Showing posts with label sholay. Show all posts
Showing posts with label sholay. Show all posts

Friday, August 16, 2013

Koi haseena jab rooth

Song : Koi haseena jab rooth
Movie: Sholay
Music : R D Burman
Lyrics : Anand Bakshi
Singers : Kishore Kumar

Koi haseena jab rooth jaati hai to
Aur bhi haseen ho jaati hai...
Aur bhi haseen ho jaati hai...
Tesan se gaadi jab chhoot jaati hai to
Ek do tin ho jaati hai

Haathon mein chaabukh, honthon pe gaaliyaan... (2)
Badi nakhre waaliyaan hoti hai taange waaliyaan
Koi taange waali jab rooth jaati hai to, hai to, hai to
Aur namkeen ho jaati hai
Koi haseena jab rooth jaati hai to
Aur bhi haseen ho jaati hai

Zulfon mein chaiyya, mukhde pe dhoop hai
Hey, zulfon mein chaiyya, mukhde pe dhoop hai
Bada mazadaar goriye yeh tera rang roop hai
Dor se patang jab toot jaati hai to, hai to, hai to
Rukh rangeen ho jaati hai
Koi haseena jab rooth jaati hai to
Aur bhi haseen ho jaati hai
Tesan se gaadi jab chhoot jaati hai to
Ek do tin ho jaati hai... (4)

Holi Ke Din

Song : Holi Ke Din
Movie: Sholay
Music : R D Burman

Lyrics : Anand Bakshi

Singers : Lata Mangeshkar & Kishore Kumar

Chalo saheli... Chalo saheli...
Chalo re saathi... Chalo re saathi...
Ye pakdo ye pakadoo... (4) isse na chhodo
Arra arra arra baiya na todo,
Oye thaher ja babhi, arey jare sharabi
Kya ho raja gali mein aaja
Holi holi gaaon ki gori o nakharewaali
Dungi main gali arre raamu ki saali, holi re holi

Holi ke din dil khil jaate hain
Rangon mein rang mil jaate hain... (2)
Gile shikawe bhul ke doston
Dushman bhi gale mil jaate hain
Holi ke din dil khil jaate hain
Rangon mein rang mil jaate hai... (2)
Holi hain

Gori tere rang jaisaa
Thodasa main rang bana lu
Aa tere gulabi gaalon
Se thoda sa gulaal chura lu
Jare ja deewane tu holi ke bahane tu... (2)

Chhed na mujhe besaram
Puchh le zamane se aise hi
Bahane se liye aur diye dil jaate hain
Holi ke din dil khil jaate hain
Rango mein rang mil jaate hain

Haan Jab Tak Hai Jaan

Song : Haan Jab Tak Hai Jaan
-?
Music : R D Burman

Lyrics : Anand Bakshi
Singers : Lata Mangeshkar



Haan Jab tak hai jaan jaane jahan
Main naachoongi...
Main naachoongi...
Main naachoongi...
Main naachoongi...

Pyaar kabhi bhi marta nahin
Maut se bhi yeh darta nahin... (2)

Lut jaayenge, mit jaayenge, mar jaayenge hum
Zinda rahegi hamaari daastaan
O haan, jab tak hai jaan jaane jahan
Main naachoongi

Toot jaaye paayal toh kya
Paaon ho jaaye ghaayal toh kya... (2)
Dil diya hai dil liya hai, pyaar kiya hai to
Dena padega mohabbat ka imtehaan
O haan jab tak hai jaan jaane jahan
Main naachoongi... (4)

Yeh nazar jhuk sakti nahin
Yeh zubaan ruk sakti nahin... (2)

Main kahoongi gham sahoongi chup rahoongi kya
Bebas hoon lekin nahin main bezubaan
O haan jab tak hai jaan jaane jahan
Main naachoongi
Haan jab tak hai jaan jaane jahan
Main naachoongi... (5)

Yeh dosti hum nahin todenge

Song : Yeh Dosti hum nahin todenge
Movie: Sholay
Music : R D Burman
Lyrics : Anand Bakshi
Singers : Kishore Kumar & Manna Dey

Yeh dosti hum nahin todenge
Todenge dam magar tera saath na chhodenge... (2)

Ae meri jeet teri jeet, teri haar meri haar
Sun ae mere yaar
Tera gham mera gham, meri jaan teri jaan
Aisa apna pyaar

Jaan pe bhi khelenge, tere liye le lenge
Jaan pe bhi khelenge, tere liye le lenge
Sab se dushmani

Yeh dosti hum nahin todenge

Todenge dam magar
Tera saath na chhodenge

Logon ko aate hain do nazar hum magar
Dekho do nahin
Arre ho judaa ya khafa ae khuda hai dua
Aisa ho nahin

Khaana peena saath hai
Marna jeena saath hai

Khaana peena saath hai
Marna jeena saath hai

Saari zindagi
Yeh dosti hum nahin todenge
Todenge dam magar tera saath na chhodenge... (2)

ad

In Association with Amazon.in