Showing posts with label akshay kumar song. Show all posts
Showing posts with label akshay kumar song. Show all posts

Thursday, August 22, 2013

Dhadang Dhang

Song : Dhadang Dhang
Movie : Rowdy Rathore
Music : Sajid-Wajid
Lyrics : Sameer Anjaan
Singers : Wajid & Shreya Ghoshal



Chikni kamar pe teri mera dil fisal gaya, haye
Chikni kamar pe teri mera dil fisal gaya
Strongly yeh jadoo tera mujhpe chal gaya

Hey chikni kamar pe teri mera dil fisal gaya
Strongly yeh jadoo tera mujhpe chal gaya
Jadoo yeh chal gaya mera dil fisal gaya

Oh darling tu pehle se kitna badal gaya
Strongly yeh jadoo tera mujhpe chal gaya

Hoye hoye hoye hoye

Teri meri yeh jodi jamegi
Apne love ki kahani banegi
Tujhko nakhre uthaane padenge
Saare chakkar bhulaane padenge

Mujhe saare funde hain aate
Haan log kis tarah ladki pataate
Ho tune aankhon se neendhein udaa di
Soyi soyi si dhadhkan jagaa di
Jadoo yeh chal gaya
Mera dil fisal gaya
Dhang dhang dhang

Oh darling tu pehle se kitna badal gaya
Strongly yeh jadoo tera mujhpe chal gaya
Dhadang dhang dhang...

Pehle pehle toh zidd pe addi tu
Haan sunle Patna ki hai fuljhdai tu
Ho maine chutki mein tujhko pataya
Ho tere nakhron ko jhat se wataya chal

Rowdy tujhko bole zamaana
Kaam tera yeh topi firana
Main yeh jaanu ki tu hai khiladi
Teri neeyat bhi ab maine taadi
Jadoo yeh chal gaya
Mera dil fisal gaya
Dhang dhang dhang

Oh darling tu pehle se kitna badal gaya
Strongly yeh jadoo tera mujhpe chal gaya
Dhadang dhang dhang...

Hey chikni kamar pe teri mera dil fisal gaya
Strongly yeh jadoo tera mujhpe chal gaya
Jadoo yeh chal gaya mera dil fisal gaya

Oh darling tu pehle se kitna badal gaya
Strongly yeh jadoo tera mujhpe chal gaya
Dhadang dhang dhang...

Aa Re Pritam Pyaare

Song : Aa Re Pritam Pyaare
Movie : Rowdy Rathore
Music : Sajid-Wajid
Lyrics : Sameer Anjaan
Singers : Mamta Sharma & Sarosh Sami




Aye bankaas

Aa re pritam pyaare
Bandook mein na toh goli mere

Aa Re Pritam Pyaare
Bandook mein na toh goli mere
Aa re pritam pyaare
Sab aag toh mere choli mein re
Zara hukka utha zara chillam jala

Pallu ke neeche chupa ke rakha hai
Utha doon toh hangama ho ho ho
Pallu ke neeche daba ke rakha hai
Utha doon toh hangama ho

Bankaas

Joban se apne dupatta gira doon toh
Kaule kunwaro ka chehra khile
Hey main aankh maaru toh noton ki barish ho
Ho lakk jo hila doon toh jhilla hile
Jhilla hile
Hile hile hile hile, jhilla hile
Hile hile hile hile, jhilla hile
Hile hile hile
Zara tooti baja zara
Thumka laga

Pallu ke neeche chupa ke rakha hai
Utha doon toh hangama ho
Pallu ke neeche daba ke rakha hai
Utha doon toh hangama ho

Main toh hoon jungle ki nazuk heerinya re
Khunkhaar zaalim shikaari hai tu
Arrey kaante supaari bana ke mujhe jo bedard aari re aari hai tu
Aari hai tu
Aari aari aari
Aari hai tu
Aari aari aari
Aari hai tu
Aari aari aari
Na gaddi dhikha un na body dhikha

Pallu ke neeche chupa ke rakha hai
Utha doon toh hangama ho ho ho
Pallu ke neeche daba ke rakha hai
Utha doon toh hangama ho

Aa re pritam pyaare
Bandook mein na toh goli mere
Aa re pritam pyaare
Sab aag toh mere choli mein re
Zara hukka utha zara chillam jala

Pallu ke neeche chupa ke rakha hai
Utha doon toh hangama ho ho ho
Pallu ke neeche daba ke rakha hai
Utha doon toh hangama ho

Bankaas

Viraaniya

Song : Viraaniya
Movie :  Namastey London
Music : Himesh Reshammiya
Lyrics : Javed Akhtar
Singers : Himesh Reshammiya



Mohabat meri jo pyaasi huyi
To gehri meri udaasi huyi Zindagi... (2)
Mein hain tumbin
Yeh Viraaniya... (3)
Zindagi... (2)
Mein hain tumbin yeh viraaniya... (3)

Sune sune sare raste hain
Suni manzil hai jaana
Suni suni si meri aankhein hai
Suna yeh dil hai jaaana jaana... (3)
Mujhe ghrre hai sirf tanhaiyaan
Mere dil mein hain sirf khaamoshiyan zindagi... (2)
Mein hain tumbin
Yeh viraaniya... (3)

Saans jab luun to
Seene mein jaisi saans chubhti hai jaana
Dil abb tak ummid ki ik faans chubhti hai janaa jaana... (3)
Khwaab sare mere, tutne hi ko hai
Tinke bhi haaath se, chutne hi ko hai zindagi... (2)
Mein hain tumbin
Yeh viraaniya... (5)

Rafta rafta dekho dekho kya hogaya

Song : Rafta Rafta Dekho Dekho Kya Hogaya
Movie : Namastey London
Music : Himesh Reshammiya
Lyrics : Javed Akhtar
Singers : Himesh Reshammiya



