Showing posts with label lata mangeshkar song. Show all posts
Showing posts with label lata mangeshkar song. Show all posts

Friday, September 13, 2013

O Jaanaan Naa Jaanaa

Song : O Jaanaan Naa Jaanaa
Movie : Jab Pyaar Kisise Hota Hai
Music : Jatin Pandit, Lalit Pandit
Lyrics : Anand Bakshi
Singers : Kumar Sanu, Lata Mangeshkar



O Jaanaan Naa Jaanaa Ye Dil Tera Deewana
O Jaanaan Naa Jaanaa Ye Dil Tera Deewana
Jahaa Bhi Tu Jaae Tere Pichhe
Aae Ye Tera Aashiq Purana
O Jaanaan Naa Jaanaa Ye Dil Tera Deewana
Jahaa Bhi Tu Jaae Tere Pichhe
Aae Ye Tera Aashiq Purana
O Jaanaan Naa Jaanaa

Zor Chalataa Nahi Kya Karu
Dil Sambhalataa Nahi Kya Karu Haay
Aisaa Kaantaa Chubhaa Pyaar Ka
Ab Nikalataa Nahi Kyaa Karu
Teri Nigaaho Kaa Mai Ban Gayaa Hun Nishana
O Jaanaan Naa Jaanaa Ye Dil Tera Deewana
Jahaa Bhi Tu Jaae Tere Pichhe
Aae Ye Tera Aashiq Purana
O Jaanaan Naa Jaanaa

Saari Duniyaa Se Ham Ruth Ke
Aa Mohabbat Kare Tut Ke
Ud Naa Jaae Kabhi Kya Pataa
Koi Bhawara Mujhe Lut Ke
Bhawara Nahi Hai Mera Naam Hai Parawana

O Jaanaan Ye Manaa Tu Hai Mera Deewana
O Jaanaan Ye Manaa Tu Hai Mera Deewana
Tu Kare Jo Ishaaraa Mai Chali Aau
Yaara Chhod Ke Ye Zamaanaa.

Iss Dil Mein Kya Hai

Song : Iss Dil Mein Kya Hai
Movie :  Jab Pyaar Kisise Hota Hai
Music : Jatin Pandit, Lalit Pandit
Lyrics : Anand Bakshi
Singers : Lata Mangeshkar, Udit Narayan



Iss Dil Mein Kya Hai Dhadkan
Dhadkan Mein Kya Hai Saajan
Phulon Mein Kya Hai Khushbu
Aankhon Mein Kya Hai Jaadu
Tu Meri Jaan Hai, Tu Hi Mera Pyaar
Tere Liye Hi Main Hoon Bekraar

Iss Dil Mein Kya Hai Dhadkan
Dhadkan Mein Kya Hai Saajan
Phulon Mein Kya Hai Khushbu
Aankhon Mein Kya Hai Jaadu
Tu Meri Jaan Hai, Tu Hi Mera Pyaar
Tere Liye Hi Main Hoon Bekraar
Iss Dil Mein Kya Hai

Chhu Liya Tune Mujhko
Saara Badan Jal Raha Hai
Pyaar Mein Jor Kaisa Koi
Jaadu Sa Bas Chal Raha Hai
Paagal Na Main Ho Jaau
Iss Dil Mein Kya Hai Dhadkan
Dhadkan Mein Kya Hai Saajan
Phulon Mein Kya Hai Khushbu
Aankhon Mein Kya Hai Jaadu
Tu Meri Jaan Hai, Tu Hi Mera Pyaar
Tere Liye Hi Main Hoon Bekraar
Iss Dil Mein Kya Hai

Thaam Le Meri Baahein
Mausam Jawaan Aur Haseen Hai
Kya Karu Naam Tera
Dil Bhulata Hi Nahi Hai
Jaagu Ya Main So Jaau
Iss Dil Mein Kya Hai Dhadkan
Dhadkan Mein Kya Hai Saajan
Phulon Mein Kya Hai Khushbu
Aankhon Mein Kya Hai Jaadu
Tu Meri Jaan Hai, Tu Hi Mera Pyaar
Tere Liye Hi Main Hoon Bekraar

Iss Dil Mein Kya Hai Dhadkan
Dhadkan Mein Kya Hai Saajan
Phulon Mein Kya Hai Khushbu
Aankhon Mein Kya Hai Jaadu
Tu Meri Jaan Hai, Tu Hi Mera Pyaar
Tere Liye Hi Main Hoon Bekraar

Taram Taram Tararara
Taram Taram Tara.

