Showing posts with label anand bakshi. Show all posts
Showing posts with label anand bakshi. Show all posts

Saturday, August 17, 2013

Chandni O Meri Chandni

Song : Chandni O Meri Chandni
Movie : Chaar din ki chandani
Music : RD Burman
Lyrics : Anand Bakshi & RDB
Singers : Parichay & Sunidhi Chauhan


Aaja aaja meri bann jaa
Aaja aaja meri bann jaa

Rang bhare baadal se
Tere naino ke kaajal se
Maine iss dil pe likh diya tera naam
Chandni o meri chandni
Rang bhare baadal se
Tere naino ke kaajal se
Maine iss dil pe likh diya tera naam
Chandni o Meri Chandni

La la la...

Chandni o meri chandni

Ho naam likh diya, bin pooche yeh kaam kiya
Ha tumne mujhe badnaam kiya

Bin pooche yeh kaam kiya
Tumne mujhe badnaam kiya
Khair chodo, arrey baitho dekh ke

Pyaar mujhe tum karte ho phir kis baat se darrte ho
Phir kis baat se darrte ho
Bolo, bolo bolo na

Dil pe likhi baaton ko, poch na de tu aanchal se
Maine iss dil pe likh diya tera naam
Chandni o meri chandni
Chandni o meri chandni

Aaja aaja meri bann jaa... (3)

Oh You fool
Kaun Main?
Yes, yes yes yes
Kyun?

Koi phool koi tohfa tum kuch bhi saath nahi laate
Bade woh ho, samjhaun tumhe, kya sikhaun tumhe
Apni mehbooba se milne khaali haath nahi aate
Khaali haath nahi aate
Tumhe nahi pata

Arrey re re re
Aaj main phir bhool gaya
Yaad rakhunga yeh kal se
Maine iss dil pe likh diya tera naam
Chandni o meri chandni
Chandni o meri chandni

Arrey le le le
Badi masti karta hai re tu
Mere shona, shona shona shona
Pakado pakdo pakdo pakdo

Chandni o meri chandni

Arrey ja ja chandni chandni karta hai

Naam mera dil par likh kar bas tune baat bana li hai
Haye tume kya pata
Maine toh dil ke andar teri tasveer laga li hai
Teri tasveer laga li hai
Dikhaun dekho ge

Arrey pyaar mein tu jeet gayi
Apni premi paagal se
Maine iss dil pe likh diya tera naam
Chandni o meri chandni... (3)

Friday, August 16, 2013

Tu mere Saamne

Song : Tu mere Saamne
Music : Shiv Hari
Lyrics : Anand Bakshi
Singers : Lata Mangeshkar & Udit Narayan




Tu mere saamne main tere saamne
Tujhko dekhun ke pyaar karun
Ye kaise ho gaya, tu meri ho gayi
Kaise main aitbaar karun

Tut gayee tut ke main chur ho gayi
Teri zid se majboor ho gayi
Tera jadu chal gaya o jaduugar
Tut gayee tut ke main chur ho gayi
Teri zid se majboor ho gayi
Tera jadu chal gaya o jaduugar

Tu mere saamne main tere saamne
Tujhko dekhun ke pyaar karun
Ye kaise ho gaya, tu meri ho gayi
Kaise main aitbaar karun

Teri zulfon se khelunga main
Tujhko baahon mein le lunga main
Dil to dete hain aashiq sabhi
Jaan bhi tujhko de dunga main

Mere hotho ke gulab mag le
Meri aakho se sarab mag le
Mere hotho ke gulab mag le
Meri aakho se sarab mag le
Tera jadu chal gaya o jaduugar
Tut gayee tut ke main chur ho gayi
Teri zid se majboor ho gayi

Tu mere saamne main tere saamne
Tujhko dekhun ke pyaar karun
Ye kaise ho gaya, tu meri ho gayi
Kaise main aitbaar karun

Is kahani ke sau saal hain
Is jawani se sau saal hain
Ye tere pyaar ke chaar pal
Zindagani ke sau saal hain

Ek baar nahin sau baar kar le,
Ji bhar ke tu mujhe pyar kar le
Ek baar nahin sau baar kar le,
Ji bhar ke tu mujhe pyar kar le
Tera jaado chal gaya o jaadugar
Tut gayee tut ke main chur ho gayi
Teri zid se majboor ho gayi

Tu mere saamne main tere saamne
Tujhko dekhun ke pyaar karun
Ye kaise ho gaya, tu meri ho gayi
Kaise main aitbaar karun.

