Showing posts with label Shekhar Ravjiani. Show all posts
Showing posts with label Shekhar Ravjiani. Show all posts

Thursday, May 28, 2015

Khudaaya

Song: Khudaaya
Movie: Shanghai (2012)
Singers: Shekhar Ravjiani, Raja Hasan
Composers: Vishal-Shekhar
Lyricist: Neelesh Misra


Rehmat khuda kar zara ik dafa
Dil dene ka keh zara falsafa
Ye naacheez ik cheez uski maange hai tujhse
Musafir ye dehleez uski maange hai tujhse
Khudaaya tu bata: Kahaan uska pata?
Pataa kar.
Main uske bina be-pata hoon
Be-pata be-pata be-pata hoon

Tezz kyu befiqr mann dhundhal ke melu aaye
Lamho ki iss bheed mein 
Mujhko pal de fursat ke
Madmast kambakht fiqrein dikhaye...
Oh itraaye

Bas ik khayal uska dil ki fitrat badal de
Dil dene ka keh zara falsafa
Hai chaha usey shiddaton se yun toot kar ke
Woh kyun na mila muddaton se yun rooth kar ke

Khudaaya tu bata Kahaan uska pata? pata kar.
Main uske bina bepata hu
Bepata bepata bepata hu
Khudaaya tu bata: Kahaan uska pata? 
Pata kar.
Main uske bina bepata hu
Bepata bepata bepata hu


Duaa

Song: Duaa
Movie: Shanghai (2012)
Singer: Nandini Srikar, Arijit Singh, Shekhar Ravjiani
Composer: Vishal-Shekhar
Lyricist: Kumaar

Kise poochu..
Hai aisa kyu?
Bejubaan saa ye jahaan hai

Khushi ke pal
Kahaan dhoondu?
Benishaan sa waqt bhi yahaan hai

Jaane kitne labon pe gile hain
Zindagi se kayi faasle hain

Paseejte hai sapne kyun aankhon mein
Lakeere jab chhoote inn haathon se yun bewajah

Jo bheji thi dua
Woh jaake aasmaan se yun takra gayi
Ki aa gayi hai laut ke sadaa (x2)


Saanson ne kahaan rukh mod liya
Koi raah nazar mein naa aaye
Dhadkan ne kahaan dil chhod diya
Kahaan chhode in jismon ne saaye

Yehi baar baar sochta hoon tanha main yahaan
Mere saath-saath chal raha hai yaadon ka dhuaan

Jo bheji thi duaa
Woh jaake aasmaan se yun takra gayi
Ki aa gayi hai laut ke sadaa (x2)


Imported Kamariya

Song: Imported Kamariya
Movie: Shanghai (2012)
Singer: Richa Sharma, Vishal Dadlani, Shekhar Ravjiani
Composer: Vishal-Shekhar
Lyricist: Anvita Dutt Guptan

Dukam Dukam dakum.......
Ho ho ho....
Door sehar se humka laga India aisa place
Oont-gaay pe aata jaata hoga sara des
Hum kaah jaane, hum kaah jaane
Hum kaah jaane thhay
Skyscraper hoga har kone kone pe
Arey nikli India aage jeeti bog race ki race 
Tabhi toh... tabhi toh...
Oh mori imported kamariya chhant ke aayi duniya
Welcome.. Welcome karti India jaan le gayi
Arey mori imported kamariya Chhant ke aayi duniya
Welcome.. Welcome karti India jaan le gayi

Arey kheech ke laayi India
Tori imported kamariya
Welcome.. Welcome karti India jaan le gayi
India jaan le gayi

Dukam Dukam dukam.......

Haaye!
Chillam mein bhar lo arey aisi ye lat hai
Bachne ka plan chhod - NO If, NO But hai
Chhabbis kishto mein bant gayi jawaani
TV pe aati najar hai
Lagi lagi loudspeaker pe 
baji baji Remix ki dhun par

Firangi meri angdaai hai
Aayi mori imported kamariya
Chhant ke aayi duniya
Welcome.. Welcome karti India jaan le gayi
Oh mori imported kamariya
Chhant ke aayi duniya
Welcome.. Welcome karti India jaan le gayi

Arey kheech ke laayi India
Tori imported kamariya
Welcome.. Welcome karti India jaan le gayi
India jaan le gayi

Jeet bhaav mein shehar gaanv mein bechta Nirvana
Shirt-Pant mein bhes badal kar Dhoti-Paijama
Baj gaye baj gaye dil ki dhun pe 
Band bajaiya, Rog lagaiya 
Jinda na chhode tu jaalim maaregi bhaiya