Madhosh Dil Ki Dhadkan

Song : Madhosh Dil Ki Dhadkan
Movie : Jab Pyaar Kisise Hota Hai
Music : Jatin Pandit, Lalit Pandit
Lyrics : Anand Bakshi
Singers : Kumar Sanu, Lata Mangeshkar



Madhosh Dil Ki Dhadkan
Chup Si Yeh Tanhai
Madhosh Dil Ki Dhadkan
Chup Si Yeh Tanhai
Chup Gaya Chand Kyoon
Kya Teri Zulf Lehraayi
Madhosh Dil Ki Dhadkan
Chup Si Yeh Tanhai

Madhosh Dil Ki Dhadkan
Chup Si Yeh Tanhai
Phir Teri Yaad Mein
Dil Mein Li Yaar Aangdayi
Madhosh Dil Ki Dhadkan
Chup Si Yeh Tanhai
Mm Mm Hmm Hmm Hmm
Aa Aa Aa Aa Aa Aa
Mm Hmm Mm Hmm Hmm
Ye Rat Jagey
Lambi Raaton Ke Dil Na Lagey
Kya Karoon

Ye Silsiley
Dil Ki Baatoon Ke Jaadu Chale
Kya Karoon

Bikhra Zulfein Sou Jaoon
Dil Chahe Kahin Kho Jaoon

Madhosh Dil Ki Dhadkan
Chup Si Yeh Tanhai
Yeh Teri Aashiqui
Kar Na De Meri Ruswaayi
Madhosh Dil Ki Dhadkan
Chup Si Yeh Tanhai…

Kehna Tha Jo Hotoon Se
Maine Aankhoon Se Woh Keh Liya

Dil Mein Tere Rehna Hai Mujhko
Is Duniya Mein Reh Liya

Aa Lag Ja Tu Is Dil Se
Ke Milte Hain Dil Mushkil Se

Madhosh Dil Ki Dhadkan
Chup Si Yeh Tanhai

Madhosh Dil Ki Dhadkan
Chup Si Yeh Tanhai
Dil Liya Jaan Bhi Lega
Ye Pyaar Harjaayi

Madhosh Dil Ki Dhadkan
Chup Si Yeh Tanhai

Chup Gaya Chand Kyoon
Kya Teri Zulf Lehraayi

Madhosh Dil Ki Dhadkan
Chup Si Yeh Tanhai
Chup Si Yeh Tanhai
Chup Si Yeh Tanhai.

Monday, August 26, 2013

Main Chali Main Chali

Song : Main Chali Main Chali
Movie : Padosan
Music : R.D.Burman
Lyrics : Rajendra Krishan
Singers : Lata Mangeshkar



Main Chali Main Chali, Dekho Pyaar Kii Galii
Koii Roke Na Mujhe, Main Chalii Main Chalii
Na Na Naa Merii Jaan, Dekho Jaanaa Na Vahaan
Koii Pyaar Kaa Luteraa, Luute Na Merii Jaan
Main Chalii Main Chalii
Ye Fizaa Ye Havaa, Ye Nazaare Ye Samaa
Ab Pyaar Na Huaa To Phir Kab Hogaa
Koii Khel To Nahiin, Ye Hai Pyaar Merii Jaan
Tujhe Pataa Bhii Na Chalegaa Ye Jab Hogaa
Main Chalii Main Chalii
Kahiin Aankh Na Mile, Kahiin Dil Na Lage
To Pyaar Kaa Zamaanaa Kis Kaam Aayaa
To Ye Rut Ye Ghataa Bolo Sochegii Kyaa
Main Chalii Main Chalii

Sunday, August 25, 2013

chalte chalte Yunhi koi

Song : Chalte chalte Yunhi koi
Movie : Pakeezah (1972) 
Music : Ghulam Mohd & Naushad Ali,Ibrahim
Lyrics : Kamal Amrohi,Kaifi Azmi & Majrooh Sultanpuri
Singers : Lata Mangeshkar