Jadoo Teri Nazar

Song : Jadoo Teri Nazar
Movie : Darr
Music : Shiv Hari
Lyrics : Anand Bakshi
Singers : Udit Narayan



Jadoo Teri Nazar, Khushboo Tera Badan
Jadoo Teri Nazar, Khushboo Tera Badan
Tu Haan Kar Ya Naa Kar
Tu Haan Kar Ya Naa Kar
Tu Hai Meri Kiran
Tu Hai Meri Kiran

Jadoo Teri Nazar, Khushboo Tera Badan
Tu Haan Kar Ya Naa Kar
Tu Haan Kar Ya Naa Kar
Tu Hai Meri Kiran
Tu Hai Meri Kiran

Mere Khwaabon Ki Tasvir Hai Tu
Bekhabar Meri Taqdeer Hai Tu
Mere Khwaabon Ki Tasvir Hai Tu
Bekhabar Meri Taqdeer Hai Tu
Tu Kisi Aur Ki Ho Na Jana
Kuch Bhi Kar Jaaonga Main Deewana
Tu Haan Kar Ya Naa Kar
Tu Haan Kar Ya Naa Kar
Tu Hai Meri Kiran
Tu Hai Meri Kiran

Faasle Aur Kam Ho Rahen Hain
Door Se Pas Hum Ho Rahen Hain
Faasle Aur Kam Ho Rahen Hain
Door Se Pas Hum Ho Rahen Hain
Maang Loonga Tujhe Asaman Se
Chheen Loonga Tujhe Is Jahaan Se
Tu Haan Kar Ya Naa Kar
Tu Haan Kar Ya Naa Kar
Tu Hai Meri Kiran
Tu Hai Meri Kiran

Jadoo Teri Nazar, Khushboo Tera Badan
Tu Haan Kar Ya Naa Kar
Tu Haan Kar Ya Naa Kar
Tu Hai Meri Kiran
Tu Hai Meri Kiran..

Ang Se Ang Lagana

Song : Ang Se Ang Lagana
Movie : Darr
Music : Shiv Hari
Lyrics : Anand Bakshi
Singers : Devaki Pandit, Alka Yagnik, Suresh Wadkar, Vinod Rathod



Ang Se Ang Lagana Sajaan Hame Aise Rang Lagana
Ang Se Ang Lagana Sajaan Hame Aise Rang Lagana
Ghal Lo Se Yeh Ghal La Lagake, Naino Se Yeh Naina Milake
Holi Aaj Meh Nana Sajaan Hame Aise Rang Lagana
Ang Se Ang Lagana Sajaan Hame Aise Rang Lagana
Ang Se Ang Lagana Sajaan Hame Aise Rang Lagana

Upaar Upaar Rang Lagaayo Na Kario Kuch Niche
Muhse Kuchna Bole Khadi Re Chupse Akia Miche
Ho Bach Ke Padosan Jaane Na Payee
Jaye To Vapas Aane Na Payee
Julmi Ne Aise Baazu Maroda
Kajara Na Gajara, Kuch Be Na Choda
Rapat Likaado Rapat Likaado Thane Meh Hum
Bhardegay Jurmaana
Ang Se Ang Lagana Sajaan Hame Aise Rang Lagana
Ang Se Ang Lagana Sajaan Hame Aise Rang Lagana
Rang Barase Bhige Chunaravaali, Rang Barase
Rang Barase Bhige Chunaravaali, Rang Barase
Rang Barase Bhige Chunaravaali, Rang Barase

