Showing posts with label Roop Kumar Rathod. Show all posts
Showing posts with label Roop Kumar Rathod. Show all posts

Thursday, August 22, 2013

Dil Ko

Song : Dil Ko
Movie : Rehna Hai Tere Dil Mein(RHTDM)
Music : Aadesh Shrivastava, Harris Jayaraj
Lyrics : Sameer
Singers : Roop Kumar Rathod



Dil Ko Tumse Pyaar Huwa, Pehlee Bar Huwa Tumse Pyaar Huwa
Mai Bhee Aashik Yaar Huwa, Pehlee Bar Huwa, Tumse Pyaar Huwa
Chhaayee Hai Betaabee, Meree Jaan Kaho Mai Kya Karu
Chhaayee Hai Betaabee, Meree Jaan Kaho Mai Kya Karu
Dil Ko Tumse Pyaar Huwa, Pehlee Bar Huwa Tumse Pyaar Huwa
Mai Bhee Aashik Yaar Huwa, Pehlee Bar Huwa, Tumse Pyaar Huwa

Oh Kho Gaya Mai Khayaalo Me, Abb Nind Bhee Nahee Aankhon Me
Karvate Bas Badalata Hu, Abb Jaagata Hu Mai Raato Me
Abb Duree Naa Sehanee, Har Lamha Kehta Hai
Naa Jaane Haal Meraa Aisa Kyu Rehta Hai
Mai Divaana Teraa Ban Gaya Jaane Jaana
Mai Fasaana Teraa Ban Gaya Jaane Jaana
Hasina Goree Goree, Churaaya Choree Choree
Churaaya Dil Choree Choree Choree Choree Choree
Dil Ko Tumse Pyaar Huwa, Pehlee Bar Huwa Tumse Pyaar Huwa
Mai Bhee Aashik Yaar Huwa, Pehlee Bar Huwa, Tumse Pyaar Huwa

Aarju Hai Mere Sapano Kee, Baitha Rahu Teree Baaho Me
Sirf Too Mujhe Chaahe Abb, Itana Asar Ho Meree Aaho Me
Too Keh De Haske Toh, Tod Du Mai Rasmo Ko
Marke Bhee Naa Bhulu Mai Teree Kasmo Ko
Mai Toh Aaya Hu Yaha Pe Bas Tere Liye
Teraa Tan Mann Sab Hai Mere Liye
Hai Kya Hasin Najaara, Sama Hai Pyaara Pyaara
Gale Laga Le Yaara Yaara Yaara Yaara Yaara
Mai Bhee Aashik Yar Huwa, Pehlee Bar Huwa, Tumse Pyaar Huwa
Chhaayee Hai Betaabee Meree Jaan, Kaho Mai Kya Karu
Chhaayee Hai Betaabee Meree Jaan, Kaho Mai Kya Karu
Kya Karu, Kya Karu, Kya Karu.

Tuesday, August 20, 2013

Agar Tum Mil Jao

Song : Agar Tum Mil Jao
Movie : Zeher- A love story
Music : Roop Kumar Rathod
Lyrics : Sayeed Quadri, Shakeel Azmi
Singers : Shreya Ghoshal



Agar Tum Mil Jao
Zamana Chod Denge Hum... (3)
Tumhe Paakar Zamane Bhar Se
Rishta Tod Denge Hum
( Agar Tum Mil Jao
Zamana Chod Denge Hum )... (2)

Bina Tere Koi Dil Kash Nazara Hum Na Dekhen Ge... (2)
Tumhe Na Ho Pasand Usko Dobara Hum Na Dekhen Ge
Teri Surat Na Ho Jis Mein...
Teri Surat Na Ho Jis Mein
Wo Sheesha Tod Denge Hum
Agar Tum Mil Jao
Zamana Chod Denge Hum

Tere Dil Mein Rahenge, Tujhko Apna Ghar Banaye Ge... (2)
Tere Khwaabon Ko Ghenno Ki Tarha Khud Par Sajaye Gein
Kasam Teri Kasam...
Kasam Teri Kasam
Taqdeer Ka Rukh Mod Denge Hum
Agar Tum Mil Jao
Zamana Chod Denge Hum

Tumhe Hum Apne Jism-Jaan Mein Kuch Aise Basa Lenge... (2)
Teri Khusboo Apni Jism Ki Khusboo Bana Lenge
Khuda Se Bhi Na Jo Toote...
Khuda Se Bhi Na Jo Toote
Wo Rishta Jod Lenge Hum
Agar Tum Mil Jao
Zamana Chod Denge Hum
Tumhe Paakar Zamane Bhar Se
Rishta Tod Denge Hum
( Agar Tum Mil Jao
Zamana Chod Denge Hum )... (2)

Sunday, August 18, 2013

To Chalun

Song : To Chalun
Movie : Border
Music : Anu Malik
Lyrics : Javed Akhtar
Singers : Roop Kumar Rathod