Chalte chalte, chalte chalte Yunhi koi mil gaya tha...(2)
Sare raah chalte chalte...(2)
Vahin thamke reh gayi hai...(2)
Meri raat dhalte dhalte...(2)
Jo kahi gayi na mujhse...(2)
Voh zamaana keh raha hai...(2)
Ke fasaana
Ke fasaana ban gayi hai...(2)
Meri baat chalte chalet...(2)
Yunhi koi mil gaya tha...(2)
Sare raah chalte chalte...(2)
Yunhi koi mil gaya tha
Sare raah chalte chalte
Chalte chalte
Sare raah chalte chalte
Chalte chalte
Chalte chalte, chalte chalte
Yunhi koi mil gaya tha...(2)
Shabe intezaar aakhir...(2)
Kabhi hogi muqtasar bhi...(2)
Yeh chiraag
Yeh chiraag bujh rahe hain...(2)
Mere saath jalte jalte...(2)
Yeh chiraag bujh rahe hain
Yeh chiraag bujh rahe hain...(5)
Mere saath jalte jalte...(2)
Yunhi koi mil gaya tha...(2)
Sare raah chalte chalte...(2)

Chalo Dildaar Chalo

Song : Chalo Dildaar Chalo
Movie : Pakeezah(1972)
Music : Ghulam Mohd, Naushad Ali & Ibrahim
Lyrics : Kamal Amrohi, Kaifi Azmi & Majrooh Sultanpuri
Singers : Mohammed Rafi & Lata Mangeshkar



Chalo Dildaar Chalo
Chaand ke paar chalo

Hum hai tayaar chalo
Chalo dildaar chalo
Chaand ke paar chalo

Hum hai tayaar chalo
Aao kho jaaye sitaaron mein kahin ...(2)
Chhod de aaj yeh duniya yeh zameen
Duniya yeh zameen

Chalo dildaar chalo
Chaand ke paar chalo

Hum hai tayaar chalo
Hum nashe mein hai sambha lo hamein tum...(2)
Neend aati hai jaga lo hamein tum
Jaga lo hamein tum

Chalo dildaar chalo
Chaand ke paar chalo

Hum hai tayaar chalo

Oh oh, oh oh, oh oh, oh oh oh

Oh oh oh, oh oh, oh oh oh
Zindagi khatm bhi ho jaaye agar...(2)
Na kabhi khatm ho ulfat ka safar
Ulfat ka safar

Chalo dildaar chalo
Chaand ke paar chalo

Hum hai tayaar chalo

Chalo dildaar chalo
Chaand ke paar chalo
Hum hai tayaar chalo

Chalo dildaar chalo
Chaand ke paar chalo

Hum hai tayaar chalo

Inhi Logon Ne

Song : Inhi Logon Ne
Movie : Pakeezah(1972)
Music : Ghulam Mohd, Naushad Ali & Ibrahim
Lyrics : Kamal Amrohi, Kaifi Azmi & Majrooh Sultanpuri
Singers : Lata Mangeshkar



Inhi Logon Ne, inhi logon ne...(2)
Inhi logon ne le leena dupatta mera...(4)
Hamri na maano baajva se poochho
Hamri na maano saiyyaan
Hamri na maano baajva se poochho
Jis ne
Jis ne asharfi gaz deena dupatta mera...(2)
O ji ho dupatta mera, o dupatta mera
Aa, hamri na maano rangrajva se poochho
Hamri na maano saiyyaan
Hamri na maano rangrajva se poochho
Jis ne
Jis ne gulaabi rang deena dupatta mera...(2)
Inhi logon ne, inhi logon ne, inhi logon ne
Hamri na maano sipahiya se poochho...(2)
Aa aa aa aa, hamri na maano
Hamri na maano sipahiya se poochho
Sipahiya se, sipahiya se poochho
Jis ne
Jis ne bajariya mein chheena dupatta mera...(2)
Inhi logon ne, inhi logon ne, inhi logon ne
Inhi logon ne le leena dupatta mera
Dupatta mera, dupatta mera...(2)

Friday, August 23, 2013

Ye Galiyaan Ye Chaubaara

Song : Ye Galiyaan Ye Chaubaara
Movie : Prem Rog(1982)
Music : Laxmikant Kudalkar & Pyarelal
Lyrics : Narendra Sharma & Santosh Anand
Singers : Lata Mangeshkar




Ye galiyaan ye chaubaara
Yahaan aana na dobaara... (2)
Ab ham to bhae paradesi
Ke tera yahaan koi nahin... (2)
Le jaa rang-birangi yaaden
Hansane rone ki buniyaaden
Ab ham to bhae paradesi
Ke tera yahaan koi nahin... (2)