Rafta rafta...
Rafta rafta dekho dekho kya hogaya
Rafta rafta
Rafta rafta dekho dekho kya hogaya
Rafta dekho rafta... (2)

Rafta rafta jo tha begana tera huwa
Rafta rafta mera afsaana tera huwa
Dil ko naaz tere ishq se aashina... (2)
Rafta rafta jo tha begana tera huwa
Rafta rafta dekho dekho kya hogaya
Rafta rafta
Rafta rafta dekho dekho kya hogaya
Rafta dekho rafta

Tu hai meri subahon mein
Tu hai meri raaton mein
Tujse aur mein kya kahoon
Tu agar hai to, mein hoon
Tu vhaum hai mera, ya ke tera jaadu hai
Lagta hai ki phoolon mein, sirf teri khusboo hai
Dil ko naaz tere ishq se aashina
Rafta rafta jo tha begana tera huwa
Rafta rafta mera afsaana tera huwa

Lamha lamha tere bin zindagi adhuri thi
Tujhko paa ke jaana hain, kitni tu jaroori thi
Chaand taare dekhon to, yeh nazar bhi aata hai
Kehkashaa ke raste mein, tera ghar bhi aata hain
Dil ko naaz tere ishq se aashina
Rafta rafta jo tha begana tera huwa
Rafta rafta mera afsaana tera huwa
Dil ko naaz tere ishq se aashina
Rafta rafta dekho dekho kya hogaya rafta rafta
Rafta rafta dekho dekho kya hogaya rafta dekho rafta... (2)

Main Jahaan Rahoon Main Kahin Bhi Hoon

Song : Main Jahaan Rahoon, Main Kahin Bhi Hoon
Movie : Namastey London
Music : Himesh Reshammiya
Lyrics : Javed Akhtar
Singers : Rahat Fateh Ali Khan, Krishna & Himesh Reshammiya




Main Jahaan Rahoon Main Kahin Bhi Hoon
Teri yaad saaath hai... (2)

Kisi se kahoon
Ke nahi kahoon
Yeh jo dil ki baat hai
Kehne ko saath apane ek duniya chalti hai
Per chhupke is dil mein tanhaayi palti hai
Bas yaad saath hai
Teri yaad saaath hai... (3)
Main jahaan rahoon
Main kahin bhi hoon
Teri yaad saaath hai

Kahin to dil mein yaadon ki
Ek suli gad jaati hai
Kahin har ek tasveer bhahut hi dhondhali pad jati hai
Koi nayi duniya ke naye rango mein khush rehta hai
Koi sab kuch paake bhi yeh mann hi mann kehta hai
Kehne ko saath apane ek duniya chalti hai
Per chhupke is dil mein tanhaayi palti hai
Bas yaad saath hai
Teri yaad saaath hai... (3)

Kahin to beete kal ki jadein
Dil mein hi utar jaati hai
Kahin jo dhage tute to malaayen bhikar jaati
Koi dil mein jagah nayi, baaton ke liye rakhta hai
Koi apni palko par yaadon ke diye rakhta hai
Kehne ko saath apane ek duniya chalti hai
Per chhupke is dil mein tanhaayi palti hai
Bas yaad saath hai
Teri yaad saaath hai... (3)

Sunday, August 18, 2013

Ek Raja Hai Ek Rani Hai

Song : Ek Raja Hai Ek Rani Hai
Movie : Ek rishtaa
Music : Nadim Shravan
Lyrics : Sameer
Singers : Mohammed Aziz, Anuradha Paudwa, Sarika Kapoor, Milind




Ek Raja Hai Ek Rani Hai Pass Paisa Hai Aur Jawani Hai
Aur Kya Zindagani Hai Oh Aur Kya Zindagani
Sab Naseebo Ki Yeh Kahani Hai Teri Chaahat Ki Sab Nishaani Hai
Aur Kya Zindagani Hai Aur Kya Zindagani Hai
Ghar Hai Ek Mandir Tum Mere Devtaa Ho
Maine Rab Se Maangi Wohi Tum Dua Ho
Kaun Hame Duniya Mein Itna Pyaar Dega
Itni Khushi Aur Aisa Sansaar Dega
Mujhe Rehna Hai Inhi Charnon Mein
Umer Baho Mein Youn Bitani Hai
Aur Kya Zindagani Hai Oh Aur Kya Zindagani Hai

Aisi Apni Dosti Hai Aisa Dostana
Yaad Karega Hum Ko Sara Zamana
Dosti Pe Bilkul Na Karna Bharosa
Dost Banke Dete Hai Log Yahan
Dosti Hum Na Kabhi Todenge Aaj Humne Ye Dil Mein Thaani Hai
Aur Kya Zindagani Hai Oh Oh Aur Kya Zindagani Hai

Aisi Gulshan To Baharoon Mein Khila Karti Hai
Aise Maa Baap Naseebo Se Mila Karte Hai
Maine Har Roj Dua Mangi Hai Teri Khaatir
Mera Har Khwaab Bangaya Hai Hakeeqat Aakhir
In Rishto Ko Hum Nibhaaenge Apni Pooja Bhi Aazmani Hai
Aur Kya Zindagani Hai Oh Aur Kya Zindagani Hai
Ek Raja Hai Ek Rani Hai
Teri Chaahat Ki Sab Nishaani Hai
Sab Naseebo Ki Yeh Kahani
Hai Karam Uska Meherbani Hai
Aur Kya Zindagani Hai Oh Aur Kya Zindagani Hai
Aur Kya Zindagani Hai Oh Aur Kya Zindagani Hai
Aur Kya Zindagani Hai Oh Aur Kya Zindagani Hai

ad

In Association with Amazon.in