Showing posts with label Sharib-Toshi. Show all posts
Showing posts with label Sharib-Toshi. Show all posts

Tuesday, May 19, 2015

Emotional Fool

Song: Emotional Fool
Movie: Humpty Sharma Ki Dulhania (2014)
Singer: Toshi Sabri
Music: Sharib-Toshi
Lyrics: Kumaar



Fool fool fool fool fool.. Emotional
Fool fool fool fool fool.. Emotional
Fool fool fool fool fool.. Emotional
Fool fool fool fool fool.. Emotional

Sau pratishat, hai museebat
Saccha na samjho tum isko hai badda liar
O meri baby, hai ye farebi
Ghalib ke sheron ko chori karke,
ban gaya shayar
Kya doon isko gaali
Kya doon punjabi waali
Hot karke mujhko khud ye saala cool hai
Ye dil mera, sajna emotional fool hai
Ye dil mera, sajna emotional fool hai
Ye dil mera, sajna emotional fool hai
Ye dil mera, sajna emotional fool hai

Fool fool fool fool fool, Emotional
Fool fool fool fool fool, Emotional
Fool fool fool fool fool..

Dil hai single, lonely sa rehta hai
Peg do laga ke, mujhse ye kehta hai
Desi ladki iss dil ko chaahiye
Jiske mile woh, kripa milwaaiye
Dhoonde ye fun waali
Koi naari nakhre waali
Hot karke mujhko khud ye saala cool hai
Ye dil mera, sajna emotional fool hai
Ye dil mera, sajna emotional fool hai
Ye dil mera, sajna emotional fool hai
Ye dil mera, sajna emotional fool hai
Oye oye oye oye..

Waise toh ye, nature ka theek hai
Lekin karun kya, neeyat ka weak hai
Arey itna zyada, ye toh be-chain hai
2 night 3 days, package ka plan hai
Karta jaaye kharabi
Naa soche meri zara bhi
Hot karke mujhko khud ye saala cool hai
Ye dil mera, sajna emotional fool hai
Ye dil mera, sajna emotional fool hai
Ye dil mera, sajna emotional fool hai
Ye dil mera, sajna emotional fool hai

Fool fool fool fool fool.. Emotional
Fool fool fool fool fool.. Emotional
Fool fool fool fool fool.. Emotional
Fool fool fool fool fool.. Emotional

Friday, April 17, 2015

Mareez-e-Ishq

Song: Mareez-e-Ishq
Movie: Zid (2014)
Singer: Arijit Singh
Music: Sharib-Toshi
Lyrics: Shakeel Azmi

Mareez-e-Ishq hoon main, kar de dawaa
Mareez-e-Ishq hoon main, kar de dawaa

O o ho...

Talab hai tu, tu hai nasha
Ghulam hai dil ye tera
Khulke zara jee loon tujhe
Aaja meri saanson mein aa (x2)

Mareez-e-Ishq hoon, main kar de dawa
Haath rakh de tu dil pe zara
O o.. haath rakh de tu dil pe zara

Tujhe mere rab ne milaya
Maine tujhe apna banaya
Ab na bichadna Khudaya (x2)

Mohabbat rooh ki hai laazim riza
Haath rakh de tu dil pe zara
O o.. haath rakh de tu dil pe zara
(laazim riza: a must contentment)

O o ho...

Chaha tujhe maine wafaa se
Maanga tujhe maine duaa se
Paaya tujhe teri adaa se (x2)

Karam hadh se zyaada mujhpe tera
Haath rakh de tu dil pe zara
O o.. haath rakh de tu dil pe zara
O o.. haath rakh de tu dil pe zara


Tu Zaroori Sa Hai Mujhko

Song: Tu Zaroori Sa Hai Mujhko
Movie: Zid (2014)
Singer: Sunidhi Chauhan, Sharib Sabri
Music: Sharib-Toshi
Lyrics: Shakeel Azmi

Aisa laga mujhe pehli dafaa
Tanha main ho gayi yaara

Ho.. aisa laga mujhe pehli dafaa
Tanha main ho gayi yaara
Hoon pareshan si main
Ab ye kehne ke liye
Tu zaroori sa hai mujhko zinda rehne ke liye
Ho.. tu zaroori (tu zaroori)
sa hai mujhko (sa hai mujhko)
zinda rehne ke liye (zinda rehne ke liye)

Aisa laga mujhe pehli dafaa
Tanha main ho gaya yaara
Hoon pareshan sa main
Ab ye kehne ke liye

Tu zaroori sa hai mujhko zinda rehne ke liye
Ho.. tu zaroori (tu zaroori)
sa hai mujhko (sa hai mujhko)
zinda rehne ke liye (zinda rehne ke liye..)

Dhadke aankhon mein dil mera
Jab qareeb aaun tere
Mm.. dekhoon main jab bhi aaina
Haan tu hi roobaroo rahe mere

Ishq ki mauj mein aa
Aaja behne ke liye
Tu zaroori (tu zaroori)
sa hai mujhko zinda rehne ke liye
aa.. tu zaroori (tu zaroori)
sa hai mujhko (sa hai mujhko)
zinda rehne ke liye (zinda rehne ke liye)
Tu zaroori..

Maangu na koi aasmaan do sitaron ka jahaan
Banja tu mera humsafar na mujhe chahiye koi muqaam
Dil hi kaafi hai tera mere rehne ke liye

Tu zaroori sa hai mujhko zinda rehne ke liye
Ho.. tu zaroori (tu zaroori)
aa hai mujhko (sa hai mujhko)
zinda rehne.. (zinda rehne..)
Tu zaroori (tu zaroori)
sa hai mujhko
zinda rehne ke liye
Tu zaroori..


Saanson Ko

Song: Saanson Ko
Movie: Zid (2014)
Singer: Arijit Singh
Music: Sharib-Toshi
Lyrics: Shakeel Azmi

Saanson ko jeene ka ishaara mill gaya
Dooba main tujhme to kinara mill gaya

Saanson ko jeene ka ishara mil gaya
Zindagi ka pata dobara mil gaya
Tu mila to Khuda ka sahaara mill gaya
Tu mila to Khuda ka sahaara mill gaya
Ghamzada ghamzada dil ye tha ghamzada
Bin tere, bin tere, dil ye tha ghamzada

Aaraam de tu mujhe, barson ka hun main thaka
Palkon pe raatein liye, tere waste main jaga (x2)

Mere har dard ki gehrai ko mehsoos karta hai tu
Teri aankhon se gham tera mujhe maaloom hone laga

Tu mila to Khuda ka sahaara mill gaya
Tu mila to Khuda ka sahaara mill gaya

Main raaz tujhse kahun humraz ban ja zara
Karni hai kuch guftgu alfaaz ban ja zara (x2)

Juda jab se hua
Tere bina khamosh rehta hoon me
Labon ke paas aa
Ab tu aawaaz bann ja zara

Tu mila to Khuda ka sahara mill gaya
Tu mila to Khuda ka sahara mill gaya
Ghamzada ghamzada dil ye tha ghamzada
Bin tere, bin tere, dil ye tha ghamzada


ad

In Association with Amazon.in