Mere haathon men bhari-bhari chudiyaan
Mujhe bha gai hari-hari chudiyaan
Dekh milati hain teri-meri chudiyaan
Tere jaisi saheli meri chudiyaan
Tune pisi voh mehandi rang laai
Mori gori hatheli rachaai
Teri aankh kyon laado bhar aai
Tere ghar bhi bajegi shahanaai
Saavan men baadal se kahana
Parades men hai meri bahana
Ab ham to bhae paradesi
Ke tera yahaan koi nahin... (2)

Aa maaen mil le gale
Chale ham sasuraal chale
Tere aangan men apana
Bach-bachapan chhod chale
Kal bhi suraj nikalega
Kal bhi panchhi gaaenge
Sab tujhako dikhaai denge
Par ham na nazar aaenge
Aanchal men sajaa lena ham ko
Sapanon men bula lena ham ko
Ab ham to bhae paradesi
Ke tera yahaan koi nahin... (2)

Dekh tu na hamen bhulaana
Maana dur hamen hai jaana
Meri alhad si atakheliyaan
Sada palakon bich basaana
Jab bajane lage baaje gaaje
Jab lagane lage khaali-khaali
Us dam tu itana samajhana
Meri doli uthi hai phoolon vaali
Thode din ke ye naate the
Kabhi hansate the, gaate the
Ab ham to bhae paradesi
Ke tera yahaan koi nahin... (2)
Ye galiyaan, ye chaubaara
Yahaan aana na dobaara
Ab ham to bhae paradesi
Ke tera yahaan koi nahin... (2)

Shokhiyon mein gholaa jaaye

Song : Shokhiyon mein gholaa jaaye
Movie : Prem Pujari(1970)
Music : S D Burman
Lyrics : Neeraj
Singers : Lata Mangeshkar & Kishore Kumar



Shokhiyon mein gholaa jaaye fulon kaa shabaab
Us mein fir milaaee jaaye thodeesee sharaab
Hogaa yoon nashaa jo taiyyaar wo pyaar hain

Hasataa huaa bachapan wo, bahakaa huaa mausam hain
Chhedo to yek sholaa hain, chhoolo to bas shabanam hain
Gaanw mein, mele mein, raah mein, akele mein
Aataa hain yaad baar baar, wo pyaar hain

Rang mein pighale sonaa, ang se yoon ras chhalake
Jaise baje dhoon koee raat mein halke halke
Dhoop mein chhaanw mein, zoomatee hawaaon mein
Haradam kare jo intajaar, wo pyaar hain

Yaad agar wo aaye ayese kate tanahaee
Sune shahar mein jaise bajane lage shahanaaee
Aanaa ho, jaanaa ho, kaisaa bhee jamaanaa ho
Utare kabhee naa jo khumaar, wo pyaar hain

Thursday, August 22, 2013

Gore rang pe na itana gumaan kar

Song : Gore Rang Pe Na Itana Gumaan Kar
Movie : Roti(1974)
Music : Laxmikant-Pyarelal
Lyrics : Anand Bakshi
Singers : Kishore Kumar & Lata Mangeshkar




Gore rang pe na itana gumaan kar... (2)
Gora rang do din mein dhal jaayega
Main shama hoon tu hai parvaana... (2)
Mujhase pahale tu jal jaayega
Gore rang pe

Roop mit jaata hai ye pyaar ai diladaar nahi mitata
Ho ho phool murajhaane se gulazaar o sarakaar nahi mitata
Kya baat kahi hai hoy tauba... (2)
Ye dil beimaan machal jaayega
Gore rang pe

O o aapako hai aisa inkaar to ye pyaar yaheen chhodo
O o pyaar ka mausam hai bekaar ki takaraar yaheen chhodo
Haathon mein haath zara de-do... (2)
Baaton mein vaqt nikal jaayega
Gore rang pe

O o main tujhe kar daaloon masaroor nashe men choor to maanoge
O o tumase main ho jaaoon kuch door e magarur ho manoge
Tu laakh bacha mujhase daaman... (2)
Ye husn ka jaadu chal jaayega
Gore rang pe

Monday, August 19, 2013

Chanda re mere bhaiyya se kehna

Song : Chanda re mere bhaiyya se kehna
Movie: Chambal Ki Kasam(1980)
Singer: Lata Mangeshkar


Chanda re, mere bhaiyya se kehna,
o mere bhaiyya se kehna, behna yaad kare
Chanda re mere bhaiyya se kehna,
o mere bhaiyya se kehna, behna yaad kare
o chanda re ...

