Hoga bas tab hi saath yeh poora
Rooh mein shaamil tu ho jaaye
Hoga bas tab hi saath yeh poora

Tere ishq mein mashoor ho gaye
Tere baazuon mein hum choor ho gaye

Apne dil mein, jhaank ke dekho
Aayega nazar tumhe, pyaar humara

Tere ishq mein, mashoor ho gaye
Teri baazuon mein, hum choor ho gaye

Meri subah mein, meri shaam mein
Tera chehra tera chehra
Meri dhoop mein, meri chaaun mein
Tera chehra tera chehra
Tu hi hai tu hi mera jahaan
Tu hi rab, tu hi dua
Tu hi labh, tu hi zubaan
Tu hi raah, tu hi makaam
Tu rehnuma

Tu hi rab, tu hi dua
Tu hi labh, tu hi zubaan
Tu hi raah, tu hi makaam
Tu rehnuma

Apne dil mein jhaank ke dekho
Aayega nazar tumhe pyaar humara
Apne dil mein jhaank ke dekho
Aayega nazar tumhe pyaar humara
Aalam poocho meri taraf ka
Ik pal na hoga ab tum bhi guzara
Aalam poocho meri taraf ka
Ik pal na hoga ab tum bhi guzara

Tere ishq mein, mashoor ho gaye
Teri baazuon mein, hum choor ho gaye

Meri baahon mein, meri raahon mein
Tera chehra tera chehra
Meri aahon mein, meri panhon mein
Tera chehra tera chehra
Tu hi hai tu hi mera jahaan
Tu hi rab, tu hi dua
Tu hi labh, tu hi zubaan
Tu hi raah, tu hi makaam
Tu rehnuma
Tu hi rab, tu hi dua
Tu hi labh, tu hi zubaan
Tu hi raah, tu hi makaam
Tu rehnumaa

Tu hi rab, tu hi dua
Tu hi labh, tu hi zubaan
Tu hi raah, tu hi makaam
Tu rehnumaa

O Re Piya

Song : O Re Piya
Movie : Aaja Nachle

Music : Salim-Sulaiman
Lyrics : Piyush Mishra
Singers : Rahat Fateh Ali Khan


O Re Piya Haye
O Re Piya Haye…
O Re Piya Haye…
Udne Laga Kyon Man Baawla Re
Aaya Kahan Se Yeh Hosla Re
O Re Piya Haye… (2)
Tanabana Tanabana Bunti Hawaa Haaye Bunti Hawa
Boondein Bhi To Aaye Nahi Baaz Yahan
Sagish Mein Shaamil Sara Jahan Hai
Har Zare Zare Ki Yeh Iltiza Hai
O Re Piya
O Re Piya Haye… (2)
O Re Piya
Ni Re ,Re Re Ga
Ga Ga Ma
Ma Ma Pa
Pa Ma Ga Re Sa
Sa Re Re Sa
Ga Ga Re
Ma Ma Ga
Pa Pa Ma
Dha Dha Pa
Ni Ni Sa Sa Pa
Pa Sa Ma Pa Dha Ni Sa Ni
Re Ni Sa Sa Sa.. . . . ..
Nazrein Bolen Duniya Bole
Dil Ki Zaban Haaye Dil Ki Zubaan
Ishq Maange Ishq Chahe Koi Toofan
Chalna Aahiste Ishq Naya Hai
Pehla Yeh Vada Humne Kiya Hai
O Re Piya Haaye… (2)
O Re Piya
Piyaaaaa....
Yehhh Piya
Nange Pairo Pe Angaro
Chalti Rahi Haaye Chalti Rahi
Lagta Hai Ke Gairo Mein
Palti Rahi Haaye
Le Chal Wahan Jo
Mulk Tera Hai
Jahil Zamana
Dushman Mera Hai
Haaye
O Re Piya Haye… (5)

ad

In Association with Amazon.in