Oye Hoye Door sehar se humka laga India aisa place
Oont-gaay pe aata jaata hoga sara des
Hum kaah jaane Hum kaah jaane Hum kaah jaane thhay
Skyscraper hoga har kone kone pe
Arey nikli India aage jeeti bog race ki race 
Tabhi toh... tabhi toh...
Oh Mohri imported kamariya chhant ke aayi duniya
Welcome.. Welcome karti India jaan le gayi
Arey Mohri imported kamariya chhant ke aayi duniya
Welcome.. Welcome karti India jaan le gayi


Tuesday, April 28, 2015

Zehnaseeb

Song: Zehnaseeb
Movie: Hasee Toh Phasee (2014)
Singers: Shekhar Ravjiani, Chinmayi Sripaada
Lyrics: Amitabh Bhattacharya
Music: Vishal-Shekhar


Zehnaseeb, Zehanaseeb
Tujhe chaahun betahasha zehnaseeb
Mere kareeb, mere habeeb
Tujhe chaahun betahasha zehnaseeb


Tere sang beete har lamhe pe humko naaz hai
Tere sang jo na beete uspe aitraaz hai
Iss kadar hum dono ka milna ek raaz hai

Huaa ameer dil ghareeb
Tujhe chaahun betahasha zehnaseeb
Zehnaseeb, Zehnaseeb
Tujhe chaahun betahasha zehnaseeb

Lena-dena nahi duniya se mera
Bas tujh se kaam hai
Teri ankhiyon ke sheher me
Yaara sab intezaam hai
Khushiyon ka ek tukda mile
Ya mile gham ki khurchane
Yaara tere mere kharche me
Dono ka hi ek daam hai

Hona likha tha yunhi jo huaa
Yaa hote hote abhi anjaane mein ho gaya
Jo bhi hua, hua ajeeb
Tujhe chaahun betahasha zehnaseeb
Zehnaseeb, zehnaseeb
Tujhe chaahun betahasha zehnaseeb

Hua ameer dil ghareeb
Tujhe chaahun betahasha zehnaseeb
Zehnaseeb, Zehnaseeb
Tujhe chaahun betahasha 
Tujhe chaahun betahasha zehnaseeb


Friday, April 24, 2015

Meherbaan

Song: Meherbaan
Movie: Bang Bang (2014)
Composer: Vishal-Shekhar 
Singers: Ash King, Shilpa Rao, Shekhar Ravjiani
Lyricist: Anvita Dutt, Kumaar


Ye aa ya-ya ya-ya...

Dil ki maange thodi thi kam
Har duaa bhi thodi maddham

Tune kaandhe pe sar jhukaaya jab
Jaise dargah pe baandhe dhaage tab
Bina maange hi mill gaya hai sab
Meherbaan hua hua
Meherbaan hua hua

Meherbaan.. hua
Meherbaan hua Rab
Meherbaan.. hua
Meherbaan hua Rab

Duaa rang rangiya yun malang laal laal rang
Rooh ki patang baandhi tere sang
Tab hi toh laga
Meherban hua Rab
O din ye sehre sa saja
Meherbaan huaa Rab

Ye aa ya-ya ya-ya...

Haathon ko tere apne
Haathon mein le leti hoon
Ke taqdeerein apni saari padh loon

Aankhon mein tere chhupte
Armaan main dhoondhta hoon
Bas tu soche, aur poore main kar doon

Abhi abhi toh hum adhoore thhe
Poore ho gaye tere roobaroo
Oo.. ye bhi deekhe na
Kahaan main khatam, kahaan tu shuru
Aankhein teri (aankhein teri)
Girti hain jab (girti hain jab)
Ab to neendein aati hain tab

Humko lagta hai kuch dino se ab
Tu ibaadat hai, tu hi hai mazhab
Bewajah kaise, kyu, kahaan aur kab

Meherban hua hua
Meherban hua hua
Meherban.. hua
Meherban hua Rab
Meherban.. hua
Meherban hua Rab

Rab ne banaaya sabko
Par kaun bataaye Rab ko
Mar ke tum pe, hum saans lete hain
Rab se karun jo duaayein
Ab ye tujhi tak jaayein
Tu jo sun le toh sunta ye Rab hai..

Jaane naa jahaan
Jaane hai kahaan
Mili thi meri teri haan me haan
Sach hai yahi tujh sa kahin
Nahin hai nahin

Meri raahein aayein tujh tak
Iss janam se har janam tak
Waqt ko rokein aa zara sa ab
Usko samjha dein ishq ka matlab
Chhod ke zidd ye maan lega ab

Meherbaan hua hua
Meherbaan hua hua
Meherbaan.. hua
Meherbaan hua Rab
Meherbaan.. hua 
Meherbaan hua Rab
Meherbaan.. hua
Meherbaan hua Rab


Thursday, April 23, 2015

Meherbaan

Song: Meherbaan
Movie: Bang Bang (2014)
Song Title: Meherbaan
Composer: Vishal-Shekhar 
Singers: Ash King, Shilpa Rao, Shekhar Ravjiani
Lyricist: Anvita Dutt, Kumaar


Ye aa ya-ya ya-ya...