Kya batalaau kaisa hai vo
bilkul tere jaisa hai vo
tu usko pehchaan hi lega
dekhega to jaan hi lega
tu saare sansaar mein chamke
har basti har gaanv mein damke
kehna ab ghar vaapas aa ja -2
tu hai ghar ka gehna
behna yaad kare

O chanda re...

Raakhi ke dhaage sab laaye
kehna ab na raah dikhaaye
maan ke naam ki kasmein dena
bhent meri ke rasamein dena
poochhana us roothe bhai se
bhool hui kya maan-jaai se
behan paraaya dhan hai kehna
usne sada nahi rehna
bahana yaad kare

O chanda re ...

Ye raakhi bandhan hai aisa

Rakhi Song : Yeh raakhi bandhan hai aisa
Movie: Beimaan
Singers: Mukesh, Lata Mangeshkar


(Ye raakhi bandhan hai aisa -3
jaise chanda aur kiran ka
jaisa badari aur pavan ka
jaise dharati aur gagan kaa) -2
ye raakhi bandhan hai aisa -3

Duniya ki jitani bahanen hain
un sabaki shraddha hai isamein
hai dharam karam bhaiya ka ye
bahana ki raksha isamein hai
jaise subhadra aur kishan ka
jaise badari aur pavan ka
jaise dharati aur gagan ka
ye raakhi bandhan ...

m: aaj khushi ke din bhaai ke
bhar-bhar aaye naina -2
kadar bahan ki unase poochho
jinaki nahi hai bahana
mol nahi koi is bandhan ka
jaise badari aur pavan ka v jaise dharati aur gagan ka

ye raakhi bandhan hai aisa
ye raakhi bandhan hai aisa
ye raakhi bandhan hai aisa 

Rang Birangi Raakhi

Rakhi Song Title: Rang Birangi Raakhi
Movie: Anpadh
Music : Madan Mohan
Lyrics: Raja Mehdi Ali Khan
Singer: Lata Mangeshkar

Lyrics:
Rang Birangi Raakhi leke aayi bahana
o raakhi bandhava le mere veer - 2

Main na chaandi, na sone ke naar maangu -2
apne bhaiya ka thoda sa pyaar maangu
thoda sa pyaar maangu
is raakhi mein pyaar chupa le laayi bahana

Neele ambar se taare utaar laau-2
ya main chanda ki kiranon ke haar laau
kiranon ke haar laau
pyaar ke badle ban le leharaai behna

Kabhi bhaiya ye behna na paas hogi -2
kahi pardes baithi udaas hogi, behna udaas hogi
milne ki aas hogi
jaane kab bichhad jaayen bhai-behna

Bhaiya mere raakhi ke badhan ko nibhana

Movie:Chhoti Bahen (1959) 
Singers: Lata Mangeshkar
Lyrics: Shailendra (Shankardas Kesarilal)
Music: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi


Bhaiya mere raakhi ke badhan ko nibhana
Bhaiya mere chhoti bahan ko na bhulana
Dekho ye nata nibhana, nibhana
Bhaiya mere raakhi ke badhan ko nibhana
Bhaiya mere chhoti bahan ko na bhulana
Bhaiya mere
Ye din ye tyohar khushi ka,
Pawan jaise nir nadi ka
Bhaai ke ujale maathe pe,
Bahan lagaye magal tika
Jhume ye sawan suhaana, suhaana
Bhaiya mere raakhi ke badhan ko nibhana
Bhaiya mere chhoti bahan ko na bhulana
Bhaiya mere
Baandh ke hamane resham dori,
Tum se wo ummid hai jodi
Naazuk hai jo daant ke jaise,
Par jivan bhar jaae na todi
Jaane ye sara zamaana, zamaana
Bhaiya mere raakhi ke badhan ko nibhana
Bhaiya mere chhoti bahan ko na bhulana
Bhaiya mere
Shayad wo sawan bhi aaye,
Jo bahana ka rang na laye
Bahan paraae desh basi ho,
Agar wo tum tak pahunch na paaye
Yaad ka dipak jalaana, jalaana
Bhaiya mere raakhi ke badhan ko nibhana
Bhaiya mere chhoti bahan ko na bhulana
Bhaiya mere.