Ae Jaate Hue Lamhon Zara Thehro, Zara Thehro
Ae Jaate Hue Lamhon Zara Thehro, Zara Thehro
Main Bhi To Chalta Hoon, Zara Unse Milta Hoon
Jo Ek Baat Dil Mein Hai, Unse Kahoon
To Chalun, To Chalun, Hm Hm Hm Hm Hm
To Chalun, To Chalun, To Chalun
To Chalun, To Chalun, Hm Hm Hm Hm Hm
To Chalun, To Chalun, To Chalun
Ae Jaate Hue Lamhon Zara Thehro, Zara Thehro
Unke Chehre Ki Yeh Narmiyaan
Unki Zulfon Ki Yeh Badliyaan
Unki Aankhon Ke Roshan Diye
Unke Honton Ki Yeh Surkhiyaan
Unke Chehre Ki Yeh Narmiyaan
Unki Zulfon Ki Yeh Badliyaan
Unki Aankhon Ke Roshan Diye
Unke Honton Ki Yeh Surkhiyaan

Sab Unke Hain Jalwe, Main Chalne Se Pehle
Saanson Mein, Aankhon Mein, Khwaabon Mein, Yaadon Mein
Aur Is Dil Mein Unko Chhupaake Rakhoon
To Chalun, To Chalun, Hm Hm Hm Hm Hm
To Chalun, To Chalun, To Chalun
Ae Jaate Hue Lamhon Zara Thehro, Zara Thehro
Main Kahin Bhi Rahoon Ae Sanam
Mujhko Hai Zindagi Ki Kasam
Faaslein Aate Jaate Rahe
Pyaar Lekin Nahin Hoga Kam
Main Kahin Bhi Rahoon Ae Sanam
Mujhko Hai Zindagi Ki Kasam
Faaslein Aate Jaate Rahe
Pyaar Lekin Nahin Hoga Kam

Jinhe Chaahoon, Jinhe Poojoon, Unhe Dekhoon, Unhe Chhoo Loon
Zara Baatein To Kar Loon, Zara Baahon Mein Bhar Loon
Main Is Chaand Se Maathe Ko Choom Loon
To Chalun, To Chalun, Hm Hm Hm Hm Hm
To Chalun, To Chalun, To Chalun
Ae Jaate Hue Lamhon Zara Thehro, Zara Thehro
Main Bhi To Chalta Hoon, Zara Unse Milta Hoon
Jo Ek Baat Dil Mein Hai, Unse Kahoon
To Chalun, To Chalun, Hm Hm Hm Hm Hm
To Chalun, To Chalun, To Chalun.

Sandese Aate Hain

Song : Sandese Aate Hain
Movie : Border
Music : Anu Malik
Lyrics : Javed Akhtar
Singers : Sonu Nigam, Roopkumar Rathod & Chorus



Oho ho…

Sandese Aate Hain
Humein Tadpaate Hain
To Chitthi Aati Hai
To Poochh Jaati Hai
Ke Ghar Kab Aaoge
Ke Ghar Kab Aaoge
Likho Kab Aaoge
Ki Tum Bin Ye Ghar Soona Soona Hai

Sandese Aate Hain
Humein Tadpaate Hain
To Chitthi Aati Hain
To Poochh Jaati Hai
Ke Ghar Kab Aaoge
Ke Ghar Kab Aaoge
Likho Kab Aaoge
Ki Tum Bin Ye Ghar Soona Soona Hai

Kisi Dilwaali Ne Kisi Matwaali Ne
Humein Khat Likkha Hai
Ki Humse Poochha Hai
Kisi Ki Saason Ne Kisi Ki Dhadkan Ne
Kisi Ki Choodi Ne Kisi Ke Kangan Ne
Kisi Ke Kajre Ne Kisi Ke Gajre Ne
Mahekti Subahon Ne Machalti Shaamon Ne
Akeli Raaton Ne Adhoori Baaton Ne
Tarasti Baahon Ne
Aur Pooccha Hai Tarsi Nighahon Ne

Ke Ghar Kab Aaoge
Ke Ghar Kab Aaoge
Likho Kab Aaoge
Ki Tum Bin Ye Dil Soona Soona Hai

Sandese Aate Hain
Humein Tadpate Hain
To Chitthi Aati Hai
To Pooche Jaati Hai
Ke Ghar Kab Aaoge
Ke Ghar Kab Aaoge
Likho Kab Aaoge
Ki Tum Bin Ye Ghar Soona Soona Hai

Mohabbat Walon Ne Hamare Yaaron Ne
Humein Ye Likkha Hai Ke Humse Poochha Hai
Hamare Gaaon Ne Aam Ki Chaaon Ne
Puraane Peepal Ne Baraste Baadal Ne
Khet Khaliayaanon Ne Hare Maidaanon Ne
Basanti Belon Ne Jhoomti Belon Ne
Lachakte Jhulon Ne Behekte Phoolon Ne
Chatakti Kaliyon Ne
Aur Poochha Hain Gaaon Ki Galiyon Ne