Dil ki maange thodi thi kam
Har duaa bhi thodi maddham

Tune kaandhe pe sar jhukaaya jab
Jaise dargah pe baandhe dhaage tab
Bina maange hi mill gaya hai sab
Meherbaan hua hua
Meherbaan hua hua

Meherbaan.. hua
Meherbaan hua Rab
Meherbaan.. hua
Meherbaan hua Rab

Duaa rang rangiya yun malang laal laal rang
Rooh ki patang baandhi tere sang
Tab hi toh laga
Meherban hua Rab
O din ye sehre sa saja
Meherbaan huaa Rab

Ye aa ya-ya ya-ya...

Haathon ko tere apne
Haathon mein le leti hoon
Ke taqdeerein apni saari padh loon

Aankhon mein tere chhupte
Armaan main dhoondhta hoon
Bas tu soche, aur poore main kar doon

Abhi abhi toh hum adhoore thhe
Poore ho gaye tere roobaroo
Oo.. ye bhi deekhe na
Kahaan main khatam, kahaan tu shuru
Aankhein teri (aankhein teri)
Girti hain jab (girti hain jab)
Ab to neendein aati hain tab

Humko lagta hai kuch dino se ab
Tu ibaadat hai, tu hi hai mazhab
Bewajah kaise, kyu, kahaan aur kab

Meherban hua hua
Meherban hua hua

Meherban.. hua
Meherban hua Rab
Meherban.. hua
Meherban hua Rab

Rab ne banaaya sabko
Par kaun bataaye Rab ko
Mar ke tum pe, hum saans lete hain
Rab se karun jo duaayein
Ab ye tujhi tak jaayein
Tu jo sun le toh sunta ye Rab hai..

Jaane naa jahaan
Jaane hai kahaan
Mili thi meri teri haan me haan
Sach hai yahi tujh sa kahin
Nahin hai nahin

Meri raahein aayein tujh tak
Iss janam se har janam tak
Waqt ko rokein aa zara sa ab
Usko samjha dein ishq ka matlab
Chhod ke zidd ye maan lega ab

Meherbaan hua hua
Meherbaan hua hua
Meherbaan.. hua
Meherbaan hua Rab
Meherbaan.. hua 
Meherbaan hua Rab
Meherbaan.. hua
Meherbaan hua Rab


Sunday, September 1, 2013

Tumne Na Humse

Song : Tumne Naa Humse
Movie : Pyaar mein kabhi kabhi
Music : Shekhar Ravjiani
Lyrics : Patrick Biswas, Raj Kaushal
Singers : Mahalakshmi Iyer



Mmm Hmm Hmm Hmm Mmm Hmm Hmm Hmm Hmm
Mmm Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm…
Tumne Na Humse Kuch Kaha Tha
Humne Bhi Kuch Kaha Nahin
Ye Pyaar Kabh Ho Gaya Tha
Kya Ajeeb Hai Yeh Zindagi…

Kuch Waqt Humne Sang Guzare
Chang Pal Saath Bhi Chale
Sang Sang Raha Mein Badhe Hum
Raha Jo Mile Bhi Na Mile
Abh Itni Door Tum Gayee Ho
Kya Ajeeb Hain Ye Silsiley
Abh Itni Door Tum Gayee Ho
Kya Ajeeb Hain Ye Silsiley
Tumne Na Humse Kuch Kaha Tha
Humne Bhi Kuch Kaha Nahin
Ye Pyaar Kabh Ho Gaya Tha
Kya Ajeeb Hai Yeh Zindagi…

Tum Rahoogi Dil Ki Dhadkan Mein
Saans Bhi Na Lein Tumhare Bin
Aankhon Mein Basi Hansi Tumhari
Yaad Tum Rahogey Raat Din
Mere Har Rang Mein Base Ho
Kaise Main Kahoon Tu Ajnabi
Mere Har Rang Mein Base Ho
Kaise Main Kahoon Tu Ajnabi

Tumne Na Humse Kuch Kaha Tha
Humne Bhi Kuch Kaha Nahin
Ye Pyaar Kabh Ho Gaya Tha
Kya Ajeeb Hai Yeh Zindagi
Tumne Na Humse Kuch Kaha Tha
Humne Bhi Kuch Kaha Nahin
Ye Pyaar Kabh Ho Gaya Tha
Kya Ajeeb Hai Yeh Zindagi
Mmm Hmm Hmm Hmm Mmm Hmm Hmm Hmm Hmm
Mmm Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm
Mmm Hmm Hmm Hmm Mmm Hmm Hmm Hmm Hmm
Mmm Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm…

ad

In Association with Amazon.in