Phoolon ka taaron ka

Song:  Phoolon ka taaron ka
Movie : Hare Rama Hare Krishna
Music : RD Burman
Lyrics : Anand bakshi

Singer : kishore kumar, lata mangeshkar

Phoolon ka taaron ka, sabka kehana hai
Ek hazaaron mein meri behanaa hai
Sari, umar, hamen sang rehana hai
Phuulon ...
Ye na jaana duniya ne tu hai kyon udaas,
Teri pyaasi aankhon mein pyaar ki hai pyaas,
Aa mere paas aa, kah jo kehana hai, ek hazaaron ...
Jab se merii aankhon se ho gayi tu door
Tab se sare jeevan ke sapane hain choor
Aankhon mein neend naa, man mein chaina hai, ek hazaaron ...
Dekho hum tum dono hain ek Daalii ke phool
Main na bhuulaa tuu kaise mujhako gai bhool
Aa mere paas aa, keh jo bhi kehanaa hai, ek hazaaron ...
Jeevan ke dukhon se, yuuN Darate nahiin hain
Aise bachake sach se guzarate nahiin hain
Sukh kii hai chaah to, dukh bhii sahanaa hai, ek hazaaron.....
Phoolon ka taaron ka, sabaka kehana hai
Ek hazaaron mein meri behanaa hai
Sari, umar, hamen sang rehana hai
Phuulon ...
Ye na jaana duniya ne tu hai kyon udaas,
Terii pyaasii aankhon mein pyaar ki hai pyaas,
Aa mere paas aa, kah jo kehana hai, ek hazaaron ...
Jab se merii aaNkhon se ho gayi tu door
Tab se sare jiivan ke sapane hain choor
AaNkhon mein neend naa, man mein chaina hai, ek hazaaron ...
Dekho hum tum dono hain ek Daalii ke phool
Main na bhuulaa tuu kaise mujhako gai bhool
Aa mere paas aa, keh jo bhi kehanaa hai, ek hazaaron ...
Jiivan ke dukhon se, yuuN Darate nahiin hain
Aise bachake sach se guzarate nahiin hain
Sukh kii hai chaah to, dukh bhii sahanaa hai, ek hazaaron.....

Sunday, August 18, 2013

Hum Tum Ek Kamre Mein

Song : Hum Tum Ek Kamre Mein
Movie : Bobby
Music : Laxmikant-Pyarelal
Lyrics : Anand Bakshi & Vithalbhai Patel
Singers : Shailendra Singh & Lata Mangeshkar




Baahar Se Koi Andar Na Aa Sake
Andar Se Koi Baahar Na Jaa Sake
Socho Kabhi Aisa Ho To Kya Ho... (2)
Hum Tum Ek Kamre Mein Band Ho, Aur Chaabi Kho Jaaye... (2)

Tere Nainon Ki Bhoolbhulaiya Mein Bobby Kho Jaaye
Hum Tum Ek Kamre Mein Band Ho, Aur Chaabi Kho Jaaye

Aage Ho Ghanghor Andhera

Baba Mujhe Darr Lagta Hai

Peechhe Koi Daaku Lootera

Hm, Kyoon Darra Rahe Ho

Aage Ho Ghanghor Andhera
Peechhe Koi Daaku Lootera
Upar Bhi Jaana Ho Mushkil
Neeche Bhi Aana Ho Mushkil
Socho Kabhi Aisa Ho To Kya Ho... (2)
Hum Tum Kahin Ko Jaa Rahe Ho, Aur Rasta Bhool Jaaye

O Ho

Hum Tum Kabhi Ko Jaa Rahe Ho, Aur Rasta Bhool Jaaye

Teri Baiyaan Ke Jhoole Mein Saiyaan Bobby Jhool Jaaye

Hum Tum Ek Kamre Mein Band Ho, Aur Chaabi Kho Jaaye

Aa Ha, Aa Ha, Aa Aa Aa, Aa Aa Aa Aa Aa Aa
Basti Se Door, Parbat Ke Peechhe
Masti Mein Choor Ghane Pedon Ke Neeche
Andekhi Anjaani Si Jaga Ho
Bas Ek Hum Ho, Duji Hawa Ho
Socho Kabhi Aisa Ho To Kya Ho... (2)