Ke Ghar Kab Aaoge
Ke Ghar Kab Aaoge
Likho Kab Aaoge
Ki Tum Bin Gaaon Soona Soona Hai

Sandese Aate Hain
Humein Tadpate Hain
To Chitthi Aati Hai
To Pooche Jaati Hai
Ke Ghar Kab Aaoge
Ke Ghar Kab Aaoge
Likho Kab Aaoge
Ki Tum Bin Ye Ghar Soona Soona Hai
Ohh Ohhhh Ohhh …

Kabhi Ek Mamta Ki
Pyaar Ki Ganga Ki
Vo Chitthi Aati Hai
Saath Vo Laati Hai
Mere Din Bachpan Ke
Khel Vo Aangan Ke
Vo Saaya Aanchal Ka
Vo Teeka Kaajal Ka
Vo Lori Raaton Mein Vo Narmi Haathon Mein
Vo Chaahat Aankhon Mein Vo Chinta Baaton Mein
Bigadna Oopar Se Mohabbat Andar Se
Kare Vo Devi Maa
Yahin Har Khat Mein Poochhe Meri Maa

Ke Ghar Kab Aaoge
Ke Ghar Kab Aaoge
Likho Kab Aaoge
Ki Tum Bin Aangan Soona Soona Hai

Sandese Aate Hain
Humein Tadpate Hain
To Chitthi Aati Hai
To Pooche Jaati Hai
Ke Ghar Kab Aaoge
Ke Ghar Kab Aaoge
Likho Kab Aaoge
Ki Tum Bin Ye Ghar Soona Soona Hai

Ohohho..
Ay Guzarne Waali Hava Bata
Mera Itna Kaam Karegi Kya
Mere Gaanv Ja Mere Doston Mo Salaam De

Meri Gaanv Mein Hai Jo Vo Gali
Jahaan Rehti Hai Meri Dilruba
Usay Mere Pyaar Ka Jaam De
Usay Mere Pyaar Ka Jaam De
Vahin Thodi Door Hai Ghar Mera
Mera Ghar Mein Hai Meri Boodhi Maa
Mere Maa Ke Pairon Ko Chhooke
Usay Uske Beta Ka Naam De
Ay Guzarne Waali Hava Zara
Mere Doston Meri Dilruba
Meri Maa Ko Mera Paiyam De
Unhe Jaake Ty Ye Paigam De

Main Vaapas Aaoonga
Main Vaapas Aaoonga
Phir Apne Gaaon Mein
Usiki Chaaon Mein
Ki Maa Ke Aanchal Se
Gaanv Ke Peepal Se
Kisike Kaajal Se
Kiya Jo Vaada Tha Vo Nibhaoonga
Main Ek Din Aaoonga.. (8)

Saturday, August 17, 2013

Maula Mere Maula Mere

Song : Maula Mere Maula Mere
Movie : Anwar
Music : Mithoon
Singer :Roop kumar Rathod


 
Maula Mere Maula Mere Maula Mere, Maula Mere - 4
Aankhein Teri - 2, Kitni Haseen
Ki Inkaa Aashiq, Mein Ban Gayaa Hoon
Mujhko Basaa Le, Iname Tu
[Ishq Hai.....
Maula Mere, Maula Mere Maula Mere, Maula Mere - 2] - 3

Ki Inakaa Aashiq, Mein Ban Gayaa Hoon
Mujhko Basaa Le, Iname Tu

Mujhse Yeh Har Ghadi, Meraa Dil Kahe
Tum Hi Ho Usaki Aarzoo
Mujhse Yeh Har Ghadi, Mere Lab Kahe
Teri Hi Ho Sab Guftagoo
Baatein Teri Itni Haseen, Main Yaad Inko Jab Kartaa Hoon
Phoolon Si Aaye, Khushaboo

Rakh Loon Chhupaa Ke Main Kahin Tujhako
Saayaa Bhi Teraa Naa Main Doon
Rakh Loon Banaa Ke Kahin Ghar, Main Tujhe
Saath Tere, Main Hi Rahoon
Zulfein Teri, Itni Ghani
Dekh Ke Inako, Yeh Sochataa Hoon
Saaye Me, Inake Main Jiyoon
[Ishq Hai
Maula Mere, Maula Mere Maula Mere, Maula Mere - 2] - 3

[Mera Dil Yahi Bolaa, Meraa Dil Yahi Bolaa,
Yaara Raaj Yeh Usane Hai Mujh Par Kholaa
Ki Hai Ishq Mohabbat, Jiske Dil Mein
Usko Pasand Karta Hai Maulaa ]- 3

ad

In Association with Amazon.in