Showing posts with label yaarana. Show all posts
Showing posts with label yaarana. Show all posts

Friday, August 16, 2013

Hey sara zamana

Song : Hey sara zamana
Movie: Yaarana

Music : Rajesh Roshan
Lyrics : Anjaan
Singers : Kishore Kumar

Hey sara zamana sara zamana
Hasinon ka deewana hasinon ka deewana
Zamana kahe phir kyon zamana kahe phir kyon
Bura hai dil lagana bura hai dil lagana

Hey sara zamana sara zamana
Hasinon ka deewana hasinon ka deewana
Zamana kahe phir kyon zamana kahe phir kyon
Bura hai dil lagana bura hai dil lagana
Hey sara zamana hey

Yeh kaun keh raha hai
Tu aaj pyaar kar le
Jo kabhi bhi kathma na ho
Woh ietbaar kar le

Yeh kaun keh raha hai
Tu aaj pyaar kar le
Jo kabhi bhi kathma na ho
Woh ietbaar kar le

Maan le, maan le meri baat meri baat
Sara zamana sara zamana
Hasinon ka deewana hasinon ka deewana
Zamana kahe phir kyon zamana kahe phir kyon
Bura hai dil lagana bura hai dil lagana
Hey sara zamana

Jab husn hi nahi to
Duniya mein kya kashish hai
Dil, dil wahi hai jisme
Kahin pyaar ki khalish hai

Jab husn hi nahi to
Duniya mein kya kashish hai
Dil, dil wahi hai jisme
Kahin pyaar ki khalish hai

Maan le, maan le meri baat meri baat
Hey sara zamana sara zamana
Hasinon ka deewana hasinon ka deewana
Zamana kahe phir kyon zamana kahe phir kyon
Bura hai dil lagana bura hai dil lagana

Hey sara zamana sara zamana
Hasinon ka deewana
Zamana kahe phir kyon zamana kahe phir kyon
Bura hai dil lagana
Lal la lala la lal la lala la
Lala lala la la lala lala la la
Lala lala la la
Lala lala la la
Sara zamana

Bhole O Bhole

Song : Bhole O Bhole 
Movie: Yaarana

Music : Rajesh Roshan
Lyrics : Anjaan
Singers : Kishore Kumar

Bhole o bhole 
Tu ruutha dil tuuta
Mere yaar ko mana de
Vo pyaar phir jaga de... (2)

Kya hoga phir tera gauri jo ruutha jaaye
Shankar tere maathe ka chanda jo tuuta jaaye
Dam dam dam damaru na baaje
Bam bam bam phir tu na naache
Yaar agar na maane
Mere yaar ko...

Wo bichada to kasam se phir main na ji sakuunga
Mere bhole tere jaise main zahar na pi sakuunga
Zism huun main wo jaan hai meri
Usako nahi pahachaan hai meri
Pyaar mera tu jaane
Mere yaar ko...

Chhookar mere man ko

Song : Chhookar Mere Man Ko
Movie:Yaarana
Music : Rajesh Roshan
Lyrics : Anjaan
Singers : Kishore Kumar


Chhookar mere man ko kiya toone kya ishaara
Badla yeh mausam lage pyaara jag saara

Tu jo kahe jeevan bhar tere liye maein gaoon
Geet tere bolon pe likhta chala jaoon
Mere geeton mein tujhe dhoonde jag saara
Chhookar mere man ko

Aaja tera aanchal yeh pyaar se maein bhar doon
Khushiyaan jahan bhar ki tujhko nazar kar doon
Tu hi mera jeevan tu hi jeene ka sahaara
Chhookar mere man ko

Tere jaisa yaar kahan

Song : Tere jaisa yaar kahan
Movie: Yaarana

Music : Rajesh Roshan
Lyrics : Anjaan
Singers : Kishore Kumar



Tere jaisa yaar kahan
Kahan aisa yaarana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana

Tere jaisa yaar kahan
Kahan aisa yaarana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana

Meri zindagi sawaari
Mujhko gale lagake
Baitha diya falak pe
Mujhe khaat se oothake

Meri zindagi sawaari
Mujhko gale lagake
Baitha diya falak pe
Mujhe khaat se oothake
Yaara teri yaari ko
Maine to khuda mana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana

Mere dil ki yeh dua hai
Kabhi door tu na jaaye
Tere bina ho jeena
Woh din kabhi na aaye

Mere dil ki yeh dua hai
Kabhi door tu na jaaye
Tere bina ho jeena
Woh din kabhi na aaye
Tere sung jeena yahan
Tere sung mar jaana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana

Tere jaisa yaar kahan
Kahan aisa yaarana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana

ad

In Association with Amazon.in