Hum Tum Ek Jungle Se Guzre, Aur Sher Aa Jaaye... (2)

Sher Se Main Kahoon Tumko Chhod De, Mujhe Khaa Jaaye
Hum Tum Ek Kamre Mein Band Ho, Aur Chaabi Kho Jaaye
Aise Kyoon Khoye Khoye Ho
Jaage Ho Ke Soye Hue Ho

Kya Hoga Kal Kisko Khabar Hai
Thoda Sa Mere Dil Mein Yeh Darr Hai
Socho Kabhi Aisa Ho To Kya Ho... (2)
Hum Tum Yunhi Hans Khel Rahe Ho, Aur Aankh Bhar Aaye... (2)

Tere Sar Ki Kasam Tere Gham Se Bobby Mar Jaaye

Hum Tum Ek Kamre Mein Band Ho, Aur Chaabi Kho Jaaye

Tere Nainon Ki Bhoolbhulaiya Mein Bobby Kho Jaaye

Hum Tum

Hum Tum

Ek Kamre Mein Band Ho

Ek Kamre Mein Band Ho

Aur Chaabi Kho Jaaye

Aur Chaabi Kho Jaaye

Aur Chaabi Kho Jaaye

Aur Chaabi

Kho Jaaye

Kho Jaaye

Friday, August 16, 2013

Waada Karo

Song : Waada karo
Movie : Aa Gale Lag Jaa
Music : R D Burman
Lyrics : Sahir Ludhianvi
Singers : Kishore Kumar & Lata Mangeshkar

Waada Karo Nahin Chhodogi Tum Mera Saath
Jahan Tum Ho, Vahan Main Bhi Hoon
Waada Karo Nahin Chhodogi Tum Mera Saath
Jahan Tum Ho, Vahan Main Bhi Hoon
Chhuo Nahin Dekho Zara Peechhe Rakho Haath
Jawaan Tum Ho, Jawaan Main Bhi Hoon
Chhuo Nahin Dekho Zara Peechhe Rakho Haath
Jawaan Tum Ho, Jawaan Main Bhi Hoon
Suno Meri Jaan, Hanske Mujhe Yeh Keh Do
Bheege Labon Ki Narmi Mere Liye Hai
Ho, Jawaan Nazar Ki Masti Mere Liye Hai
Haseen Ada Ki Shokhi Mere Liye Hai
Mere Liye Leke Aayi Ho Yeh Saugaat
Jahan Tum Ho, Vahan Main Bhi Hoon
Chhuo Nahin Dekho Zara Peechhe Rakho Haath
Jawaan Tum Ho, Jawaan Main Bhi Hoon
Mere Hi Peechhe Aakhir Pade Ho Tum Kyoon
Ek Main Jawaan Nahin Hoon, Aur Bhi To Hai
Oh, Mujhe Hi Ghere Aakhir Khade Ho Tum Kyoon
Main Hi Yahan Nahin Hoon, Aur Bhi To Hai
Jaao Jaake Le Lo Jo Bhi De De Tumhe Haath
Jahan Sab Hai, Vahan Main Bhi Hoon
Waada Karo Nahin Chhodogi Tum Mera Saath
Jahan Tum Ho, Vahan Main Bhi Hoon
La La La La La
La La La La La
Jawaan Kayi Hai, Lekin Jahan Mein Koi
Tum Si Haseen Nahin Hai, Hum Kya Kare
Oh, Tumhe Miloon Main Iska Tumhe Yakeen Hai
Humko Yakeen Nahin Hai, Hum Kya Kare
Aise Nahin Bhoolo Zara Dekho Aukaat
Kisi Ka To Dena Hoga, De Do Mera Saath
Jahan Tum Ho, Wahan Main Bhi Hoon
Chhuo Nahin Dekho Zara Peechhe Rakho Haath
Jawaan Tum Ho, Jawaan Main Bhi Hoon
Jahan Tum Ho, Wahan Main Bhi Hoon
La La La La, La La La La
La La La La, La La La La.