Kaise Ki Jatanee Bhigee Chunaree Bhigee Cholee
Holika Hai Naam Are Yeh Tohay Aankha Micholee
Aaj Banaa Hare Ladka Kanha
Aaj Banee Hare Ladki Radha
Tu Radha Meh Kanha, Na Na Na Na, Kya?
Bijalee Aur Badaal, Tum Dono Ho Pagaal
Hey Khubhe Joorie, Bas Deer Hai Toorie
Tum Jeewan Sati, Ham Sa Baratie!
Rang Goki Doolie, Ley Ayee Holi
Barlo Pichakari, Karilo Tayaree!
Bhigini Shaano Band Ke Tum, Naino Ke Teer Chalana
Ang Se Ang Lagana Sajaan Hame Aise Rang Lagana
Ang Se Ang Lagana Sajaan Hame Aise Rang Lagana
Rang Barase Bhige Chunaravaali, Rang Barase
Rang Barase Bhige Chunaravaali, Rang Barase

Bhige Bhige Tere Badam Se
Jaise, Sholay, Lapaka Rahey Hai
Apna Rasta Dekhe Musafir, Tere, Naino, Batake Rahey Hai
Meh Bhoola Rasta, Rastepay Aaja
Meh Taam Ro Bhaiya, Mhuj Cher O Siya
Tum Dil Ma Toro, Tum Aachal Choro
Tum Kahey Rhootie, Hey? Mere Choori Dooti
Dil Mera Toota, Chal Hacha Jhoota
Tu Nach Meh Gawoo, Tu Baike Meh Jawoo
Mushkil Hai Jaana, Tu Hai Dewaana
Muje Ang Lagaale, Bas Rang Lagaale
Ne Laake Peela, Ne Nana Peela
Kya Laal Ghulabee, Tu Bolo Bhabi
Chutaki Baar Sindoor Manga Kaar, Iski Maang Sajaana
Ang Se Ang Lagana Sajaan Hame Aise Rang Lagana
Ang Se Ang Lagana Sajaan Hame Aise Rang Lagana.=

Yaadein Yaad

Song : Yaadein Yaad
Movie : Yaadein
Music : Anu Malik
Lyrics : Aanand Bakshi
Singers : Hariharan.


Nagmen Hain Shikve Hain
Kisse Hain Baate Hain
Nagmen Hain Shikve Hain
Kisse Hain Baate Hain
Baatein Bhool Jaati Hain
Yaadein Yaad Aati Hain
Baatein Bhool Jaati Hain
Yaadein Yaad Aati Hain
Yeh Yaadein Kisi Dil-O-Jaanam Ke
Chale Jaane Ke Baad Aati Hain
Yaadein Yaadein Yaadein

Ye Jeevan Dil Jaane
Dariya Ka Hai Paani
Paani To Beh Jaaye
Baaki Kya Reh Jaaye
Yaadein Yaadein Yaadein
Nagmen Hain Shikve Hain
Kisse Hain Baate Hain
Baatein Bhool Jaati Hain
Yaadein Yaad Aati Hain
Yeh Yaadein Kisi Dil-O-Jaanam Ke
Chale Jaane Ke Baad Aati Hain
Yaadein Yaadein Yaadein

Duniya Mein Yoon Aana
Duniya Se Yoon Jana
Aao To Le Aana Jaao To De Jana
Yaadein Yaadein Yaadein
Baatein Bhool Jaati Hain
Yaadein Yaad Aati Hain
Yeh Yaadein Kisi Dil-O-Jaanam Ke
Chale Jaane Ke Baad Aati Hain
Yaadein Yaadein Yaadein

Mehbooba ae Mehbooba

Song : Mehbooba ae Mehbooba
Movie: Sholay

Music : R D Burman
Lyrics : Anand Bakshi
Singers : R D Burman

Hoo, ooh, ooh, ooh, ooh, oh
Mehbooba ae mehbooba
Ooh, mehbooba ae mehbooba
Mehbooba ae mehbooba hoo hoo hoo

Gulshan mein gul khilte hain
Jab sehra mein milte hain... (2)
Main aur tu
Mehbooba ae mehbooba
Mehbooba ae mehbooba hoo hoo hoo

Gulshan mein gul khilte hain
Jab sehra mein milte hain... (2)
Main aur tu
Phool bahaaron se nikla, chaand sitaaron se nikla... (2)
Din dooba
Ooh, mehbooba ae mehbooba
Mehbooba ae mehbooba hoo hoo hoo