Tu mere Saamne

Song : Tu mere Saamne
Music : Shiv Hari
Lyrics : Anand Bakshi
Singers : Lata Mangeshkar & Udit Narayan




Tu mere saamne main tere saamne
Tujhko dekhun ke pyaar karun
Ye kaise ho gaya, tu meri ho gayi
Kaise main aitbaar karun

Tut gayee tut ke main chur ho gayi
Teri zid se majboor ho gayi
Tera jadu chal gaya o jaduugar
Tut gayee tut ke main chur ho gayi
Teri zid se majboor ho gayi
Tera jadu chal gaya o jaduugar

Tu mere saamne main tere saamne
Tujhko dekhun ke pyaar karun
Ye kaise ho gaya, tu meri ho gayi
Kaise main aitbaar karun

Teri zulfon se khelunga main
Tujhko baahon mein le lunga main
Dil to dete hain aashiq sabhi
Jaan bhi tujhko de dunga main

Mere hotho ke gulab mag le
Meri aakho se sarab mag le
Mere hotho ke gulab mag le
Meri aakho se sarab mag le
Tera jadu chal gaya o jaduugar
Tut gayee tut ke main chur ho gayi
Teri zid se majboor ho gayi

Tu mere saamne main tere saamne
Tujhko dekhun ke pyaar karun
Ye kaise ho gaya, tu meri ho gayi
Kaise main aitbaar karun

Is kahani ke sau saal hain
Is jawani se sau saal hain
Ye tere pyaar ke chaar pal
Zindagani ke sau saal hain

Ek baar nahin sau baar kar le,
Ji bhar ke tu mujhe pyar kar le
Ek baar nahin sau baar kar le,
Ji bhar ke tu mujhe pyar kar le
Tera jaado chal gaya o jaadugar
Tut gayee tut ke main chur ho gayi
Teri zid se majboor ho gayi

Tu mere saamne main tere saamne
Tujhko dekhun ke pyaar karun
Ye kaise ho gaya, tu meri ho gayi
Kaise main aitbaar karun.

Holi Ke Din

Song : Holi Ke Din
Movie: Sholay
Music : R D Burman

Lyrics : Anand Bakshi

Singers : Lata Mangeshkar & Kishore Kumar

Chalo saheli... Chalo saheli...
Chalo re saathi... Chalo re saathi...
Ye pakdo ye pakadoo... (4) isse na chhodo
Arra arra arra baiya na todo,
Oye thaher ja babhi, arey jare sharabi
Kya ho raja gali mein aaja
Holi holi gaaon ki gori o nakharewaali
Dungi main gali arre raamu ki saali, holi re holi

Holi ke din dil khil jaate hain
Rangon mein rang mil jaate hain... (2)
Gile shikawe bhul ke doston
Dushman bhi gale mil jaate hain
Holi ke din dil khil jaate hain
Rangon mein rang mil jaate hai... (2)
Holi hain

Gori tere rang jaisaa
Thodasa main rang bana lu
Aa tere gulabi gaalon
Se thoda sa gulaal chura lu
Jare ja deewane tu holi ke bahane tu... (2)

Chhed na mujhe besaram
Puchh le zamane se aise hi
Bahane se liye aur diye dil jaate hain
Holi ke din dil khil jaate hain
Rango mein rang mil jaate hain

Haan Jab Tak Hai Jaan

Song : Haan Jab Tak Hai Jaan
-?
Music : R D Burman

Lyrics : Anand Bakshi
Singers : Lata Mangeshkar



Haan Jab tak hai jaan jaane jahan
Main naachoongi...
Main naachoongi...
Main naachoongi...
Main naachoongi...

Pyaar kabhi bhi marta nahin
Maut se bhi yeh darta nahin... (2)

Lut jaayenge, mit jaayenge, mar jaayenge hum
Zinda rahegi hamaari daastaan
O haan, jab tak hai jaan jaane jahan
Main naachoongi

Toot jaaye paayal toh kya
Paaon ho jaaye ghaayal toh kya... (2)
Dil diya hai dil liya hai, pyaar kiya hai to
Dena padega mohabbat ka imtehaan
O haan jab tak hai jaan jaane jahan
Main naachoongi... (4)

Yeh nazar jhuk sakti nahin
Yeh zubaan ruk sakti nahin... (2)

Main kahoongi gham sahoongi chup rahoongi kya
Bebas hoon lekin nahin main bezubaan
O haan jab tak hai jaan jaane jahan
Main naachoongi
Haan jab tak hai jaan jaane jahan
Main naachoongi... (5)

ad

In Association with Amazon.in