Gulshan mein gul khilte hain
Jab sehra mein milte hain... (2)
Main aur tu
Husnu ishq ki raahon mein, baahon mein nigaahon mein... (2)
Dil dooba
Ooh, mehbooba ae mehbooba
Mehbooba ae mehbooba hoo hoo hoo

Gulshan mein gul khilte hain
Jab sehra mein milte hain... (2)
Main aur tu
Mehbooba ae mehbooba, mehbooba ae mehbooba... (2)
Ooh, ooh ooh ooh

Koi haseena jab rooth

Song : Koi haseena jab rooth
Movie: Sholay
Music : R D Burman
Lyrics : Anand Bakshi
Singers : Kishore Kumar

Koi haseena jab rooth jaati hai to
Aur bhi haseen ho jaati hai...
Aur bhi haseen ho jaati hai...
Tesan se gaadi jab chhoot jaati hai to
Ek do tin ho jaati hai

Haathon mein chaabukh, honthon pe gaaliyaan... (2)
Badi nakhre waaliyaan hoti hai taange waaliyaan
Koi taange waali jab rooth jaati hai to, hai to, hai to
Aur namkeen ho jaati hai
Koi haseena jab rooth jaati hai to
Aur bhi haseen ho jaati hai

Zulfon mein chaiyya, mukhde pe dhoop hai
Hey, zulfon mein chaiyya, mukhde pe dhoop hai
Bada mazadaar goriye yeh tera rang roop hai
Dor se patang jab toot jaati hai to, hai to, hai to
Rukh rangeen ho jaati hai
Koi haseena jab rooth jaati hai to
Aur bhi haseen ho jaati hai
Tesan se gaadi jab chhoot jaati hai to
Ek do tin ho jaati hai... (4)

Holi Ke Din

Song : Holi Ke Din
Movie: Sholay
Music : R D Burman

Lyrics : Anand Bakshi

Singers : Lata Mangeshkar & Kishore Kumar

Chalo saheli... Chalo saheli...
Chalo re saathi... Chalo re saathi...
Ye pakdo ye pakadoo... (4) isse na chhodo
Arra arra arra baiya na todo,
Oye thaher ja babhi, arey jare sharabi
Kya ho raja gali mein aaja
Holi holi gaaon ki gori o nakharewaali
Dungi main gali arre raamu ki saali, holi re holi

Holi ke din dil khil jaate hain
Rangon mein rang mil jaate hain... (2)
Gile shikawe bhul ke doston
Dushman bhi gale mil jaate hain
Holi ke din dil khil jaate hain
Rangon mein rang mil jaate hai... (2)
Holi hain

Gori tere rang jaisaa
Thodasa main rang bana lu
Aa tere gulabi gaalon
Se thoda sa gulaal chura lu
Jare ja deewane tu holi ke bahane tu... (2)

Chhed na mujhe besaram
Puchh le zamane se aise hi
Bahane se liye aur diye dil jaate hain
Holi ke din dil khil jaate hain
Rango mein rang mil jaate hain

Haan Jab Tak Hai Jaan

Song : Haan Jab Tak Hai Jaan
-?
Music : R D Burman

Lyrics : Anand Bakshi
Singers : Lata Mangeshkar



Haan Jab tak hai jaan jaane jahan
Main naachoongi...
Main naachoongi...
Main naachoongi...
Main naachoongi...

Pyaar kabhi bhi marta nahin
Maut se bhi yeh darta nahin... (2)

Lut jaayenge, mit jaayenge, mar jaayenge hum
Zinda rahegi hamaari daastaan
O haan, jab tak hai jaan jaane jahan
Main naachoongi

Toot jaaye paayal toh kya
Paaon ho jaaye ghaayal toh kya... (2)
Dil diya hai dil liya hai, pyaar kiya hai to
Dena padega mohabbat ka imtehaan
O haan jab tak hai jaan jaane jahan
Main naachoongi... (4)

Yeh nazar jhuk sakti nahin
Yeh zubaan ruk sakti nahin... (2)

Main kahoongi gham sahoongi chup rahoongi kya
Bebas hoon lekin nahin main bezubaan
O haan jab tak hai jaan jaane jahan
Main naachoongi
Haan jab tak hai jaan jaane jahan
Main naachoongi... (5)

ad

In Association with Amazon.in